P. 1 A new story begins from where the story ends.:- Batuk's bad conditions

333 19 7
                                    

So new story new chapter begins. This story starts after Anidita gives birth to their children's, the truth about Batuk comes out in front of everyone and Anirudh's Trilochan uncle also comes to know that It was not Tapur's fault, it was Batuk's trick. Everything was fine now. It's been three weeks since all that happened. But on the other side From that day onwards Batuk started stumbling here and there. And he used to wonder why his Big D did all this to him???

And he started hatred for Anirudh started in his heart. He kept thinking about how to take Revenge from Anirudh and Bondita for his insult and started spending most of his time in drinking.

Let's start anirudh and bondita Story. This is where the story of there and there childrens begins. will batuk be able to change? Will Binoy's mental state improve?

Let's start it all from the beginning LET'S GO!!!!
-----------------------------------------------------------------
23 June, 1942

Anirudh and Bondita are working as barristers in the court, Sampurna and Trilochan are taking care of their children. Somnath went to hospital for checking his patients. Tapur and Tupur were also playing with the children. Everything is normal as if it is going on as per routine. The doctor checks Binoy and leaves. Anirudh and Bondita also come back from court

Bondita and Anirudh hold the children in their arms and start loving them.

Bondita :- Bachoon ne aapko pareshan tu nhi Kiya na.....?
Sampoorna :- Arey nahi bondita bilkul bhi nahi aur agar karte bhi tu inki teen teen maasiya aur bade dada bhi to hai......

Anidita smile at each other.

Kaka :- Aur anirudh tu chinta mat kar waise bhi tujhe hamne hi pala hai tu tere bache kaun hai

While continuing the conversation, uncle:- Acha chalo ab dar hogyi hai bacho tum dono bhi kamre me ja kar aram karlo thik hai hum sab bhi chalte hai........

everyone goes to their rooms.......

In anidita,s room

Bondita goes to take bath and Anirudh starts playing with the babies. After some time, Bondita comes after taking bath and sees Anirudh playing with the babies so lovingly.(Imagine what a cute moment that would be). From this we can say that Anirudh is such a good father.

Bondita keeps her towel aside and sits near all three of them.

Bondita :- hmmm...... tu papa aur unke bache ek saath khel rahe hai kyu patibabu haina...

Anirudh :- Kyu na khel dekho tu kitne pyaare lag rahe...... dekho na bondita jaise jaise din bit rahe hai vaise vaise dono aur bhi pyaare hote Jaa rahe hai..... haina

Bondita while smiling :- Bilkul sahi kaha apne patibabu....

Suddenly Anirudh becomes sad. Bondita sees this thing and
Bondita :- Kya hua patibabu......

Anirudh Feeling sad :-  Bondita kitni ajib baat hai jab mujhe pata hona chahiye tha ki tum mujhe in dono ke roop me itna pyara tofa..... balki meri jindgi ke itna anmol tofa mujhe Dene wali thi tab tu me tumhare paas hi nahi tha......

Bondita bows her head
Anirudh continues :- jis waqt tumhe aur in dono ko meri sabse jyada jarurat thi tab me nahi tha...... aur batukkk...... usne tu kuyi kami nahi chodi tumhe us najuk waqt me bhi apni nafrat Puri karne ka....... me use kabhi maaf nahi karunga...... kabhi nahi

Bondita places her hand on his hand and :- Patibabu isme apki kuyi galati nahi thi.... us situation me bahut kuch Aisa hua tha joh nahi hona chahiye tha....... us waqt logon ko khud samajh me nahi aa raha tha ki wo kar kya rahe hai....... aap to bas meri Jaan bachane ke nadi me kude the na........ yeh sirf takdir ka ek khel tha ki hum us waqt alag ho gye...... aur rahi baat Batuk ki to ha me manti hu ki usne bahut galat Kiya....... par aap uska yeh sab karna kahi na kahi jayaz bhi tha...... jis waqt wo Italy gya apne pure pariwar se dur........ na uska waha pe thik se kuyi khayal rakhne wala aur na hi use puchne wala....... issi chij ne uske nahne se dimag me mere liye nafrat paida kar di......... isliye usne Aisa bhayanak kadam uthaya.......

