Without You 2

684 89 56
                                    

Hey everyone...
May be this update is not up to your expectations... but I felt like to try this and hence published this... Give it a try...

======================================

Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
Sanjh Ki Dulhan Badan Churaye
Chupke Se Aaye
Mere Khayaalon Ke Aangan Mein
Koi Sapnon Ke Deep Jalaaye

A man in his mid thirties sitting on a chair staring at portrait of her lady.... It has been eleven years but it still feels the same... No one has filled her void till date or no one ever could do it...
Today also he can feel her raised his hand to touch her painting... hear her gigles grazed his fingers along her smile... could see her sprankling eyes ... her red nose when she is angry trying to pinch her nose... her shy face when he stare her "sharmao na Angry Chorni mein tumhe dekh raha hoon"...  her goosebumps when he touch her slided his fingers on her arms...
"Angry Chorni tumhe aaj bhi hickiyan aati hongi kyunki mein har pal yaad karta hoon par ek smile ke saath..." his eyes glisten with tears

Kabhi Yun Hi Jab Hui Bojhal Saansen
Bhar Aai Baithe Baithe Jab Yun Hi Aankhen
Kabhi Machal Ke Pyar Se Chal Ke
Chhuye Koi Mujhe Par Nazar Na Aaye
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye

He closed his eyes...
'Abir jab humare baal white hone shuru ho jayenge tab hum baalon ko colour nahi lagyenge.

Mishti fir hum bahut jaldi budhe ho jayenge... Hum colour karenge...

Nahi Ajeeb Rajvansh yeh safed baal hume yaad  karvayenge ki hum apne safar mein kitne door aa chuke hein... Jab hum dono ka ek ek baal safed ho jayega fir hum celebrate karenge Greyhood...

Greyhood?

Haan...'

"Mishti aaj mere do baal safed ho gye... Dekho humne kitna lamba safar tay kar liya... Humne decide kiya tha ki we will celebrate... But instead of We it become I... But don't worry meine tumhe waada kiya hai ki humare sapne mein jiyunga
I will celebrate for both of us... with our favourite chai, chips, khichdi and noddles"

Kahin To Yeh Dil Kabhi Mil Nahin Paate
Kahin Pe Nikal Aaye Janmon Ke Naate
Thami Thi Uljhan Bairi Apna Man
Apna Hi Hoke Sahe Dard Paraaye
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye

'Mein tumhe hamesha protect karungi tumhari bodyguard ban kar...'
"Mein har saal tumhare liye karwachauth ka varth rakhta hoon taki agle janam mein tum apna yeh vaada puri life time nibha sako..." a single drop rolled down from his eyes but he wiped it and pasted a smile...

"Tumhe pata hai jab bhi mein tumhe miss karta hoon toh tumhari tasveer dekhta hoon aur voh muskara deti hai... mera mann apne aap hi shaant ho jaata hai..." His smile widened remembering her smile...
"Angry Chorni mein rona nahi chahta par tumhi ne hi kaha tha ki pyaar aur aasoon ki package deal hoti hai... jahan pyaar hota hai vahan aasoon aa hi jaate hai... Dekho fir nikal aaye..."
and tears made their way from his eyes...

A knock on the door disturbed him... He wiped his tears and opened the door... the other person  entered in and hugged him tight....

"Mishu... What happened"

"I will not wear these glasses ever..."

"Why so..." Abir frowned....

"Aaj school mein sabne mujhe double battery keh kar tease kiya... Mein kal se glasses nahi pehnugi..." She said with tears in her eyes

"Arrey..."

"Nahi Abir mujhe chasma nahi lagana...sabne kaha ki mein achhi nahi lagungi...Abir mera 18th birthday aa raha hai aur iss saal mere college bhi shuru ho jayenge aur next week school mein farewell bhi hai toh please mujhe contact lense le do..."

Mishbir Ki Kahaniyanजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें