Chapter ~ 9

937 67 27
                                    


Tum soch bhi nhi sakta hai us wakt mai kaisa feel kar raha tha jab mai appa ko us krishana rao ke pair pakde huye dekha, "

Jab woh tumhara baare me galat bol rha tha........., " He started to panic, she hugged him tightly to calm him down.

Just relax raghav bhool jao us baat ko woh sab bahut purani baat hai, "

Nhi bhool sakta mai us baat ko, kabhi nhi aaj bhi woh din mujhe acche se yaad hai, "

aare mai toh bas thoda der ke liye ghar se bahar gya hua tha aur woh sab, "

______________________________________

FLASH BACK

When Raghav was about to enter in the house but the scene in front of him made him freeze, he couldn't believe his eyes, he saw his Appa holding Krishna Rao's feet.

Saahab please mujhe kuch din ka aur time de dijiye mai aapke saare paise wapas kar dunga, " Ajit Rao pleaded with Krishna Rao but he shook his feet.

Ajit rao mai aaj tak tumhara jaisa bewakoof Insaan Nhi Dekha Ye jante huye ki tum apna biwi ka chahe kitna bhi ilaaj karwa lo woh bachne wali hai nhi phir bhi tumne mere se paise liye uske ilaaj ke liye, "

Ab batao kya karoge tum ab toh na biwi hai na paisa hai aur ab shayad ye ghar bhi nhi rahega, "

Agar tumne apna thoda sa dimag lagaya hota aur aise hi apna biwi ko marne deta toh kam se kam aaj tumhare pass paise toh hote aur tum toh jante hi ho agar jeb me paise ho toh jane kitni hi biwi mil sakti hai, "

Krishana rao, " Ajit rao shouted.

Aawaz niche tumhara itna aukaat nhi hai ki tum mere samne itni unchi aawaz me baat kar sako, "

Abhi ke abhi ya toh mere saare paise dedo nhi toh ye ghar khali karke nikal jao, " Suddenly his eyes fall on Pallavi.

Waise tumhare pass ek aur option hai, "

Kaisa option, "

Agar tum chahe toh mai tumhare saare paise bhi maaf kar sakta hu aur agar tum bole toh mai aur bhi paise de sakta hu, "

Woh kaise, "

Agar tum kuch din ke liye is ladki ko mere pass har roj raat me bhej........, "

Krishana rao, " Ajit Rao screamed and was about to hit him but he held his hand.

Relax ajit rao ye kaun si tumhari apni beti....., "

Just shut up ye mere liye mere khud ke beti se bhi badh kar hai, "

Pallavi beta tum andar jao, " She quickly ran to her room. after some time she comes back with some jewellery.

Appa ye inhe de dijiye, "

Ye kya hai pallavi, "

Ye meri aai ke kuch gahne hai, "

Par ye tumhari aai ke aakhiri nishani hai, "

Appa mujhe aai ko yaad karne ke liye in gahno ki jarurat nhi hai par ye ghar humare liye bahut jaruri hai, "

Kya soch raha hai ajit rao ye gahne mujhe dede mai yaha se chala jaunga, " Pallavi gives jewelery to Krishna rao.

Ye lijiye aur aap phir yaha kabhi nhi aaiyega, "

Her Innocence His LoveWhere stories live. Discover now