part 17

86 8 4
                                    

Hai Guys
Good afternoon
How are you all
Plz tell me how my story is going
I really want to knoww guyss
Let's continue
After sometime,
Prachi and Ranbir were sitting ready for roka and all the guests were also informed about it.

Pandit jii: Roka shuru karne se pehle...main roke ke baare mein batana chahta hoon.
Roke mein ek tilak lagaya jaata hain jo ki roli ya ni ki ek pavitra dhaage se banaya gaya hain. Iss Tilak ko chawal ke dano ke saath lagaya jaata hain var vadhu dono ke maathe par. Uske baad...vadhu ke sarr par chunri odhi jaati hain....laal rang ki jo ki ek suhagan ki nishaani hoti hain. Ab aap sabko iss rasam ke baare mein pata hain......toh aaiye......rasam shuru karte hain.
Pandit jii: Pavitra chunari dijiye.........
Pallavi: Jii....
Pandit jii was handed over the red colored chunari by Pallavi.
Pandit jii: Ab iss chunari ko pakadne ke liye dulhan ke bhai ko bulaiye.......
Aryan came beside Sunny and held his hand.
Aryan: Bhaiya.......yeh roka aaj aap hi ki wajah se ho raha hain toh chunari bhi aap hi pakadiye......
Sunny: Par main.......
Pallavi: Jaao na Sunny beta......
Pragya: Haan Sunny...aao.....
Sunny held the scarf (red chunari).
Pandit jii feed both of them (Pranbir) sweets and then gave blessings to them as they touched his feet.
Pragya then also feed them sweet.
Pragya(after Pranbir touched her feet): Bhagwaan tum dono ki jodi salamat rakhe.
Then Pallavi came and did the aarti of Pranbir and gave them shagun as well.
Pallavi(blessing Pranbir): Hamesha ek dusre ke saath khush raho........
Pallavi feed them sweet.
All the elders did the same and then.......the roka ceremony got over.
Pandit jii: Ab ise Ram jii ke charno mein chadhane ke liye rakhna hain.
Sahana: Haan vo main rakh kar aati hoon.
Sahana left and then came back only to find everyone vanished from the hall except biji.
Beeiji: Chal.....
Sahana: Kaha?
Beeiji: Pooja ka wakt ho gaya hain...sab wahi hain...chal....
Sahana: Arrey haan....chaliye.....
Sahana and Beeji left and came to the small temple in the house where there was Ganesh jii and Lakshmi jii's idol.

After aarti.........
Flashback,
Aanad: Abhi tumhari beti kaha hain?
Abhi: Yeh hain meri beti...Prachi.
Prachi took blessings from Anand.
Prachi: Happy Diwali uncle.....
Ananad: Happy Diwali beta....Abhi....tumhari ek hi beti hain kya?
Abhi: Haan...yahi ek beti hain meri....meri duniya.
Anand: Okayy......bohot pyaari hain.
Abhi smiled.
Flashback ends.

Pragya heard everything and her heart broke into pieces being a mother.

Pragya(in mind)(crying): Kyun Bhagwaan jii? Kyun aap hamesha mujhse meri ek aulad ko cheen hi lete hain Bhagwaan jii? Hamesha aap aisa hi karte hain lekin ab aur nahi......aapko mujhe meri Rhea waapis deni hi paregi.

