ch - 6

504 44 131
                                    

After dropping Naina at her house, Rajveer comes to secretariat and gets busy with his work

Rahul (comes to inform him) : sir, SP sir aur income tax department se call aaya tha... wo aapse ek case ke silsile mein milna chahte hain

Rajveer : kaunse case ?

Rahul : sayad us businessman wala, jiski factory aapne seize karne ke orders diye the... usme hi kuch problems aa gayi hongi, tabhi aapse milne ki appointment maangi hai... toh kab ki meeting fix karun unke sath ?

Rajveer (about to reply his PA's ques, but gets interrupted by a call on his personal cellphone) : just a minute rahul, mom ki call hai... sayad kuch urgent hoga 

Rahul : it's ok sir, main wait kar lunga... aap aram se apni mom se baat kar lijiye

Rajveer (attends the call) : good evening mumma... kahiye, kaise yaad kiya ?

Aaradhya : greetings wagera baad mein veer... pehle yeh bataiye ki aapka answer kya hai is proposal ko lekar ?

Rajveer : it's a yes from my side mumma, lekin aap itni jaldbaazi mein kyun puch rahi hain

Aaradhya : actually Ahluwalia's ke yahan se call aaya tha, aur unhone is rishte keliye haan kar di hai... toh bas aapke jawab ka intezar tha

Rajveer : hmm... waise mom, are you sure ki unhone haan hi kaha hai ?

Aaradhya : haan, lekin aap yeh kyun puch rahe hain beta... koi problem hai kya ?

Rajveer : nahi, wo bas confirm kar raha tha kyunki naina jab yahan se gayi thi toh wo kafi sad nazar aa rahi thi... aur ab aap keh rahi hain ki unhone is rishte keliye haan kar di, toh kahin unki family ne unhe haan bolne keliye force toh nahi kiya 

Aaradhya : aisa nahi hai beta, maine unse pucha tha... unhone kaha ki yeh faisla naina ka hi hai, lekin phir bhi agar aap chahein toh kal khud naina se confirm kar sakte hain

Rajveer : wo kaise ?

Aaradhya : actually kal hum unke ghar shagun lekar jane ki soch rahe hai, jisme aap hame accompany karenge

Rajveer : mom, it's not possible kyuki kal meri ek important meeting hai 

Aaradhya : toh usse cancel kar dijiye veer, lekin aap kal hamare sath zarur aa rahe hain isliye toh maine aapko pehle inform kiya hai taki aap koi bahana na bana sakein... aur waise bhi kal toh sunday hai, so no office work

Rajveer : ok fine, I'll be there... you just text me the time

Aaradhya : hmm... waise akshi ko bhi tujhse koi zaruri kaam tha, toh tu jab bhi free ho usse call kar lena 

Rajveer : ok mom, see you tomorrow... bye 

Saying this he hangs up the call and breathes a sigh of relief... seeing this Rahul asks him

Rahul : sir, all ok ?

Rajveer : yeah... tum bas abhi meri ek online meeting fix karo SP aur income tax authorities ke sath, kyuki kal mom ne koi bhi meeting fix karne keliye mana kiya hai 

Rahul : lekin sir, abhi toh kafi late ho gaya hai 

Rajveer : I know, lekin mere paas aur koi option nahi hai... kal mujhe kisi zaruri kaam se jana hai, aur parso tak bahut der ho jayegi... toh aaj hi online meeting fix kar dijiye

Married to you ❤️Where stories live. Discover now