At night.
HM: Anubhav ap bathroom mei change Kar lyn hum yahan room mei change Kar laytay hain.
AS: theek hai he picked his clothes and go to change when he comes back he sees haseena is wearing his clothes.
AS: haseena yeh kiyà hai?
HM: ap ko nahi pata isay trouser or shirt kehtay hain.
AS: par yeh ap nay kyun pehna.
Hm: humara dil kiyà toh hum nay pehan liya
AS: agar pehannah hi tha toh apnay kapray pehanti ap, humaray kyun pehnay.
HM: humain yeh achay lagay toh hum nay pehan liey
AS: Jaen ja k change Kar k aaen
HM: hum change nahi karen gay.
AS: jab hum nay abhi apko itnay saray kapray dilaen hain toh woh pehnain na ap , humaray kapray kyun pehan rhi hain ap.
HM: kyun hum kiyà ap k kapray nahi pehan sakty?
AS: nahi utarain isay.
HM: hum nahi utarain gay.
AS: apko ko utarna paray ha
HM: nahi
AS: ha.
HM: hum nay ek bar keh diya nahi toh nahi.
AS: buhat ziddi hai ap.
HM: ha woh toh hum hain
AS: par ap nay humari zid nahi dekhi.
HM: Jo karna hai ap Kar lyn.
AS: haseena dekhain is bar hum koi compromise nahi karnay walay.
HM: or hum bhi yeh change nahi karnay walay.
AS: aaisay kaisay nahi karen gi apko karna paray ga.
HM: zabardasti Karen gay ap humaray sath.
AS: ha Karen gay zabardasti.
HM: ap nahi kar saktay.
AS: hum Kar saktay hain.
HM: toh Kar k dekhain dekhna ap har jao gay.
AS: dekhain ap humain challenge mat karen.
HM: toh challenge manzoor.
AS: ji manzoor.
He opens her shirt button to take his shirt back but when he unbutton first three then he realized what he is doing he takes a step back and say sorry to her
AS: aaj maaf kar rhy hain apko aainda maaf nahi karen gay hum samjhi ap
HM: samjh gay hum Mr Anubhav Singh bhi kisi larki k aagay apna dil har saktay hain.
AS: haseena dil har kisi k aagay hara nahi Jata kuch log khas hotay hain or yeh baat Jan lyn k woh khas larki ap nahi hain, hum apnay hissay ka pyar kab ka kar chukay hain, or yeh sab kar k humaray dil mei phir say apnay liay humara matlab hai kisi k liay jagha nahi bana sakti ap.
HM: Anubhav woh Kaun hai phir shadi kyun nahi ki ap nay us say?
AS: haseena is baat ko chor dyn.
Humain lagta hai agar hum dobara dil haray toh usi par harain gay, humain us say harna acha lagta hai.HM: anav...
AS: kiyà Kaha ap nay?
HM: anav....
AS: haseena aaj toh ap nay humain is naam say bula liya hai aainda humain is naam say kabhi nahi bulain gi ap.
HM: kyun nahi bula saktay hum apko is naam say?
![](https://img.wattpad.com/cover/270360186-288-k385013.jpg)