7

506 105 38
                                    

"Have you seen ˹O Prophet˺ those who have taken their own desires as their god? ˹And so˺ Allah left them to stray knowingly, sealed their hearing and hearts, and placed a cover on their sight. Who then can guide them after Allah? Will you ˹all˺ not then be mindful?"

Murtasim was reading Surah. Jathiya.Nowadays he learning reading Quran from Imam of local mosque.He gets stuck on verse number 23 where Allah talks about those people who make desire to their god and how their hearts are sealed and put covered in the eyes.Tears drop down his eyes and said;

"Ya Allah woh mein tha jo sab kuch jante bujte huye bhi gumrah ke rasta ka ikhtiyar kiya.Apni khwaish ko aap ke raza ke upar tarzi di.Duniya mein itna ghum gaya tha ki kabhi akhrat ka khayal bhi nahi aaya.Ankhon mein patti aur dil mein mohr lagi huyi thi.Lekin mere pyare rab apne mujhe bhatke huye raste mein tanha nahi chora.Mujhe apni makhlok ke zariye sidha rasta dikhaya.Beshak hidayet ke ikhtiyar sirf Allah ke pas hai woh jise chahe sidha rasta dikhata hai.Allah aap ka beshumar shukriya mujhe sidhe raste dikhane ke liye.Ab mera ek hi khwaish hai mazi ke tamam gunaho ko baksh de mere rab aur mujhe rehnumai farma."

Right then Murtasim's friend Osama entered his cabin of the office and said;

"Where have you been buddy?I was missing you."

Murtasim smiles and says;

"Bas sukoon ke talash mein nikla tha aur sukoon lekar lauta hi."

"Don't talk to me with that philosophical way.Sach sach bata kon si ladki ke piche gaya tha.Anisha ke sath to breakup ho gaya aab kisne entry kar di dil mein."

Osama said in a joking manner.

"Allah ke mohabbat ne entry kar di aab dil mein."

Murtasim immediately replied to him.

Osama narrowed his eyes and asked;

"I don't get your words.Clearly bol na."

"I was searching for peace of mind but in these journey I found my Allah and he showed me the right path which going towards him."

Osama think something and asked;

"Are you ok?Tu kab se mazhabi ban gaya?Aur umar hai kya mazhabi banne ka."

"Zindegi se expired hone ka koi fixed date hai?Nahi na to mazhabi hone ka umar kaise fixed ho sakta hai.Yeh jo tu yaha betha hai tu kiya puri guarantee ke sath bol sakta hai agle second tak tu zinda reh sakta hai?"

Osama didn't respond to his question.Murtasim said;

"Soch Osama agar abhi isi waqt mujhe maut aa jai aur mein isi surat gunah mein mubtala hoke apne rab ke pas laut jao to mera kiya hoga.Siwai pastave ke aur kuch nahi bachega.Is liye maine faisla kiya hai apni baki ki zindegi Allah ke raza mein guzarunga.Taki jab mein Allah se milu to ruswa na hu balki mein bekarar rahu unse milne ke liye."

He takes a deep breath and says;

"Allah sab ko sahi raste pe chalne ki taufik ada kare."

__________________________________

Murtasim just completed his magrib prayer in the mosque and come to his cabin to complete the remaining work.He thought he will complete his all task before isha prayer.After pray isha,he will go to home and sleep early so that he can wake up in the tahajjud.After starting his prayer Murtasim realised he finds peace and he can sleep peacefully in the night without taking sleeping pills.

Murtasim gazed at his laptop and Anisha entered here and said;

"I was missing you so much baby and I realised how much I love you."

Murtasim didn't look at her but said;

"Yaha kya lene aaye ho?Everything was over between us.So please leave."

Anisha come to him and say;

"Tumse dur rehne ke baad hi mujhe realise hua tumhare value mere life mein.I can't live without you baby.Ab mein tumhe shadi ke liye force nahi karungi.I'm happy to stay with you in a live in relation."

Saying this Anisha leaning on him and trying to close with him but Murtasim immediately pushed her away and said;

"Astagfirullah.Allah mujhe maf kare.Anisha dur raho mujhse."

Anisha gets surprised by his behaviour and says;

"What's wrong with you MK?First time karib to nahi aaya.Aise behave kar rahe ho jaise electricity se shock lag gaya.Are you ok?"

Murtasim said;

"Tumhara mera ya kisi ger mard ke karib jana electricity ke shock se jyada dangerous hai.Tum mere mere liye na mehram ho aur haram bhi.Pata hai humare prophet Muhammad (SAW) ne kaha hai,If one of you were to be stabbed in the head with an iron needle it would be better for him than touching a woman whom he is not permitted to touch."

Anisha trying to touch Murtasim's forehead but he moves away.

"I think Murtasim tumhe bukhar hai that's why you're talking like this."

Murtasim smiles and says;

"I was not okay before but now I'm completely fine.Allah ne mujhe andheron se nikal kar ujale ke taraf lee aye hai.Jis MK ko tum janti thi ab uska koi wayozod nahi hai.Aur jo tumhare samne khara hai woh ek naya Murtasim khan hai jo apni rab se behad mohabbat karta hai aur woh roz hashr mein jis din har sahi galat amlo ka hisab liya jayega us din ko lekar khaufzada hai.Allah mujhe us din sharminda na kare jab mein unke age pesh hunga.Is liye Anisha yaha apna waqt zaya nahi karo.Aur Allah se daro aur dua karo woh tumhe sahi rasta dikhai.Beshak hidayet ka ikhtiyar Allah ke pas hai.Ayenda kabhi mere as pas hi maat aana."

Anisha look at him some while and left from the room.

Murtasim takes out his prayer mat and starts to make dua to Allah.He drops his tears and says;

"Ya mere Allah mujhe maf kar de.Aaj ke is wakiyat ke liye mujhe mat pakarna.Galti ho gaya mujhse.Ap to rahem o karim hai tamam gunaho maf karnewala.Mujhe bhi maf karde."

_________________________________

Meerab was reading something on the mobile and her best friend Naaz asked;

"Kya par rahi ho?"

"Wahi roz hashr mein jis logo ko arsh ke saya mein rakha jayega unke bare mein.You know what unme se ek log woh honge jis mard ko koi aurat apne taraf kinchegi koi haram talukat ke liye lekin agar woh mard kahe woh Allah se darta hai."

Meerab pause and said;

"Socho Naaz Allah ne aise mard ke liye kitna bara tohfa rakha hai.Aam tor pe kisi mard ke liye ek aurat ki offer ko thukrana bohot mushkil hota hai.Lekin jo mard Allah se darke koi haram taluk na jore to Allah ne use us din roz hashr mein arsh ke niche rakhega.Us din use izzat diya jayega jis din koi kisi kam nahi ayega."

Naaz ponder her words and said;

"Agar Allah se dikhai gaye raste chala jai to Zindegi kisi sukoon se guzarta hai lekin jo Allah ke bajai apni khwaish ke mutabek chalta hai use woh sukoon kaha nasib hota hai."

Meerab agree with her and say;

"Beshak Qalb ko sukoon dilo mein base apne rab ke liye mohabbat lata hai."

__________________________________
A/N-Taking care of personal stuff and job duties,sometimes I can't able manage some time for myself.That's why most of the time can't give regular updates.I'm also feeling guilty to making you wait.Whenever I get time I try to write even one word.I hope you understand me and pardon me for late updates.

Your feedback will be appreciated

Keep voting 🙏

𝙍𝘼𝘼𝙃 𝙀 𝙄𝙎𝙃𝙌:𝘼 𝙎𝙋𝙄𝙍𝙄𝙏𝙐𝘼𝙇 𝙅𝙊𝙐𝙍𝙉𝙀𝙔Wo Geschichten leben. Entdecke jetzt