4 I|I Will Be Waiting (Kabhi Jo Badal Barse)

830 34 1
                                    

"Aaj jiju aur akka ki anniversary hai.Ten years, Akka. With my favourite man. I am so jealous." Ishita pouted as she faced the camera.

Dressed in a black velvet blouse that choli that ended right below her beasts, covering them aptly with intricate embroidery above her above her rib cage, and a blood red lehenga with a black velvet border and similar embroidery designs above the border accompanied by a white embroidery with a thick orange border, showing off her hour glass figure Ishita looked no less than a Vogue cover girl.

"Abbe, camera mein ghussna band karo and meri bhi madad karo. Apni shakal se kiska katl karne pe tuli hui ho kya?"

Ishita turned away from the camera and gave Raman her perfected glare, perfected and reserved for him all thanks to him muttering a "Jeeju, ye apka kachcha aap pakne ka naam hi nahi leta."

"Abey yaar, yeh gutur gutur kya laga hai. Jo bolna na hai saaf saaf bolo na. Ya phir mat hi bolo."

"Kyun, apne sab ke mooh chalane ka vachan liya hai?"

"Nahi, voh toh apne lia hai na, sabke mooh ke jagah apne chalane ka."

"Haaw. Ravan Kumar."

"Haaw, Ravan Kumar." Raman repeated. "Yeh, 'haaw' ka chakkar kya hai? Maa-beti ka gang ab words be synchronise karne lage. Kabhi Ruhi haaw kehke woh chote chote aake karti toh kabhi yeh Madrasan."

"Yeh, kursi pe baithe gurne ka chakkar kya hai. Dono baap-beti ek hi kursi be baitha kar ek saath gurte rehte hai."

"Beti kiski hai."

"Beti humari toh hai." Ishita said as she passed hum a wink.

"Apne pati se khule aam flirt karte waqt sharam nahi aati, Madrasan." a smirking Raman replied to her wink with a wink of his own.

"Nahi toh, Raavan Kumar se beech bazar phasi jo chadi hoon. Mein teri kuri aur tu mera banda phasi ka."Ishita placed an arm on her husbands shoulder with a smirk of her own.

"Paaapppaaa."

"Maa-beti ka la jawab timing hai."muttered Raman only to receive a light playful slap on his abdomen from his wife.

"Haan beta!" They replied simultaneously.

"Shravan ke bacche se kehna ki aaj mein uske papa ko baksh de rahi hoon, kyunki aaj uski anniversary hai na."

"Ruhi, language baba."

"Ishita maine tumse kaha tha ki uss tingu se isse itna zyada mat milana, meri cute se beti ko gundi bana raka hai. Ab aise lagta hai ki yeh kissi gali ke gundo wali film se bahar nikli hai. Tingu, saala."

"Raman, language."

"Raman language, papa."

"Bala ko kya, ye maa beti ka gang hamesha mujhpe toot padta hai."

"Ru baby. Raavan. Ground rules. Shravu ki dadi se duhr rehne ka. No shararat. No papa ke saath uski insult, voh psycho hai na. Aur meri baby to bilkul smart hai, haan, apne Papa ki tarah. Aur Ru, Shravu se jhagda to bilkul nahi. Raman app bhi. Chote bacche thodi ho ki usse tingu bulakar usse ladte rehte ho. Ru, yeh mere papa tere papa ka chakkar band karo, sirf aaj ke liye. Aur uss party mein tum dono ki koi masti nahi. Aur Mama papa ko bilkul kiss nahi karegi. Papa bad boy hai. Bad boys ko kissi nahi milti." Ishita walked away leaving the father-daughter duo to their own devices.

Raman picked Ruhi up in his arms and had the screen focused on them,"Ruh, aaj tum papa ki pari ho. Aaj apni Ishima ko bhi dikhate hai ki R^2 se panga lene ka kya matlab. Kuch bhi karna hai karo, papa apko protect karenge."

Meherbaan (Hinglish) [Book 1]Where stories live. Discover now