Love Language 🌻🌸

92 9 4
                                    

Inside the Car...

The atmosphere of the car was filled with warmth of love his one hand was on staring wheel and the other one was interwined with her hand they both didn't say a single word but stealing galances smiling to each other.The silence broke as stopped at signal by the man who was selling garjas he knocked at his car's roof.

Man:Beta gajray lay lo apni begum k liye.

FARJAAD BLUSHED SO HARD THAT THE MAN STARTED LAUGHING.
Man:Kiya beta nayi nayi Shaadi hui hai?itna Sharma Rahe ho?
F:Ji uncle abhi hone wali hai bass .

UMEED IN HER SUBCONSCIOUS MIND,

U:yeh to itna Sharma Rahe hain I wonder yeh messages p izhaar e mohabbat karte hue Kitna sharmate hongay(and she suddenly giggled).
F:Tum kis Khushi Mai muskrat rahi ho?
U:Nahi Kuch nhi.
Man:Beta Lena hai to laylo gajrey warna Mai ja Raha hu wese main ek baat bata doon Apne meboob ko gajrey dena bohot romantic samjha jata hai hamare yahan Woh kia kehte hain aj Kal k bachay haan LOVE LANGUAGE yeh desi logon ki LOVE LANGUAGE hai.
F:Day dein Bhai Sahab Kitne hue?
Man:Han yeh lo beta 200 rupey hogaye.

He took gajras and gave the money. And then he gave those to her as the symbol of love.

F:Meri taraf se tumhare liye pehla gift.
U:Love language?
F:Aisa hi samjh lo❤️It's a biginging of our love story or yeh khoobsurat gajrey Meri mohabbat ka pehla nazraana hain. So Miss Umeed aka My Sehar May I?
U:Yess please for sure.
HE SLID THEM IN HER BEAUTIFUL WRISTS ONE BY ONE.
F:Damn! they are looking ravishing,you are really beautiful Umeed.
U:Thank you so much.
They were Soo lost in each other they didn't realize the signal's light have changed thier colour.
The Man behind them started shouting.
Bhai yeh sab iasq mashooqi apny Ghar ja k karna signal Dekho tumhare peechay gariyon ki qataar lagi hui hai jaldi Chalo or agar yeh sab karna hota hai to Ghar p betha karo.
F:Let's go.
U:Farjaad humain Apne mama baba ki baat maan leni chahiye thi Woh hamare liye acha hi soch Rahe thay.
F:Han or hum ne unki hi baat nhi maani but Woh Khush hojayengy yeh jaan kar ke hum jisko Pasand karte thy Woh unki ki passand hai.
U:Or phir sab theek hoga

SITUATION OF PASHA HOUSE....
          -Farmeed didn't reach there until-
Niggo ji: Assalamualaikum Pasha Sahab AP kese hain?
Pasha Sahab: Walaikum assalam Niggo ji Mai bilkul theek hu aap bataye AP kesi hain.
NJ:Main bhi theek hu. Baaqi sab Kahan hain?AP ne decorations to bohot achi ki hain.
PS:Ji bass hum se jitna hosaka hum ne kiya AP ko acha Laga yeh aap ka zarf hai. Baaqi sab bhi atay hi hongay.
Hayaa ,Zeenat ,Aghu jaan ,Sameer Kahan ho sab?
Sameer:Baba I'm coming.
Zeenat Chachi:Arahi hu Pasha Sahab .
She bring tea and some other refreshments.
Haya: G Pasha Sahab.
PS:Beta Umeed ko lay aao.
NJ:Han bhaee mujhy to Umeed se milna hai Maine itne piyaar se uske liye dress final Kiya tha I'm very excited to see her she must be looking very Pretty.
Haya:G Pasha Sahab Mai ly kar aati hu Umeed ko.

Haya reaches thier room she just taps the door and it opened in a flow disclosing the fact that it was empty no one was present there she got shock she checks the bathroom and the balcony Umeed was nowhere she checks the kitchen,guest room,Aghu jaan's bedroom,Sameer's bedroom,lawn the backyard area and the roof top as well she was nowhere Haya gets depressed she starts crying.
Haya:Umeed Kahan ho yaar yeh tumhari Ghar se bhagne ki aadatain kab jayengi yeh kia kar dia Tum ne Kahan Chali gaye ho at least mujh se hi share Karti, main ne kaha tha k Farjaad Bhai achay insaan hain Lekin Tum ne phir bhi Meri baat nhi maani naa.kia karun Pasha Sahab ko kia bataon?sach hi batao gi or kia bataongi Tum phone bhi Ghar chor k gayi ho...
Mimi was listening to her everything she said she heard that.
Mimi:Haya yeh kia keh rhi ho?Kahan hai Umeed?
Haya:Mimi.
She hugged her tightly and and started crying.
Mimi:Yeh baron ki waja se hi aisa hua hai maa ko bataya tha Farjaad Bhai ne k Woh Kisi ko passand karte hain but maa ne unki bhi baat nhi Maani ab Dekho Umeed bhi to nhi karna chahti thi na Bhai se Shaadi.
Haya:Mimi Woh bhi Kisi ko passand Karti hai usne mujhy bataya tha. Koi Hamza Naam ka larka tha.
Mimi:Han mujhy bhi bataya tha usne Lekin Pasha Sahab or maa ki wajah se yeh dono us azziyat se guzar Rahe thay I don't know ab Umeed Kahan Hogi.
Bhai bhi nhi hain kab se keh k Ghar se niklo hai k meeting Mai hai Kisi CEO k sath important meeting hai unki Mai call Karti hu unko.
Mimi calls Farjaad...
F:Aray Mimi ki call hai usse bhi to pata chaly ki Kon thi uski bhabhi....
U:Nahi Farjaad use nhi bataye ga hum surprise dengay usse
F:As you wish.
Mimi:Hello Bhai AP kaha hain?
F: Tumhari hone wali bhabhi k sath.
Mimi:Kia Matlab hai Bhai aapka?
F:Matlab k main sehar k sath hu(he winged).
Mimi:Bhai yeh aap kia keh Rahe hain?
F:Acha beta Mai drive kar Raha hu Mai baad main baat karta hu byee...
Call ended.
Mimi:Haya Bhai to Sehar k sath hain I mean wo jisko passand karte hain uske sath hain.
Haya:Kiyaa!Mimi mujhy to soch k chakkar arahe hain k yeh kia hogya ab hum kia karengy?
Mimi:Karna kia hai jaate hain or batate hain Ghar walo ko unki zabardasti ka anjaam.
Haya:Theek hai Chalo.

