Chapter 20

1.7K 90 21
                                    

Naira was angry. She couldn't believe this was happening. She wanted to deny it but it was true. For a moment she thought that her family was pranking her, but it was true. Why ? Why her only ? She was in her room, still angry because of what had happened just sometime ago.

SOMETIME AGO :-

Naira :- kya !!!?

Naira had come home just sometime ago, she had thought of telling everyone about her's and Kartik's relationship. She knew that this news was going to be a shock for everyone but instead now she herself was in shock. Everyone looked at her.

Naira :- mumma, ye bua dadi kya keh rahi hai ?

Akshara :- I am sorry beta, par ye sach hai.

Naira looked at her father.

Naira :- papa.

Naitik :- haa princess. Tumahri mumma thik sach keh rahi hai.

Naira was shocked. She didn't know what to think.

Naira :- par kyu ? Aap log aisa kaise kar sakte hai mere saath ?

Akshara :- par beta vo bahut insist kar rahi thi, ab unke parivaar ne hamare liye itna kuch kiya hai, hum kaise mana kar sakte the unhe.

Naira :- lekin kyu ? Aur papa aap bhi ?

Naitik :- beta, bas milne ki hi toh baat hai, agar pasand na aaye toh mana kar dena.

Naira :- par kyu milna hai usse ?

Bhabhi maa :- beta, vo samne se rishta lekar aaye hai tumhare liye toh hum kaise mana kar sakte the.

Naira :- lekin–

Naitik :- naira, tum toh jaanti ho ki Goenka's ke saath kitni badi deal hui hai. Toh aise kaise unhe mana kar dete.

Devyani :- haa naira, Suhasini ji bahut keh rahi thi. Vo ladka bahut hi acha hai jiska rishta tumhare liye lekar aai hai.

Naira looked flabbergasted. It seemed that Suhasini had come in the afternoon earlier that day to Singhaniya house with a marriage proposal for naira. The prospective groom was supposed to be some relative who was living in new york. And he was coming to meet her the next day.

Naira :- par aap ek baar mere se toh pooch lete. Meri life ka itna bada faisla apne mughse bina pooche hi le liya.

Naitik :- faisla kahan liya hai princess. Hum toh bas ladka dekhne ko keh rahe hai. Agar na pasand aaye toh mana kar dena.

Naira glared at everyone present.

Naitik :- acha, ek baat batao kya tum zindagi bhar shaadi nahi karogi ?

Naira :- of course karoongi papa, lekin kisi aur ke saath. Main Kar–.

Naira stopped herself before she could say Kartik's name. Everyone looked at her strangely. If she said Kartik's name right now, her family could get angry considering Kartik's dadi brought the marriage proposal.

Akshara :- beta please, ek baari bas mil lo, uske naad jaisa tumhare papa ne kaha, mana kar dena.

Bhabhi maa :- haa beta, vaise bhi Suhasini ji ne hummein ladke ki tasveer bhi dikhai thi. Bahut hi acha lag raha tha aur bahu naam kya bataya tha. Kar–

Akshara :- kushal, bhabhi maa, kushal.

Everyone looked at bhabhi maa as she almost busted there plan.

Naira didn't say much, looked at everyone angrily, huffed and went to her room.

The family members just looked at her retreating form in amusement.

Finding Each OtherWhere stories live. Discover now