💮Ch-17:Bondita k khilaf saazish💮

166 18 6
                                    

Continued from the previous part

Next MorningBondita wakes up and move downstairs after getting ready

اوووه! هذه الصورة لا تتبع إرشادات المحتوى الخاصة بنا. لمتابعة النشر، يرجى إزالتها أو تحميل صورة أخرى.

Next Morning
Bondita wakes up and move downstairs after getting ready

Shubhra: arey bahu kya hua, kaha khoi hui ho?

Bondita looks at her
Bondita: sasu ma, mujhe aapse kuch baat karni hai?

Shubhra: haan bolo na

Bondita: sasu ma, mujhe lagta hai ki Vidisha k liye jo dulha humne dhunda hai woh sahi nahi h

Shubhra: kyu....
Trilochan shouts from behind

Trilochan: hamare ghar k sabhi faisley mard lete h, humne apne bete k liye vadhu chuni aur hum hi apni beti k liye dulha chunenge, ghar ki bahu betiyon ko yeh adhikar nahi diya h humne aaj tak

Bondita: maaf kijiyega kakasasurji lekin aapne na sahi par kanoon ne har ladka aur ladki ko yeh adhikar diya hai ki woh apna jeevan saathi khud chune

Trilochan: hume kanoon mat sikhao, padhi likhi ho tum iska matlab yeh nahi ki hamari parampara ka mazak udaogi tum

Bondita: kakasasurji m aapki paramparao ka mazak nahi bana rahi m bas itna bol rahi hu ki hume jald baazi m koi faisla nahi lena chaiye, hume kya pata ki woh ladka kaisa hai...hum ek baar usse milke apni beti toh pure jeevan k liye use nahi de sakte na

Trilochan: bahu tum shayad bhul rahi ho lekin humne ek baar milke hi tumhe apni bahu k roop m chuna tha

Bondita: lekin...

Trilochan: himmat kaise hui tumhari?
He shouts at her

Anirudh comes downstairs and see everyone, he understands that something is wrong

Anirudh: kya hua kaka, kyu chilla rahe ho subah subah

Trilochan: pucho apni biwi se

Anirudh: kya hua Bondita?

Bondita: m kakasasurji ko bol rahi hu ki hum ek baar m kaise yeh faisla le sakte hai ki koi ladka Vidisha k liye thik h ya nahi

Trilochan: tumhare pita ne bhi toh ek baar m hi haan kardi thi tumhare vivah k liye

Bondita: woh is liye kyuki mere baba inhe bachpan se jante h, Parush dada k sabse acche dost h...isliye mere baba ne ek baar m haan kar diya tha lekin yahan toh hum m se koi bhi us ladke, uske parivar....uske baare m kuch nahi pata

Trilochan: Anirudh apni patni ko samjha do nahi toh hum agar use apne tarike se samjhayenge toh use pasand nahi aayega

Anirudh: ji kaka!!
Anirudh turning towards Bondita

Anirudh: Bondita, kaka se maafi mango

Bondita: kyu? Meri koi galti nahi h phir m kyu maangu maafi

Anirudh controlling his anger
Anirudh: maine kaha maafi mango

𝔸𝕟𝕚𝕕𝕚𝕥𝕒: 𝔹𝕣𝕠𝕜𝕖𝕟 𝕎𝕚𝕥𝕙𝕠𝕦𝕥 𝕐𝕠𝕦 (On Hold)حيث تعيش القصص. اكتشف الآن