EP:22

274 10 5
                                    

~Sath nibhana ~

*

Tahir or yn kitchen se bahar ate hai or Mr Gill use dekhte hi use glare deta hai...

Tanveer bhi wahapar the..or Shanaya bhi..ho drama shoru kar diya hai..

Tahir- main yeha hu .

Tahir unke pass jate hai or yn wahipar khadi thi..

Mr gill- Asa sab kiya Mr Tahir singhania. Tumne mere beti ko dhoka Diya hai...

Tahir Shanaya ko dekhti hai jo fake ason beha rhi hai..

Mr gill- Explain tahir..tumne asa kiyu kiya..deal toh mai todungi hi par mujhe sab batana toh hoga hi..

Tahir- one sec Mr gil..woh deal Maine nhi kehti..or ek bat our...Maine Shanaya ko dhoka nhi Diya hai...kiyuki Maine kabhi kaha hi nhi hai kii main use piyar karta hu..

Shanaya run to him..

Shanaya - Tahir tumne asa kiyu kiya..main toh tumse piyar karti thi nah..or k..karti bhi ho..kal humri sagai thi or tum...

She wipe her fake tears ji giri hi nhi thi..

Tahir- Fir what I am done uske liya sorry...and Mr gill you can take your deal I don't want it...

Mr gill- woh toh mai lunga hii...par tahir kiya tum jante ho iske liya main case bhi kar sakta ho...

Yn shock se dekhti hai unko or tahir ko bhi...

Tahir- Mr gill..Maine apni marzi se shadi ki hai..kiyuki Maine Shanaya se piyar nhi karta..

Yn Tahir ko dekhti hai or Shanaya yn ko dekhti hai..

Shanaya - Toh yea hai..

Shanya yn ke pass jati hai..

Shanaya - To tum ho..you bitch. Kiya lagta hai tumhe tum meri tahir ko mujhse chin Paoge...yea main hone dungi...you gold digger...tahir k saf paise hai isliya tumne usse shaadi kii right...

Yea sunke yn or tahir toh shock thi hi..or tahir ka gussa toh satwe asman par the...or baki Ghar Wale bhi boht jada gussa ho gya...

Jay mahi,or dadi ma..bas gusssa se dekh rhi thi..par kuch keh nhi sakti kiyuki unke pass sare proof nhi hai...

Jay- How dare she??

Jsy jahe hi wala tha par kahi rok leta hai .

Yn- excuse me??

Shanaya - Oh hlo..pata hai mujhe tum jesi ladkiyon ko...drama karke tumne tahir ko phasa aya hai...

Yn Tahir k taraf dekhti hai jo bas shock hai or gussa bhi par yn chata tha tahir kuch bole par tahir chata tha yn apni liya lade...jo inzam Shanaya laga rhi hai woh galat hai yn yea sabit kare...

Or yn woh kese kuch kahe or kare..woh sirf ajj ayi hai..mana sab usko pasand karte hai par woh toh ek worker tha..par ab iss Ghar kii bahu hai woh chup reh gyi isliye...yn ka gussa bad rhi thi par woh kuch nhi keh rhi hai...kiyuki jo bhi ho woh apne bade main kuch sehen nhi kar sakti...woh chahe toh Shanaya ko de do yehapar par woh nhi kar sakti...

Yn- main kuch bol nhi rhi ho iska matlab yea nhi tum kuch bhi bologi..ho kon tum..mujhe kuch bolne wale...

Shanaya - You bitch tumne mujhse zuban kese ladayi..kiya auqat hai tumri mere samne...

Yn- Tumse toh acchi hi hoon..

Shanaya- how dare you...

Shahta apna hat upar karta hai uske pehle woh kuch bhi kare uska hat pakad leti hai..

❣︎𝐆𝐄𝐇𝐑𝐀𝐈𝐘𝐀𝐀𝐍❣︎Where stories live. Discover now