self-realisation

247 41 0
                                    

In evening.....

Haseena is sitting in her room and covers her head then Krish comes and sees that Haseena has a pain in her head then he comes near her and puts his hand on her shoulder. And hm said with close her eyes...

Hm: aap abhi Tak humse naraz Hain na Krish.

Then she opened her eyes and looks at ks and he said...

Ks: sach kahu toh haa naraj hu shayad naraj Kam nirash jyada. (In havey voice)

Hm: krish HUMARI baat....

Ks (interputs): haseena ji jitne ka jajba rakhna bohot acchhi baat hai, bohot sahi baat hai, lekin jitne ke liye khud ko ahit ho jaana sahi nhi hai bohot galt hai.
Aur ye maine kisi aur se nhi balki aapse hi sikha hai. (In serious tone)

Hm: krish hum.....

Ks (again interputs): aap Haaeena Malik Singh hai meri hasi hai aur meri haseena ji ko shivani ko harane ke liye uske jaisa banane ki koi jarurat nhi hai.
jin harkaton ke wajh se main Shivani ko na pasand karta hu aap unhi harkaton ko dohrakar apne aap ko mujhse alg toh nhi karna chahti hain na.

Hm: nhi.

Ks: nhi na main bhi nhi chahta, na kbhi chahunga.
Hasi meri najro mein aapka auda, aapka kad bohot ucha hai use waise hi rakhiyega.
Droor mein medicine hai headache ka le lijiye.

And saying this, Krish walks away and hm said to herself.

Hm: shayad....shayad krish thik kah rahe Hain shivani ko harane ki dhun mein hum apna wajud hi khote Jaa rahe Hain.
Ab hume kuchh aisa karna hoga jisse krish ko ye bharosa ho ki hum wahi HASEENA Krish Singh hai jise krish ne pyaar Kiya hai.
Krish humare liye aapka ye vishwas hum kbhi bhi tuttne nhi denge kbhi bhi nhi.

Upcoming - date planning

Unexpected Journey Of KarEena Where stories live. Discover now