ch - 13

331 38 44
                                    

As soon as Rajveer step inside, he sees Naina arranging dinner for his family members... he gets surprised seeing her there

Rajveer : naina, aap yahan kaise ?

Naina : kyun... nahi aa sakti ?

Rajveer : maine aisa kab kaha... wo toh aap itni late tak yahan hai isliye pucha

Naina : sabke liye dinner lekar aayi thi kyuki aapki cook aaj chutti pe hai, warna mumma pareshan hoti

Rajveer : thanks, mom ke bare mein itna sochne keliye

Naina (interrupted him) : main sirf kehne keliye unhe mumma nahi kehti, balki apne dil se unhe apni mumma maanti hoon... toh agar main unke comfort ka dhyan nahi rakhungi toh kaun rakhega

Rajveer : acha baba, mujhse galti ho gayi jo maine aapko yeh kaha... wait for a few minutes, main change karke aata hoon... phir sath dinner karenge

Naina follows him to his room and takes out his night clothes from the cupboard & passes them to rajveer, after which he goes for taking a quick shower... when he comes out of the washroom, naina silently changes his dressing

Rajveer : gussa ho ?

Naina : main kyu gussa hongi aapse

Rajveer : agar gussa nahi hain, toh aap mujhe silent treatment kyu de rahi hain

Naina : kyuki agar main kuch bolungi bhi toh kaunsa aapko usse farak padne wala hai... karna toh aapko wahi hai jo aap karna chahte hain, toh main kyu kuch bolun

Rajveer : oh my god! itna gussa... par is nacheez ko yeh toh bata dijiye ki uska kasur kya hai

Naina : kya fayda kuch bhi kehne ka... kaunsa aapko farak padta hai

Rajveer : naina, aap aisa kyun keh rahi hain... ofcourse mujhe aapki chuppi se farak padta hai

Naina : rehne dijiye, agar aapko farak padta toh aap apni health ka khayal rakhte... aise nahi ki meri di hui instructions ko ignore karte

Rajveer : naina, maine kab ignore ki aapki di hui instructions ?

Naina : itne bhole mat baniye aap... mujhe ache se pata hai ki aapne pichle 5 ghanton se kuch khana toh dur ki baat hai, paani bhi nahi piya hai... aise khayal rakhte hain apna, sab kuch ignore karke... aap kal hi hospital mein admit hue the, par aapko isse koi farak hi nahi padta

Rajveer : meri jaan relax... main aaj ek zaruri kaam mein busy tha isliye mujhe dhyan nahi raha, par aap tension mat lijiye... main aage se apni health ka pura dhyan rakhunga, aur yeh mera aapse wada hai

Naina (wo in sabme itni khoyi hoti hai ki wo dhyan hi nahi deti ki rajveer ne usse kya kehkar bulaya hai) : kaunsa aap is promise ko nibhane wale hai, isliye rehne dijiye

Rajveer (naina ka hath pakadkar usse apne paas baithta hai) : naina, I'll keep my promise kyuki mujhe pata hai ab se main akela nahi hoon... meri life aapse judne wali hai isliye main ab se apna pura dhyan rakhunga, kyuki main aapko har waqt mere liye pareshan nahi dekh sakta... phir bhi agar aapko meri baat pe yakeen na ho, toh aap apne us chamche se puch sakti hain

Naina : aapko pata tha ki main aapki update rahul se leti hoon (to which he nods his head in yes) toh aapko is baat se koi problem nahi hai ?

Rajveer : nahi, agar aapko sari baatein pata chalti hain toh I need not worry

Naina : ek toh aap itni pyari baatein karte hain ki banda aapse jayda der naraz bhi nahi reh sakta

Rajveer : it means, I'm forgiven

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: May 08 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Married to you ❤️Where stories live. Discover now