Will Karishma disclose the truth?

406 41 15
                                    

Flashback Resumed

Next Morning Karishma wakes up holding her head due to heaviness.
.
.
KS: Yeh sar itna bhaari kyun lag raha hain? (Holding her head)

Sonia: Isse pi le, theek lagega.

Karishma rubs her eyes gently to get normal vision.

KS: Tu yaha kya kar rahi hain? Hum toh ground pe the na?

Sonia: Tu pehele yeh pi Karishma, Babita madam ne bheja hain.

KS: Kya hain iss mein?

Sonia: Pani hain. Tera Hangover Headache mitane.

...
(Note: Alcohol leads to excessive fluid loss, which further causes Hangovers like headache, fatigue, vomiting, vertigo, red eyes etc.
To reduce dehydration one should drink plenty of water, after waking up)
...

KS: Tu kya bol rahi hain, mujhe kuch samajh nahi aa raha? (Pressing her head)

Sonia: Paani pi, fresh ho jaa fir batati hu.

Karishma nods, drinks water and left for bathroom.
.
.
BS came in her room.

BS: Paani liya usne?

Sonia: Ji madam. Abhi nahane gayi hain.

BS: Theek hain. Tum jaao.

Sonia nod and leaves.

Karishma came back after bathing and saw BS pouring something from Kettle.
She recollected yesterday's happenings.
.
.
.
KS: Jai Hind Madam! (Salutes)

BS: Jai Hind. Yeh piyo.

Karishma looked at her in confusion

BS: Kal jo piya tha uska hangover mitane, ginger tea. (Forwarding her that glass)

Karishma lowered her eyes and silently takes the cup.

BS: Aaram karo. Aise bhi Sunday hain aaj.
4 baje teeno classroom no. 2 mein aaogi. (Calmly)

KS: Ji madam.

BS leaves.

Flashback Paused

...

PJ: Adrak (ginger) ki chai se hangover chala jata hain? (Amazed)

HM: Ji Pushpa ji.
Adrak Natural Antioxidant hain, toh isse alcohol ki toxicity jaldhi khatam ho jaati hain.

BJ: Anti oxidant matlab?

KS: Voh padarth (substance) jo humare shareer ki cells ko free radical se bachate hain.

CC: Abb iee ka hota hain? (Frowns in confusion)

KS: Free radical matlab voh annu (molecule) jo sadharan shwasan (respiration) ke dauran bante hain.

Badnaam: Toh inko hatana kyun hain madam?

HM: Voh Unstable hote hain Badnaam. Normal respiration se bante toh hain lekin humare sharir ki dusri cells ko bhi damage kar dete hain.
Issiliye Ginger unn unstable cells ko khatam karne ke kaam aata hain.

KS: Aur yeh sehejta (easily) se uplabdh bhi ho jaata hain.

...

[Antioxidants are the substances which prevent damage caused by Free radical cells.
Free Radical cells are produced by normal respiration, but due to their instability they are harmful to surrounding normal cells.
Ginger is one such natural antioxidant found easily.
Capsicum is also an antioxidant, which prevents health disorders. ]

Discovering the Bonds! Where stories live. Discover now