Chapter 6

1.2K 80 98
                                    

Pooja: tu kya kah rahi hai Naina? Usne khud tujhe sab kuch bataya aur fir bhi tu use ek chance dena chahti hai.

Naina: kya karu mai fir Pooja? Tu bata mujhe? Dum ghutta hai mera ab us ghar me. Khana bhi nai khaya jata. Kam se kam vo ek acha sacha insan to hai. Agla ladka pata nai kaisa hoga? Fir Jayant ki tarah hua to?

Pooja: sab log vaise nai hote hai Naina. Tu kyu aise soch rahi hai. He already told you that he loves someone else fir ?

Naina: but he said that he will give this is a honest chance.

Pooja: tujhe kaise pata ki vo ise ek honest chance dega

Naina: dekh mujhe to uske past ke bare me bhi k uh nai pata tha. Usne hi bataya sab. At least itna to credit dena chahiye use ki he is honest.

Pooja: hmm. Mai fir bhi kahungi ki tu ache se soch le Naina.

Naina: soch chuki hu mai. Is rishte ke lie han kah dungi ab. Already dusra namuna dhundh rakha hai chachi ne. Agle hafte Varna uske lie numaish lagegi meri.

Pooja: tu mere ghar shift hoja kuch waqt ke lie

Naina: tu janti hai ki chacha fir le jayenge mujhe. Vaise bhi ye koi permanent solution nai hai.

Pooja: hmm.

Naina: teri training kaise chal rahi hai?

Pooja: thik hi chal rahi hai. Tu dhyan rakh apna. Mai same time par 2 din bad fir call karungi. Ghar aa jana us hisab se.

Naina: Han ok.

Pooja is in touch with Naina constantly in betwpeen her training also. But Naina is feeling lonely. Her loneliness is driving her towards the decision of agreeing for this marriage with Rajveer.

——————————————————————————

Rajveer finally picked up the call after the second time it started ringing. He was in a important meeting and couldn't pick up the first time but on second time his CO excused him to take the call.

Rajveer: Hello.

Naina: ji, mai Naina bol rahi hu.

Rajveer took a moment to recollect who is Naina. It's been 3 weeks and he had assumed that she is not interested.

Rajveer: ohh Han. Kahiye?

Naina: vo maine apna jawab batane ke lie call kia tha

Rajveer: okk.

Naina: humara jawab "han" hai.

Rajveer: excuse me.

Naina: hum is shadi ke lie ready hai.

Rajveer: Oh ok. Are you sure Naina? Tumne socha hai na? Tum mere bare me kuch aur nai janna chahti?

Naina: bas ek wada chahiye ki aap sach me is rishte ko nibhane ki ek imaandar koshish karenge

Rajveer: i promise Naina

Naina: Thanks. Ab hum rakhe?

Rajveer: sure. Bye

Naina: bye

——————————————————————————

Rajveer and Naina got married within a month of that conversation. It was a small ceremony at temple followed by a grand reception.

All of Paramdheer's friends and colleagues are there along with Reeti's circle. He approved of this alliance, Naina seemed perfect to be wife of his son. She is timid, young, beautiful and from a difficult background which will make her someone who can be moulded accordingly. She is not like the women he hates, who considers them equal as men. He despises feminism.

AASRA Where stories live. Discover now