Anirudh :- Bondita par tum yeh kaise bhul gyi ki usne tumhe marne ki...... marne ki koshish ki...... tumhe...... Bondita me yeh bardash kar sakta tha ki usne hamare bachoon ko hamse alag karne ki koshish ki...... aur me use is baare me samjha bhi deta....... par usne tumse badla lene ke liye sari hade par kardi..... aur tumhe jinda jalane ki koshish ki....... agar us waqt me na pahunchta to me tu tumhe kho deta....... yaha Tak ki yeh do masos bhi apni maa ko kho dete...... aur is vajah se mene use Ghar se hamesha ke liye nikal Diya..... Isi vajah se shayad me use kabhi maaf na kar paayu......

Bondita tries to change the topic. :- Ab...... patibabu vaise sasurji ke treatment ke bare me doctor se pucha ki woh treatment kabtak chalega aur unke thik hone chances kab Tak hai.......??

Anirudh :- Ha woh doctor kahe rahe the ek treatment hai psychotherapy ki........ us treatment ke liye unhone America se kuch professional psychologists ko bulaya hai is treatment ko karne ke liye.......

Anirudh continues :- Bas me yehi chahta hu ki bas baba jaldi se thik ho kar....... pehle jaise ho Jaye.......

Bondita :- Aisa jarur hoga patibabu......

Both shares smile and sleep with both babies

other side,

Batuk is sitting in a bar and drinking alcohol, And keep thinking about that day how he does so much for Anirudh and in return Anirudh insults him and throws him out of the house.

Batuk in a drunken state:- He had so much courage that he slapped me batuk Roy Chowdhury aka brc and that too in front of everyone… Bloody hell!!!! I will not leave him and his wife..... I won't spare them...... never!!!!!!!

and starts drinking again

Next morning,
Everyone comes to the dining area and is having breakfast. Just then someone's letter arrives. And this letter is not from anyone else but Thakuma and Sumati. They has written in it that they is now returning from pilgrimage. Everyone is happy to hear this news because after one and a half years both of them have returned from the pilgrimage and they also want to see Anidita's babies.

Sampoorna :- Chalo achi baat hai ki thakuma aur sumati pishi vapis aa rahe hai......

Everyone :-  ha bilkul

Kaka says  in his mind:- Chalo acha hua ki kalindi ji aur sumati behen vapis aa rahe hai aur ham woh baat sabke samne kar payenge..........

Anirudh notices that kaka is lost in his own thoughts

Anirudh :- kaka aap kya soch rahe hai........ ??

Kaka :- Kuch nahi...... beta woh hum..... ha ki ab hame in dono bacho ka namkaran karva dena chahiye....... kyu hamne sahi kaha na....... aur waise bhi itna kuch ho gya tha ki hum is bare me bhul hi gye....... aur waise bhi Bahu ki maa aur thakuma bhi tu tirth yatra se vapis laut rahi haina.....

Bondita :- Kaka sasurji bilkul sahi kaha aapne....... bache bhi tu soch rahe honge ki hamara naam abhi Tak nahi rakha kisine bhi.......

Anirudh:- To tay raha ma aur thakuma ke aane ke baad ham bacho ka namkaran karvange....... aur me aap sabko kahena bhul hi gya ki baba ku dekhne ke liye doctor aa rhe hai Aaj

Kaka :- Acha......... bas hamara Bhai jaldi thik ho Jaye bas.,....... ussi ki Kami hai in khushiyon me.......

Someone from behind hears all this and gets scared and says:- Doctor aa raha me......... me nahi jayunga doctor ke paas....... me Jaa Raha ho Ghar se.........

This man was none other than Binoy

He starts sneaking home

To be continued......

PRECAP :- Binoy disappeared from home

How's this first part of the story

And yeah new will soon......

Stay tuned and support



Barrister Babu✨a new beginningWhere stories live. Discover now