Haya and Mimi reached the lounge area...
Haya:Pasha Sahab Umeed room Mai nhi hai.
Pasha Sahab:Room Mai nhi hai aray Dekho beta Sahi se yahi Kahi Hogi .
Haya:Pasha Sahab main ne har jaga dekh lia hai Woh poore Ghar Mai kaheen bhi nhi hai.
Niggo ji:Pasha Sahab Kahan hai Umeed?
Aghu jaan:Array Woh to Hamza ke sath bhaag gaye hai.
Pasha Sahab:Kiaa Kon Hamza?yeh sab kia horaha hai is Ghar Mai?
Aghu jaan:Aray Hamza Mera gudda bohot acha hai uske bare Mai mujhy Umeed ne bataya tha k Woh usse passand Karti hai Lekin Pasha uski shadi zabardasti Kisi or se karna chahta hai.
The situation of the House gets firey....
Niggo ji: Pasha Sahab agar Umeed Khush nhi thi to apko Shaadi ke liye haan nhi kehna chahiye tha yeh hamari insult hai.Agar larki ki rizamandi hi shaamil nhi hai Shaadi main to Woh kese khushi Khushi shadi karegi?
Mimi:Maa aap ko bhi to yehi Sochna chahiye tha na Jo aap Pasha Sahab ko keh rhi hain.
Niggo ji:kia matlab h is baat ka?
Mimi:AP ko Farjaad Bhai ne bataya tha maa k wo Kisi ko passand karte hain.
Pasha Sahab:Niggo ji yeh main kia sun Raha hu?Farjaad Shaadi se khush nhi tha?
Niggo ji: Pasha Sahab wo...
Mimi:Maa AP ko pata bhi hai Bhai is waqt Kahan hain?
Niggo ji:Kahan?
Mimi:Ussi k sath jisko wo like karte hain.
Niggo ji:Lekin uski to meeting thi.
Mimi:Nahi maa wo unho me bahana banaya tha take wo is zabardasti ki engagement se bach sake.
Niggo ji: Pasha Sahab main sharminda Hoon but mujhy nhi samjh aya k kiun Mai Itni aakht maa ban gayi.
Pasha Sahab:Haan ghalti to mujh se bhi hui hai mujhy bhi zabardasti nhi Karni chahiye thi.Ap Meri taraf se naa samjhiye Mai Umeed ki Shaadi uske passand k larke se karwane k lye tayyar hu.
Niggo ji:Nahi Pasha Sahab mujhy sharminda nhi Karen ghalti Meri bhi thi Mai bhi Farjaad ko Khush dekhne k chakkar Mai uski Khushi hi ko nazarandaaz kar gaye.Ab Mai uski Shaadi suki passand ki larki se karwaongi.
Chachu:Woh sab to theek hai par Umeed kab wapas ayegi? Kahan Hogi hamari bachi?
Aghu jaan:Kahi nhi bas apni Kisi saheli k gaye Hogi.
Pasha Sahab:Ary Woh uski puraani adata h jab bhi Mai usko dantnay lagta hu to wo chup jati hai ya Kisi saheli k Ghar Chali jaati hai.
Niggo ji:How cute Umeed bohot achi hai Pasha Sahab Meri bohot khwahish thi k Wohi Meri bahu bane but qismat Mai Kuch or hi likha hai chalain Mai chalti hu Allah Hafiz.
Pasha Sahab:Ji Allah Hafiz.
Niggo ji reaches Khan House and dials Farjaad no.
Niggo ji:Farjaad beta Ghar aana seedhay Pashas House jane ki zaroorart nhi hai.
F:Maa kiun kia hua hai Mai to Pasha House k Bahar hi hoo.
Niggo ji:Han to wapas ajao simple Mai ne yeh rishta khatam kardia hai.

He dropped his phone after listening to her.

Farmeed❤️-when delusion becomes destiny✨Where stories live. Discover now