Chapter 81

848 191 9
                                    

Jasmin aur Aly ek-doosre se itni baatein karte hain ke kaise 3 ghante nikal gye, pta hi nahi chalta!!!

Jasmin time dekhte huye "mujhe ab jaana hoga!!!"

Aly - thodi der aur rukk jao na jas!!!

Jasmin - han rukk jati, par majboori hai.. kal ko phir milenge!!!
Abhi jane do please....

Aly uske kareeb aakar khda ho jata hai "hmm chali jana... par pehle ek kiss toh do!!"

Jasmin - han.. yahi baki hai!!!
Aur vo bhi ek kadam aage badhati hai..
Their Jasmine's lips touch Aly's...
Electric charge!!!!

Jasmin - bye....

Aur vo jaldi se chali jati hai!!!

Aly phir se bed par gir jata hai aur khud se hi baatien karta hai "this is what I dream of!!!
The love of my life, with me!!!
Finally!!"
Aur vo pillow ko hi cuddle kar leta hai...

Subah hote hi, Jasmin... Aly se milne aa jati hai.. aur vo dono ready hokar bahar ghoomne nikal jate hain....
Jasmin usko yeh bade se pahaad, khuli vaadi dikhati hai..
It feels like ke kudrat ne unko apni god mein le liya!!!
Yahan par thand thi!!!

Aly toh bas photos click kar raha tha!!! Jasmin ki!!!

Aly - most beautiful guide ever!!!

Jasmin haste huye "shukriya..."

Aly - kya hum hamesha yahin nahi reh sakte??"

Jasmin - reh sakte hain....

Aly - I swear.. jab life se exaught ho jaaoonga toh yahan aakar bas jaaoonga!!!
Kitna acha hai sab yahan!!!

Chalte-chalte vo paani ke jharne ke paas aa jate hain.. wahan paani ka boht shor tha!!!
Ek-doosre ki awaz bhi nahi sun rahi thi!!!
Aly ko yeh boht acha lagta hai...
Jasmin usko jharne ke peeche lekar jaati hai, jis wajah se vo halka sa bheeg jate hain...
Par itna toh chalta hai...
Uss jharne ke peeche gufa thi....
Aly - woww!!!!
Tumahara sahi hai na!!!!
Jab bhi mann karta hoga, yahan aa jati hogi!!

Jasmin - hmm

Aly thoda aage badhta hai... aur gaur se dekhta hai... wahan par thand nahi thi.. aur shor bhi kam tha!!!

Aly - yahan koi bhi tourist nahi hai!!!

Jasmin - kisi ko pta hi nahi!!!

Aly - tumhe kaise pta???

Jasmin - bachpan mein yahan roop aur meri ladayi ho gyi thi.. usne mujhe dhakka maara tha toh main paani ke beech se hokar iss side gir gyi!!!
Pta hai roop ko kya laga??😂

Aly - kya??

Jasmin - ke mujhe paani khaa gya!!!
Aur vo rota huya bhaag gya!!😂😂

Aly haste huye Jasmin ko gale laga leta hai "kitne cute the tum log!!"

Jasmin - main toh ab bhi hoon!!!

Aly - han.. par zyada nahi!!😉

Aur kuch der wahan spend karke bahar aa jate hain...
Aly toh boht khush tha.. usse poora mazza aa raha tha!!!
Aise hi vo poora din sath mein guzarte hain...
Pta hi nahi chalta kab subah se raat ho gyi!!!

Aly - aaj tumhe ghar nahi jana???

Jasmin - jana hai..
Par tum bhi sath aa rahe ho!!!

Aly - why??.

Jasmin - maine mere mummy aur papa ko bataya hai ke mera ek dost punjab se yahan ghoomne aaya hai..
Toh papa ne tumhe ghar laane ko kaha!!!

Aly - wow...
Tumahare papa toh boht cool hain!!!

Feelings (Jasly)Where stories live. Discover now