2~Bondita's Mensuration 2

1.3K 64 2
                                    

Anirudh stand up in anger😠. He take two plates of food🍛 and go to Bondita's room where he see that Bondita was sitting upset in a corner.

Anirudh (in sad tone) - Bondita, mujhe maaf kardo, kaka ne tumhare saath accha nahi kiya

Bondita - nahi nahi pati babu, isme aapki koi galti nahi hai aur rahi baat kakasasurji ki toh unhone apne reetiyon ko mana hai,isliye nah mujhe apse maafi chaiye aur na hi kakasasurji se

Anirudh-thik hai.......... Arey Bondita mein toh bhul hi gaya tha yeh lo mein hamare liye khana laya hu

Bondita- hamare liye matlab???
Anirudh- hamare liye matlab tumhare aur mere liye
Bondita - matlab aap abse mere sath kamre mein khayenge
Anirudh-haan Bondita
Bondita was very happy😃 and Anirudh could see her happiness

Anirudh-arey ab khana kha lo nahi toh thanda ho jayega
Bondita - ji pati babu
And they both eat food and sleep.

Next morning🌅
Everyone come for breakfast and Anirudh was busy in his case's paper, Koyli gives breakfast to everyone and coffee ☕ to Anirudh.
Anirudh drink the coffee and make strange face
Anirudh (ask to Koyli)- Koyli, yeh coffee kisne banayi hai?
Koyli- chote malik yeh coffee maine banayi hai
After listening this, Anirudh start shouting Bondita
Anirudh- Bondita! Bondita tum Kahan ho? Bonditaaaa
Bondita- pati babu mein yahan hu
Anirudh- tumne coffee kyu nahi banayi
Bondita- woh pati babu.......
Anirudh- woh kya Bondita, tumhe pata hai na mein tumhare sivay kisi ke haath ki coffee nahi pita. Tumhe pata hai na ki mujhe tumhare haath ki hi coffee achi lagti hai
Bondita - ji pati babu
Anirudh-phir bhi tumne nahi banayi, jao abhi banakar lao mere liye

Kaka in anger😡
Kaka - yeh kya ho Raha hai subah subah, yaha chain se koi nashta bhi nahi kar Sakta. Aur Anirudh tum? Tumne kya notanki chalu kardi? Humne bahu se kaha hai ki woh kuch dino tak rasoi aur puja ghar mein nah ghuse.

Anirudh-par Kaka......

Kaka- par war humme kuch nahi sunna. Arey ek din abne patni ke haath ki coffee nahi piyoge toh kya ho jayega,Haan?Aur nahi banayegi bahu coffee tumhare liye.

Anirudh-kaka woh baat nahi hai.....

Kaka - toh kya baat hai Anirudh?

Anirudh- kyu nahi bana sakti coffee? Kyu rasoi aur puja ghar mein nahi ghus sakti, Bondita? Bataiye na?

Kaka - arey kyunki woh asudh hai?

Anirudh- yeh kya baat Hui Kaka..... Kaise hui woh asudh?
Kaka- tumhe nahi pata kya?
Anirudh- nahi pata mujhe,kya hua bataiye?
Kaka- tum toh aise bol rahe ho jaise tumhe kuch pata hi nahi hai?
Anirudh- haan nahi pata mujhe?

Kaka- tumhe nahi pata kya ki bahu ke mahine chal rahe hai,isliye asudh hai woh?

Anirudh- Kaka..... Isme asudh wali konsi baat hai,aap batayenge mujhe? Yeh toh prakriti ka niyam hai. Jaise prakriti mein badlav aate hai waise hi aurton ke sharir mein badlav aate hai.
Kaka aap hi bataiye mujhe, agar aurton ke mahine nahi aayenge toh ek nayi jaan ka janam kaise hoga? Aap bhi ishi kriya se ish duniya mein aaye hai. Hum sab ka janam ishi karan hua hai nah, hum sab ke andar ek aurat ka khoon hai. Agar yeh mahine hote hi nahi toh na aap, na mein humme se koi bhi aaj yahan nahi hota. Bataiye nah kaka jis karan se ek nayi jaan ka janam hota hai,ushe hum asudh kaise keh sakte hai? Boliye nah?

Kaka and everyone get silent for sometime, after few seconds Kaka speak
Kaka- thik hai..... Bahu tum Apne pati aur sabke liye khana Bana sakti ho, lekin hamare liye Koyli hi banayegi. Aur ha yaad rakhna puja ghar mein mat Jana

Bondita has tears of in her eyes😢 and said ji kakasasurji

Bondita (in her mind)- dhanyavad dugga ma! Aapne mujhe itne ache pati babu diye!
Anirudh - jao Bondita,ab toh Kaka ne bhi manjuri de di ab kis baat ka intezar kar rahi ho
Bondita - ji pati babu abhi lati hu

And that's how Anirudh make understand his family about not thinking bad for a girl's periods. Like Anirudh, we all should understand that it's not a bad thing because its a natural process and it happens with all girls.
Thankyou
I hope you like it 😇

Hello guys, I am posting it again because before this I posted it on another story..... sorry for confusion.
This part is the remaining of Bondita's Mensuration

Anidita- Pride and Prejudice (On Hold)Where stories live. Discover now