Someone kept a hand on Pragya's shoulder. Pragya turned around only to see Purab there.
Pragya: Purab.....(wiping her tears) tum yaha? Kuch chahiye tha kya tumhe? Sab theek hain na neeche?
Purab: Mat chupaiye apna yeh dard aur ansoon.
Pragya: Yeh tum kya bol rahe ho Purab?
Purab: Apni beti ko khoya hain aapne.....uska dard aapki aankho mein saaf jhalakti hain. Aap aaj bhi miss kar rahi hain na Rhea ko?
Pragya couldn't hold her tears back and hugged Purab crying.
Purab: Dii...kaash aap uss wakt Rhea ko bhi apne aur Prachi ke saath le jaati toh vo Alia ke influence mein kabhi aati hi nahi aur na hi kabhi vo waisi harkatein karti. Dekho na...aaj Prachi ka roka ho gaya lekin Rhea yaha nahi hain humare beech.
Pragya(sobbing): Mujhe Rhea ki bohot yaad aa rahi hain Purab. Kaha hogi meri bacchi?
Purab: Pata nahi dii lekin I really wish ki Bhagwaan jii Rhea ko humse fir ek baar mila de aur iss baar uska hriday parivartan ho jaaye aur vo rishton ke maino ko samjhe.
Suddenly a car's horn broke Pragya and Purab's trance. Purab looked down the window wondering who came this late to the Diwali party.

Two girls came down....the car.
Pragya: Kaun hain Purab?
Purab: Dii I guess...Sid ke business partners ki family mein se koi hoga.
Pragya: Oo......fir humein neeche jaana chahiye. Chalo....
Pragya wiped her tears and plastered a fake smile on her face. Purab and Pragya came down.

Downstairs,
One of the girls was Rhea. She gazed teary eyed at the Mansion. All the good memories and bad memories flashed in her mind. Her ears started echoing.

"Chali jaao yaha se hamesha hamesha ke liye. Aaj se humari sirf ek hi beti hain.......aur vo hain meri Prachi. Aaj se tum marr chuki ho hum sabke liye."

Rhea closed her ears and then spoke.
Rhea: Nahi......nahi hoga mujhse yeh sab.
Palak put down Rhea's hands and held one of them tight.
Palak: Kyun nahi hoga? Tu abhi bhi apne ateet se bhaagegi Rhea? Agar aaj tu andar nahi gayi na toh Alia Mehra ko hamesha yeh galat fehmi rahegi ki tu abhi bhi Ranbir se pyaar karti hain isiliye.....
Rhea: Par yeh sach nahi hain....
Palak: Toh fir chal andar....aur bata sabko ki tu yaha sirf aur sirf apne bhai ke liye aayi hain.
Rhea: Sahi keh rahi hain tu.....main andar jaaungi kyunki main yaha sirf bhai ke liye aayi hoon.
Palak: Yeh hui na baat....chal....
Palak and Rhea came inside.
Pragya felt something unexplained. She looked towards the door only to see Rhea there.
Pallavi saw Rhea and became angry. She was about to burst on her but Vikram stopped her because there were many guests.
Pallavi left....Vikram followed her.

In a room where Pallavi came....
"Yeh molestation ka case maine Rhea ke kehne par kiya tha."

Suddenly someone touched Pallavi's shoulder. Pallavi turned around only to find Vikram there.
Vikram: Pallavi...kaha kho gayi? Kabse awaaz de raha tha.....
Pallavi: Vo waapis aa gayi Prachi aur Ranbir ki zindagi mein mushkilein khadi karne.
Vikram: Kaun waapis aa gayi?
Pallavi: Rhea..
Vikram was shocked to hear this.
Vikram: Kya? Par vo toh......
Pallavi: Haan vo waapis aa gayi hain humari zindagi mein....humari khushiyaan cheen ne...Ranbir aur Prachi ke pavitre bandhan ko todne..unhe alag karne.
"Aisa kabhi nahi hoga."
Pallavi turned towards the direction of the voice only to find Mishti there.
Mishti came to Pallavi and then spoke.
Mishti: Mom dad....iss baar aisa kuch nahi hoga....iss baar bhaiya aur bhabi ko koi alag nahi kar paaega...I promise.
Vikram: Par tu karegi kya?
Mishti: Trust me mom dad......aur chinta mat karo...aap neeche jaao main aati hoon.
Pallavi: Par....
Vikram: Mishti sab sambhal legi Pallavi....don't worry...chalo....
Pallavi and Vikram left.
1144 words

The End
Hope you guys like it
I promise you all that the diwali track will end soon
Plzz vote& comment

Sun Saathiya Where stories live. Discover now