Part 21

375 35 9
                                    

Hey everybody.... I am back with the next update but plz do show some love as it means alot.... when i see the silent readers i feel like why i am posting back to back updates but i can't forget about the ones who like and comment on every post... ❤❤❤ Plz don't be a silent reader plz show some love







In the evening Priya was in her room when Ram came in, he was a bit early today. Ram came in and saw Priya was doing something in her laptop. He came in and sat on the sofa. Priya still didn't notices him.

Ram – hi

Priya was reading something so when Ram greeted her she was startled.

Priya – hi, aaj aap itni jaldi aa gaye?

Ram – woh bas aaj kuch jaldi kaam ho gaya toh…….waise kya par rahi ho?

Priya – kuch khaas nahi, mujhe thode notes banana the toh socha ek bar net se kuch info nakal lu, waise mera ek chapter hain jo business related hain toh usike liye ek blog par rahi thi, kaafi infos hain yahan pe.

Ram – business related matlab?

Priya – ek chapter hain jisme Indian economics and its relation with other country, jaisa hain, toh thoda aur info ke liye aur thoda aur better samajhne ke liye yeh blog par rahi thi, waise aap kabhi pare hain?

Ram – kya?

Priya – yeh blog, kaafi interesting hain, lagta hain jisne isse likha hain usse kaafi yeh sab cheezon ki knowledge hain aur bohot simple way me likha hain, its really good. Mujhe toh iske bare me Ayesha ne bataya tha, she is a huge fan of this ANONYMOUS……..

Ram ab tak chupchap sunn raha tha par Anonymous ke naam aate hi woh thoda chauk gaya aur cautious bhi.

Priya abhi bhi bole jaa rahi hain, Ayesha toh iska ek bhi updates miss nahi karti hain, recently unka ek article bohot popular hua hain, aaj maine socha ke shayad mujhe bhi kuch help ho jaye, waise manna parega he is very good writer, itne complicated cheez ko bhi kitni asani se present kiya hai, par yeh Anonymous hai kaun?, koi nahi janta hain inhe, mujhe toh lagta hain na Mr. Kapoor ke yeh koi…………

Ram – waise yeh hai kaun? Aur itna ajeeb naam kyun hai?

Priya – wahi toh Mr. Kapoor, koi nahin janta isse, he doesn't even use his real name, his identity is hidden from the world but am very sure he must be a big personality in industrial sector, warna aisa likhawat aur itne experiences ho hi nahi sakta. After thinking for while she again said, waise aap bhi toh ek bare industrial sector ko belong karte hain aap ko pata nahi yeh kaun hai?

Ram thoda chauk jata hain aur kehta hain, mmmujhe kaise pata hoga kaun hai, aur waise bhi jo apne identity ko chhupana chahta hain woh aadmi kaisa hoga, why will he hide his identity?

Priya sochte hue kehti hain, haan waise baat toh sahi hain par…..khair jaane dijiye, woh jo bhi ho lekin unki writing bohot achhi hain, manna parega, am impressed.

Yeh sunnke Ram ko bohot achha laga, Priya ki muh se tareef sunnke usko bohot khushi huyi par woh yeh baat Priya se share nahi kar paya.

On the dinner table, sab beyth ke dinner ka mazaa le rahe the,

Rishabh – maa jab se bhabhi ghar pe aayi hain, bansi kaka kuch zyada hi tasty khana banana shuru kar diya hain, paneer is so yummy, kehte kehte woh apni ungliyaan chhatne lagta hain

Krishnaji – bansi toh waisa hi banata hain jo aage banata tha, yeh toh Priya ki haath ka kamaal hain, yeh paneer ki dish usni banayi hain.

Rishabh – bhabhi aap na mera adat bigaar rahi ho, iske baad mujhe bhi bhai jaisa dikhna parega saying he laugh

Second ChanceWhere stories live. Discover now