FLASHBACK

32 2 6
                                    

"Ariza raat bohut hogayi so jao,subah school jaana hai" Shehry announced

"Bhaiya kal Sunday hai, aap chill kariye thoda....Bhai kitne acche hai na i wish hum unke saath rehte hote he's so cool... haina bhaiya?" Ariza asked

Shehryar hummed, he didn't know how to react. After months he felt loved, someone cared for him as well.

"Kya hmm bhaiya, kuch to boliye"

"Iza raat bohut hogayi chalo so jao" Shehryar said

Ariza looked at his face and knew something was off

"Kya hua bhaiya?..... Mumma ki yaad aa rahi" she said while putting her head on his lap

Shehryar shook his head "So jao"

"Bhaiya.... I love you" Ariza kissed his cheeks

"Bhaiya loves you too Iza.... aur ye lo tumhare paise school picnic ke liye"

Ariza's face paled

"Kya hua Iza lo.... Monday ko teacher ko de Dena" Shehry handed her the money

"Bhaiya wo last date nikal gayi" Ariza replied

"Arey aise kaise tum teacher se time maang leti thoda.. mai baat karunga tum pareshan na ho" Shehryar explained

"Nahi bhaiya.... wo wo teacher ne mujhse kaha tha ki agar mujhe time chahiye to maine mana kardiya..." Ariza hesitantly said

"Ariza par, maine tumse kaha tha na mai kuch karunga phir..." Shehryar said

"Par war kuch nahi hataiye mujhe jane ka man nahi tha bhaiya.. khair aapka birthday aa raha hai is baar hum manayenge... Zaviyaar bhai ko bhi bulayenge" Ariza said excited

Shehryar turned his face away

"Bhaiya please na... kab tak us baat ki saza khud ko dete rahenge please maan jaaye" Ariza pleaded

"Iza so jao" Shehryar replied

"Theek hai... aaj yahi so jaye na please" Ariza pleaded

"Tum leto mai aata hoon Aaj doodh nahi piya na tumne... leke aata hoon" Shehryar said and walked towards the kitchen

As soon as he entered the kitchen all those memories flashed by his eyes.

Flashback

It was Shehryar's 10th birthday
"Mumma...aap na aaj nihari banaiyega aur aur na cake chocolate wala hoga Hamza ki birthday pe bhi tha, aur haan kheer bhi banaiyega" little Shehry demanded

"Mumma sab bana degi meri jaan, jaiye aap Ariza pass baithiye warna wo jag jayegi mai sab banati hoon"
.
.
Shehryar celebrated his 10th birthday with all his friends. Little Ariza who was in her mother's arms also clapped.

"Shehry beta raat bohut hogayi hai, aap dono so jaiye, mai kitchen samet ke aati hoon" his mother said

"Ji mumma" Shehry obeyed

"Oh no mumma ko thankyou bol na to bhool hi Gaya, koi baat nahi subah bol dunga" he thought

After sometime Abdullah Ahmed came and saw that there has been a celebration in the house
"Ye sab kya hua hai yaha" He asked

"Shehry ki birthday thi, aapko to yaad bhi nahi thi wahi celebrate Kari thi" she replied

"Ee Aurat mujhe na sikha... aur ye sab chochle karne ke paise kahan se aaye tere pass" He grabbed her hair

"Hatiye choriye mujhe, maine silayi karke tution padha kar Jo paise ikhatta kiye the usse kari thi apne bacche ki birthday" she replied

Shehryar who was listening everything got up but little arms snakes around his torso

"Aur jab mai tujhse paise maangta hoon to kya kehti hai mere pass nahi hai" Abdullah said angrily

"Haan to nahi hai mere pass aapke nashe karne ke liye paise"

"Mujhse zubaan ladayegi, ehsaan kiya tha tujhpe shaadi karke, tere baap ka bas chalta na to bech deta tujhe" He blamed her

"Aapse shaadi karne se to accha hi tha mai bik jaati" She shouted back

"Ruk bas tu ruk" He said and took out his belt at once
.
.
.
Shehryar couldn't stand his mother's cries
"Ariza beta aap so jao bhaiya ek minute aa rahe hai" he said and removed the little arms hugging him

"Aiya jaldi aana" Iza said sleeping
.
.
.

Shehryar stopped dead in his tracks on the sight that was before him
"Mumma ye aap kya kar rahi, darwaza kholiye" he said on seeing the kitchen mesh door closed

"Shehry beta mumma ab aur nahi seh sakti , wada karo tum Iza aur apna khayal rakhoge" She said crying

"Mumma please open the door Ariza bohut choti hai, mumma I promise mai kabhi apna birthday nahi manaunga ye sab meri wajah se hua hai mumma I'm sorry please open the door" Shehryar was badly crying

"Nahi mera baccha, aapki koi galti nahi hai mumma bas ab bohut thak chuki hai in sab se, I can't do this anymore. Mumma is a failure lekin aap mumma jaise na banna, mujhe maaf kardena beta" She said and picked up the kerosene jar

"MUMMA NO, please open the door, mumma mai sab theek kardunga I swear Mumma" Shehry fell on his knees

Benazir aunty haan mai unhe bulata hoon, he thought. He got up to call his neighbour but it was too late. He saw his mother burning in front of him. What did he do to deserve all this, what will he tell his baby sister, how will he handle her, how will he live now?

Flashback ends
.
.
.
.
.
.

"BHAIYA.... Kaha kho Gaye hai aap.... kya hua hai bhaiya aapki tabiyat theek hai na?" Ariza brought Shehry out of his thoughts

"Ku...ku...kuch nahi mai bas aa raha tha bas hogaya doodh garam aao chalo" He replied
.
.
.
.
.

Please don't forget to like and comment.
Thankyou for reading

THE DESTINED CONFLUENCE Where stories live. Discover now