strange feeling

71 7 4
                                    

At college

Zaira college ke corridor mai chal rahi thi tabhi waha Zain a jata hai

Zain-aye ruko

Zaira piche dekhti hai but wo ignore marte hue age badti jati hai

Zain - oye tumne jo mere sath us din kiya tha na uska revenge zarur lunga

Zaira-huh! In your dreams kyuki aj tak zaira Fatima ke sath kisi ne bhi prank Kerne ki himmat nahi hai.

Zain -haan to mai bhi Zain siddique hu badla zarur lunga

Zaira-dekhte hai

Zain-dekh lena

Zain aise hi baate ker rah tha ki usne zaira ke bag mai "mai ne aj class bunk ki hai" ka paper chipka diya

Zain-badi ayi , revenge complete.

Zaira ke piche se uske sir ate hai

Sir-zaira Fatima, in my office now

Zaira sir ke office jati hai

Zaira-any serious matter sir

Sir - nahi nahi to apke liye serious hai hi nahi studies

Zaira-matlab

Sir-apne apna bag check Kiya

Zaira apna bag utarti hai

Zaira-gasp*sir maine nahi kiya yeh , maine aj tak koi class bunk nahi ki

Sir- ab tumhari saza hai ki tum break tak mere office ke bahar hath khada kerke khadi rahogi

Zaira-but sir......

Sir-get out

Zaira muh phulake bahar chali jati hai

Zaira thodi der punishment ker rahi hoti

Tabhi waha Zain dance kerte hue ata

Zain-~rafta rafta dekho ankh meri Ladi hai~

Zaira-kisse Ladi hai😒😒

Zain-jisse Ladi hai wo is waqt hath uper kerke khadi hai😏

Zaira-mai to tumhe dekhlungi

Zain-zyada mat dekhna pyaar ho jayega

Zaira-aaggggghhhh!

Zain uske yeh expression dekh ke hanste hue waha se chala jata hai

Time skip

Boys side

Sare ladke living room mai baithe the ki unke abbu ajate hai

Abbu-boys I have news for you

Boys apne abbu ko dekhte hai

Abbu-huzaif aur Yasir tumhe yaad hai ki pichle saal hamari company ke 10 anniversary per mr khureshi aye the

Junaid-wahi na jo apke purane , aur karibi dost hai.

Abbu-Haan , uski beti ki shaadi hone wali hai, aur usne muje apni beti ki shaadi ke liye bulaya hai,

Zain-to kab Jana hai

Abbu-dekho 2 hafte baad manjha hai, to usne hame next week bulaya hai,fir 4 hafte baad shaadi hai

Saad- chalo acha hai hum bhi apke friend se mil le ge dekhe to kon hai

Rashid-jiske itni tarif hum log bachpan se sunte a rahe hai

Huzaif-but mai nahi mai aur Yasir to mil chuke hai unse

Itna kehke unke abbu chale jate hai

Junaid-shaadi hai matlab meri hone wali bhiuje mil sakti hai

jab they metWhere stories live. Discover now