Show less, speak more

241 16 5
                                    

     CAN'T PUT INTO WORDS, can't put into words? Aur kuch nahi mila mujhe ki maa ke kahe gaye alfaz ko Umeed ke used exclamation marks se connect kar diya; mai kyon is ladki ka har waqt sochta rehta hu, thik hi kehte hai waqt barbaad karti hai ladkiya. Acha bhala sone laga tha mai, ab neend bhi nahi aa rahi kya musibat hai; message se ye haal hai, Thursday ko uski maujudgi mein presentation kaise prepare karva paunga? Khud hi apni mushkilay badhane ka shaukh hai mujhe bhi, but khair kal ka din to bechaini mein nahi guzrega, aaram se kaam to kar paunga milna jo nahi hai jungli billi ko. With that, Farjaad confirmed the set alarm, kept the mobile on the side table, and dozed off.

     At the other end Umeed was happy to call it a day on a great note, mujhe laga hi nahi tha Haya ki ghariyal help karne ke liye ready ho jayega. Maana ki presentation topic uskay business se milti jhulti hai isiliye raazi hua hai but khair jo bhi hai ab presentation ban jayegi aur samajh bhi aayegi warna maine to ratta hi marna tha aur counter questions ke dauran khade hi rehna tha. Umeed tum bhi na kuch zyada hi soch ti rehti ho, sab thik rahega. To kab mil rahe ho tum log, Thursday ko milna hai. Mimi bata rahi thi ki Changez Khan 4 p.m. pick kar lega university se taki mai waqt se 7 p.m. tak ghar pauhch jaun, aise hi mai usay ghariyal nahi kehti. Sui ki naukh pe chalta rehta hai. Umeed tum chahein jo naam de do par parwah ho to aisi!! Haya tumna zyada udho mat ghariyal he wo rakh li hogi 7:15 p.m. ko koi meeting. Farjaad ki parwah apni jagah, tumhe bhi uski kuch kam khabar nahi bada assume kar rahi ho kab meeting rakh li hogi. Tauba karo Haya, sone lagi hu mai tum bhi so jao kyonki tumhara dimag to kab ka so chuka hai!

     Mimi and Umeed were in their best moods the next day as they had their research notes and the presentation title ready so all they did was attend the regular classes and sip many cups of chai with pakoras throughout the day. Farjaad too didn't have any time to get distracted as he had to preschedule his Thursday evening meetings to fulfill his promise to Mimi of picking her and Umeed from the university and help with their presentation. Niggo was yet to decide on how to break the news to Reena and her mom that Farjaad doesn't want to get married to Reena, Reena had been calling her since yesterday because Farjaad didn't pick her calls but she didn't answer knowing what questions might bombard from the later end. Since neither Niggo nor Farjaad responded to her calls Reena dialed Mehak a call requesting to transfer the line to Farjaad's office, still, her request was declined as Farjaad didn't have time to attend to any external calls owing to his busy schedule.

     The day to meet for presentation prep arrived, and Umeed woke up with the brightest smile on her face but was late for the university as always, Haya had to choose a dress and shoes to go with it while she took a quick shower and reach on time for her class. "Umeed kitni der se naha rahi ho, jaldi karo. Tumhare liye dress aur shoes nikal diye hai jaldi se ready ho kar nichay aa jao. Mai breakfast bana ne jaa rahi hu tumhare liye".

     "Haan, haan, aa rahi hu Haya; please Samir se keh dena car ready rakhe mujhe university chod dega to waqt se pauhch jaungi". Umeed knew she would miss the class if she didn't leave sooner so she tucked her hair up in a high ponytail, not a usual hairstyle for her to opt for but she was running on the clock and couldn't afford to be late for the lecture since she had to submit her assignment in person.

Umeed, kaha reh gayi ho? Bohot der ho gayi hai, Sameer bhi car mein wait kar raha hai. Haya ki bachi aa gayi.

Chilla kyon rahi ho, nashta car mein hi kar lungi. Thank you meri jaan, bye.

Bye.

Umeed just reached on time and caught Mimi in her tracks right before she was about to enter the classroom. Mimi, Mimi, ruko to.

Umeed, aaj bhi late ho. Class miss ho jati tumhari zyada late hoti to. By the way, ponytail badi pyari lag rahi hai.

Kya Mimi, late ho gayi thi to baal set karne ka time nahi tha. Thik hi hai waise bhi tumhare kharoos bhai se presentation banvani hai, studious lagna hi behtar hai, kya pata baalo pe bhi do baatein suna de.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Apr 26 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Meri jaan 🤍Where stories live. Discover now