HOSPITAL

39 3 9
                                    

The ambulance reached the location. Zaviyaar stood stunned when the man who was lying lifeless on the road was turned by the team of paramedics. All the past memories flashed in front of eyes. The man was none other than his father.
Zaviyaar was taken aback, he didn't know what to do.

"I'm responsible for the accident, mujhe saath mai jaana hoga" Zaviyaar thought
.
.
.
.
.
.
.
Zaviyaar was clearing the bill at the reception, when he saw a young boy probably in his teenage entering with his little sister clinging to him

He cleared the bill and sat on a sofa near the reception

"Ariza aap yahi ruko mai baba ke baare mai pata karke aata hoon" he told his younger sister and she agreed

Zaviyaar who was sitting saw how Ariza was following her brothers instructions quietly. For once, he could see Shaheer in her

Shehryaar walked up to the reception and asked "Hello, Is Mr. Abdullah Ahmed admitted here, he's my father" he asked very politely

Zaviyaar was very much interested to know who the boy was, he was young but his actions spoke maturity.

"Mr. Ahmed are they with you?" the receptionist asked Zaviyaar

Shehryar looked clueless, he didn't kno3 who Zaviyaar was the receptionist saw his clueless face and said "He's the one who brought your father here"

Shehryar held Ariza's hand and went near Zaviyaar.
"Thankyou, Mr Ahmed I know yaha ka bill bohut zyaada hoga but aap please bata dijiye I'll try to repay"

Zaviyaar bent down to match Shehryar's height "Its okay maine kar diya pay don't worry"

"Par...." Zaviyaar's phone started to ring
"Please excuse me for a minute" he excuse d himself to attend the call

As soon as Zaviyaar left, Shehryar took out the money from his pocket and started counting It was only 3000 rs, it wasn't enough.

"Iza bhaiya ki taraf dekho, meri baat dhyaan se sunna please, Ariza ye bohut bada hospital hai humare liye yaha ka bill afford karna bohut mushkil hai. Mr. Ahmed is a nice man unhone bill chuka Diya hai but humari zimmedari hai that we pay him back, mere pass sirf 3000 rs hai abhi" Shehryaar explained

"Aap kya chahte hai bhaiya" Ariza was a smart girl, she understood his brother wanted something from her

"Iza kya tum please apni earrings dedogi, mere pass kuch bhi Aisa nahi hai jo mai de saku, ek chain thi wo to baba ne cheen li. Please Iza"

"Nahi bhaiya mai nahi doongi, ye meri ammi ki aakhri nishani hai mere pass please bhaiya" Ariza said crying

"I promise bhaiya aapko same aise banwa ke denge" Shehryar hugged her

"Nahi bhaiya mai us aadmi ke liye to kabhi nahi dungi" Ariza said angrily

"Iza behave baap hai humare and maine promise Kiya hai na ki aapko same aise banwa ke doonga, please beta bhaiya ke liye dedo" Shehryar

"Theek hai" She removed her earrings and handed it to Shehryar

Zaviyaar came back, it was Haider on the call. He got to know about the accident from Akram, he had been trying to call his friend but since Zaviyaar didn't pick up the call, he had to contact Akram.

Shehryar went to Zaviyaar "I know Mr Ahmed ye enough nahi hoga, bill isse bhi kahin zyaada ka hoga but I promise mai dheere dheere karke sab chuka dunga" He handed him the earrings and all the money he had

"Nahi I can't take this rakho isse wapas, your father was fully intoxicated when he came in front of my car, since I'm partially responsible for the accident the bill is on me isse wapas rakho, kuch nahi to ek bade bhai ki taraf se gift samjh ke rakhlo" He returned back the money to Shehryar

"You look more beautiful when you wear these, here take it" he gave Ariza's earrings back to her

Ariza looked at Shehryar she wasn't sure if his bhaiya will be okay if she takes back ker earrings.
Shehryar nodded and Ariza quickly took them from Zaviyaar's hand "Thankyou" she whispered

Zaviyaar ruffled her hair.

Zaviyaar wanted to leave but he couldn't, the kids were too young to manage things on their own.

Zaviyaar was sitting next to Shehryar
"Shehryar do you know mai kaun hoon" he asked

"Aapko ek do baar tv par dekha hai" Shehryar said

Iza looked at Zaviyaar surprised, what was her brother saying were they sitting with a celebrity, should she click a picture, She thought

Zaviyaar saw her clueless, surprised face and laughed

"Mr Ahmed the patient wants to meet you" A nurse came and told Zaviyaar

"Mujhe nahi milna unse" Zaviyaar said

"Sir wo bilkul kaabu mai nahi aa rahe unhe kisi bhi tarah aapse milna hai" the nurse said

Zaviyaar looked at Shehryar and Ariza
"Tum logo ko milna hai?"

Shehryar nodded

"Aao chalo" Zaviyaar held both Shehryar's and Ariza's hand and took them with him

"Ee ladke tum dono kyu aaye ho andar mujhe mere bade bete se milna tha chalo bahar niklo" Abdullah looked at Shehryar and Ariza and said

Shehryar was shocked to know Zaviyaar was his elder brother,

"Sorry Mr. Ahmed, Iza lo bhook lagi hogi mai isse kuch khila ke laata hoon" Shehryar held Ariza's hand and ran out before Zaviyaar could process anything

"Shehryar..." Zaviyaar was about to go behind them

"Jaane do usse, yaha aao mere bacche kitne dino baat dekha hai tumhe, maine kitni koshish kari tumse milne ki, Shaheer kaisa hai mera baccha ab to bohut bada hogaya hoga" he said with fake tears in his eyes

"Aaj aapko ekdam se humari yaad kaise aagayi, Newspaper zyada padhne lage hai kya" Zaviyaar taunted

"Beta mujhse bohut badi galti hogayi hai apne baap ko maaf kardo, mujhe apni galti ka ehsaas hai" he apologized

"Really ehsaas hai isiliye aapne in dono baccho ka bhi wahi haal kiya na, aapko doosri shaadi karne ka haq diya kisne, aur zindagiyan barbaad karne ke liye" Zaviyaar was trying very hard to control his anger

"Mai in dono baccho ko kabhi apna hi nahi paaya inki shakle dekhta tha to ehsaas hota tha maine tumhare aur Shaheer ke saath kitna galat kiya" He said

"Ehsaas hota tha tab bhi in baccho ko Inka haq nahi Diya humara to aap cheen hi chuke the, galti ka ehsaas tha to unhe hi acche se paal pos dete" Zaviyaar said

"Ye Shehryar ne bataya na tumhe ye sab isko to mai chorunga nahi jhoota hai ek number ka pata nahi kiska ganda khoon hai"

"Usse batane ke zaroorat nahi thi is choti si umar me uske chehre par jo maturity thi na wo dekh kar koi bhi akalmand insaan samajh jayega" Zaviyaar said and stood up to walk out he couldn't tolerate this man anymore

"ZAVIYAAR" he shouted

"Mai marne wala hoon, cancer hai mujhe"

"Aaram se mare I don't care, humare liye aap bohut saal pehle mar chuke hai" Zaviyaar said angrily

"Par wo Jo bacche bahar hai They care Mai mar jaunga to unke sar se chath bhi chin jayegi, Maine Ghar girvi rakha hua hai
Ab jab tumhe un dono baccho ka itna khayal hai to Mera loan clear kardo" He came to his point
.
.
.
.
.
.
.
.
What will Zaviyaar do?

How was the update guys? Please comment down your favourite scene, don't forget to vote and comment

THE DESTINED CONFLUENCE Where stories live. Discover now