part #13

1K 115 9
                                    

HM in Anubhav's room.

HM: kiyà hua ap abhi tak jag rhy hain.

AS: haseena ap, ji woh kuch important files hain jo humain subha tak complete kar kay submit karwani hai.

HM: hum apki kuch help kar dyn.

AS: nahi ap ja k so Jaen hum Kar lyn gay.

HM: sir mei dard hai ap kay.

AS: ha .

HM: coffee lyn gay

AS: agar mil jaey toh achi baat hai.

HM: hum abhi bana k laey.

AS: apko coffee banani aati hai.

HM: nahi.

AS: toh kaisay banaein gi.

HM: internet say is mei saray tarikay hain hum inhi steps ko follow Karen gay.

AS: theek hai.

After 10 minutes.

HM: yeh lyn apki garma gram coffee , pi k bataein kaisi hai.

He takes a sip.

AS: la jawab.

HM: abhi thori dyar k liay in files ko side par rakhain or humaray Sath balcony mei baith k thandi hawaun ,
Chandni raat mei coffee ka aanand layn. Mind fresh ho jaey ga.

As: lekin yeh files.

HM: chalen na mind fresh ho jaey ga toh sab kuch easily ho jaey ga. Tension mei saray Kam kharab hotay hain she dragged him in the balcony and make him sit in the chair and hand him over his cofeey mug.

HM: apko poetry pasand hain

AS: hummm buhat.

HM: humain bhi.

AS: acha.

HM: humain is chandni raat par ek dhair yad aaya ap kahen toh sunaun

AS: ha kyun nahi.

HM: toh sunain arz kiyà hai

" Kuch toh hawa thi sard bhi, kuch tha tera khayal bhi,

AS: " dil ko khushi k Sath Sath hora raha malal bhi."

HM: " baat woh aadhi raat ki,
Or raat woh poray chand ki"

AS: or chand bhi ain chit tha,
Or par tera Jamal bhi"

( Here I skipped some lines)

HM: usko na paa sakay toh dil ka ajab hi haal tha,

AS: ab jo palat k dekheay baat thi kuch mahal bhi.

HM: meri talab tha ek shaks,
Woh jo nahi mila toh phir.

AS: hath Dua say yun gira,
K bhool gaya sawal bhi"

HM: " us kay bazuon mei hum,
Us ko hi sochtay rhy

AS: jism k khawahishon par thy
Rooh k or jal bhi"

HM: wah kiyà baat hai , yani ap bhi romantic poetry parhty hain, lagta hai koi hai ya thi.

AS: koi hai bhi or koi thi bhi.

HM: Kaun hai???

AS: humari naukari...

HM: naukari toh nahi hai khair mat bataein humain waisay bhi hum ap k lagtay hi kiyà hain.

AS: acha bataey hum apko.

HM: ha bataein.

AS: kuch nahi....

Anuseena: Dar say dil takHikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin