Part 1

1K 50 6
                                    

Zindagi me har kisiko dusra mauka nahin milta, khush kismat hote hain woh jise yeh milta hain. Kehte hain ki rishton me agar gaant par jaye toh woh ulaajh jaate hain par main manti hoon ki agar rishton me gaant na pare toh woh kambyaab nahi hoti hain, yeh ek aisi dor hain jo kachhe dhaage se bani hain, kheench ne se tut jati hain isi liye agar gaant par jaye toh mazboot ho jati hain………relationships are very strange thing, kabhi dilon ko jodti hain toh kabhi tod bhi deti hain, kabhi muskurahaat banke hoton pe chaa jati hain toh kabhi dard ban ke aansoo se chalak jati hain, par phir bhi insaan rishta nahi chhorta kyun ki hum insaan akele nahi reh pate, hume sahare ki zaarorat parti hain aur woh sahara hume rishton me milti hain, chahe maa ho yah papa, frndz ho ya lovers, biwi ho yah aulad, har rishton me hum hamesha sahara dhoondte hain, meri iss kahaani me bhi rishta plays important role, yeh rishta hi toh hain jo Ram aur Priya ko kareeb laye, yeh rishta hi toh hain jo inn dono ko matlab sikhaya apne 'rishton' ka, sounds complicated!

Jab do log milte hain pehle frndshp hoti hain phir pyaar hota hain aur phir shaadi hoti hain, lekin humare RaYa kuch alag hain, alag hain isiliye to khaas hain aur tabhi toh dil ke itne paas hain, anyways main phir se apna dialoguebaazi chalu kar di, haan toh main keh rahi thi ke yeh story RaYa ki hain toh zaahir si baat hain khaas to hogi hi aur jab baat khaas rishton ki  hain toh aap sab I think samajh hi gaye honge main PYAAR ki baat kar rahi hoon, toh ab dekhna hain ki inn dono ko apne pyaar aur apne rishten ko kaise sambhalte hain.

Kapoor Industry Office

Time : 6:30 PM

Ram was in his cabin reading a file, he was so engrossed in that can't even hear the knock on the door.

Vikram was standing on the door and this time he raised his voice a little bit and said, Ram let's go, we are already late.

Ram who was in his deep thought startled to hear Vikram's voice and get up from his chair and said are tune mujhe pehle kyun nahin yaad dilaya, ab toh band bajegi meri, chhoti chhoregi nahi mujhe, sunn, pehle ghar chalte hain phir jayenge, saying this both of them started to walk down the corridor and came to the parking lot.

Vikram – tu ek kaam kar tu ghar jaa, main bhi ghar jata hoon, Neha ko pick kar ke, fresh hoke tere ghar ata hoon.

Ram – tu ek kaam kar tu direct pohoonch jaa wahan par, address toh tu janta hain. We will be there by that time.

Ram Kapoor, head honcho of Kapoor Industries, the eldest of three siblings, sabse ladla apni dadi ka, is in his late 30's, khaane ka shaukeen, business is in his blood, being the eldest he has some responsibilities towards his siblings, lost his father at young age and took over the business after him, he is the most sorted out person, being a businessman can read people's mind, may be that's why he is the leading businessman of India and rank 5th in the International Market. An eligible bachelor in own way but he thinks he has missed the bus, media shy person doesn't want to expose himself, basically a family man, Vikram who happens to be colleague is the best friend of him, actually Vikram, Neha and Ram were college buddies and Ram consider them as his extended family. According to the world he is considered as diplomatic and tough nut to crack type of person but for his family he is the most dependable person, though don't socialize much but loves to spend time with family and friends and on internet. Very few know that he writes articles on internet using pseudonym and all his articles are well appreciated.

Second ChanceOù les histoires vivent. Découvrez maintenant