Chapter-5

191 30 16
                                    

Sai(smirking): Toh ye lo. It's up to you to call me.

Sai bites her lip, realizing she sounded a bit desperate, but he didn't see it. He looks at her number and transfers it to his phone. Then, he holds it out to her.

Virat: Ek photo daldo. I want to look at you when I talk to you.

Sai snaps a selfie with his phone.

Sai: Lo.

Virat: Par ek pareshani hai...

Sai: Kya?

Virat: Mujhe nahi pata ki naam kya dalu.

Sai: Aap bohot drama karte hai, Mr. Chavvan. My name's Sai.

Virat: Sundar naam hai.

Sai: Sachme?

Virat: Sachme. Aaj tumse baate karna pehli baar se bohot aasaan tha.

Sai: Aap kehna kya chahte hai?

Virat runs his hand through his hair.

Virat: Maine tumhare agency ko call kiya tha. But your boss wouldn't give me your name or number. Usne kaha ki agar mein tumse milna chahta hu toh tumhe hire karna padega.

Sai(confused) : Ruko. How did you know what agency I worked for? Mujhe toh patralekha ne hire kiya tha na?

Virat: Mujhe sharmindagi ho rahi hai... Maine SHAYAD pakhi ko ye puchne ke liye call kiya tha. . .

Sai bursts out laughing.

Sai: Mujhe yakeen hai ki usse ACHA laga hoga.

Virat: Bas itna jaan lo ki uske badle usne mujhe KUCH baatein sunayi.. . Par mein kuch nahi kar sakta tha. I had to see you again.

Virat steps towards Sai, and her heart flutters again.

Virat: Ab jab hum dono mil chuke hai, Sai, mein tumhe date pe le jaana chahta hu.

Sai hesitates, her heart catching in her throat . Though she can't even manage to keep an apartment, . . On the other hand, Virat is definitely not hard to look at. She pictures those marble-slab abs tucked beneath his dress shirt .

Virat: Toh? What do you say, Sai? Ek sachi mulakaat kare, danke kapdo mein.

Sai hesitates, but his grin does her in.

Sai: Theek hai, Virat Chavvan. I hope I don't regret this, but I'm in. Ek date.

Virat: Abhi kare?

Sai: Abhi?

Virat: Ha, kyu nahi?

Sai: Aap bilkul bhi time waste nahi karte.

Virat: Tumse mile bager kitna samay ho gaya, mein aur samay barbaad nahi karna chahta.

Sai: Par mujhe nahi lagta, mere aise dress pehenkar tumhare office mein khade rehne se date hoga.

Virat: Matlab tum mana kar rahi ho?

Sai: Waise, aapne kya socha tha?

Virat: Mein soch raha tha... Ab lunchtime hai, haina?

Sai's stomach rumbles audibly in the office.

Virat: Dekha? You're hungry. Usse thik karte hai. What do you say?

Sai: Woh, maine subah breakfast nahi kiya tha...

Virat vaults for his briefcase. He pulls a thalipeeth from an insulated bag.

Sairat: MuskurahateinWhere stories live. Discover now