Chapter 8

1.5K 83 12
                                    

It was teez. Kartik was excited. He was going to naira's house for teez. Akshara had called him the day before.

Akshara:- hello kartik.

Kartik :- ji aunty. Kahiye ?

Akshara :- beta. Actually kal teez hai toh mein soch rahi thi ki kyun na swarna ji aur hum saath mein teez manaye. Isi bahane vo baaki sabse bhi mil lengi. Toh kal kya vo aa paengi ?

Kartik :- sorry aunty. Par mom, dad abhi delhi mein hai. Thode dino mein vaapas aaenge.

Akshara :- ohh. Phir agar apni dadi se pooch lo. Aur agar ho sake toh tum hi aa jao.

Kartik got excited.

Kartik :- ok aunty. Mein dadi se poochta hoon. Nahi toh mein hi aa jaaonga.

Akshara :- ok beta.

Kartik had asked dadi but she had refused as she had to go to some event. For luv kush and mansi, keerti was there. Keerti noticed his happiness which she voiced to dadi.

Keerti :- dadi. Aapko nahi lagta ki aaj kal vahan jaane ke liye ye kuch jyada hi utavla rehta hai.

Dadi :- haa. Aur hummein pata hai kyun ?

Keerti :- kyun ?

Dadi :- hum yakeen se toh nahi keh sakte par hummein lagta ki Kittu naira ko pasand karta hai.

Keerti was shocked.

Keerti :- sachi ?

Dadi :- pakka nahi hai, lekin uss ke naam se hi iske chehre pe khushi aa jaati hai. Aur dance competition vaale din bhi iska poora dhyaan naira pe hi tha.

Keerti :- arey wah, maan na padega Kartik ko, bahut bada chupa rustam hai, baaki kisi ko toh bhanak bhi nahi lagne di.

Dadi :- haa. Par tumne ek baat dekhi ?

Keerti :- kya ?

Dadi :- pichle kuch samay se hummein hamara purana Kittu nazar aa raha hai.

Keerti :- ha dadi. Ye toh maine bhi dekha. Jitna khush maine isse pichle kuch time se dekha, utna toh bas ye uss hadse pehle hi tha.

Dadi :- isliye hum isse nahi rokte. Aur uss parivaar ko bhi isse bahut lagaav ho gaya hai. Bhagwan kare ki ye khushiyan iske jeevan mein aise hi bani rahe.

It was afternoon when he reached singhaniya sadan. He excitedly went inside. He saw mishti, gayu and naira taking a selfie and stood behind them.

Naira :- ye mendhak kahan se aa gaya hamare beech photobomb karne.

They turned around to see kartik standing there with a thali in his hands covered with a cloth. Mishti came forward and fist bumped kartik.

Kartik :- hi.

Gayu :- hello.

Naira :- kya jai. Kaise ho ?

Kartik :- perfect veeru.

Gayu :- Jai Veeru ?

Mishti :- aapko itna bhi nahi pata. Vo jo famous film hai na, uske hero. Kal friendship day tha na toh ye dono friends ban gaye hai.

Naira :- vaise mishti itni der ho gayi, aur ab tak humne tumhare muh se bf nahi suna.

Mishti :- vo actually, ab ye mere bf nahi bff ho gaye hai.

N/G:- Kya/kyu ?

Mishti :- actually vo mughse nahi kisi aur se-

Kartik quickly covered her mouth with his hand and leaned down.

Finding Each OtherWhere stories live. Discover now