chapter-5

372 22 102
                                    

At the dining table, y/n veer or ankita ko breakfast serve krti h as so unka manna tha y/n us ghar ki bahu h to wohi unke liye breakfast, lunch dinner banaye baaki kaam maids par chhod diye the

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

At the dining table, y/n veer or ankita ko breakfast serve krti h as so unka manna tha y/n us ghar ki bahu h to wohi unke liye breakfast, lunch dinner banaye baaki kaam maids par chhod diye the.

Ankita: betu y/n sit na kaha jaa rhi ho?

Y/n thodi confused thi apni sasuma ke behaviour se jo aaj pehli baar use hasti nazar aai but still she smile back.

Y/n: aap log khaiye me beth jaungi...

She was about to leave ke veer uska haath pakad leta hai.

Veer: you should better sit if mother asked you to, hm?

He spoke so calmly while y/n usse apna haath chhudwati hai seeing ankita unke us joined hand ke taraf hi dekh rhi thi. She smiled sitting with them. Ye first time tha jab y/n unke saath bethi hongi.

Ankita: aaj mujhe ek charity function me jana hai...to tum log tension mat lena raat ke khane ki ok? I will be in home tomorrow...

Y/n: th-theek hai maa ji...

Wo turant kehti hai while giving her most genuine and innocent smile jise veer secretly notice karta hai.

Ankita: and yeah kal jay ke shaadi ke functions start honge...tum dono waha aa jana me chali jaungi...

Veer: sure mom...

He gave his smile while y/n silently apne khane ko dekhti h jo use bilkul mann nhi kar raha tha khane ka. Ankita apna breakfast finish karke chali jaati hai but before veer uske per chhuta hai and she give me blessing, y/n did the same before she leave.

Veer: accha theek h fir me bhi office chalta hu...uhm ho sake to lunch bhej dena...i think I won't be able to come in the afternoon...

Y/n: yeahh!!! I will surely comeee!!!

She exclaimed, veer smile karta hai hugging her lightly he leave the house y/n use bahar tak chhodne aati hai and she was quite happy about being alone in the house as she can do everything she want.

Wo apna breakfast wapis rakh deti hai as she sit in front of the tv seeing her favorite cartoon jo use kabhi dekhne nhi milta.

Y/n: yahuuu!!

Y/n ke liye, iska cartoon sabse badhkar tha as long as use tab khane ka bhi mann nhi karta tha.

In afternoon.
At kapoor enterprises.

Y/n veer ka lunch lekar car se utarti hai indeed she was looking hella beautiful.

She step inside after biding a thank you to the driver, wo har kisi ki respect karti thi chahe phir wo koi bhi ho.

Y/n: ex-excuse me, Mr.veer free hai abhi?

She asked to the resepsionist jo use upar se niche tak dekhti hai.

𝐊𝐚𝐢𝐬𝐢 𝐭𝐞𝐫𝐢 𝐤𝐡𝐮𝐝𝐠𝐚𝐫𝐳𝐢 || 𝐊𝐓𝐇 📚Where stories live. Discover now