CHAPTER 4

496 45 2
                                    

Next Day in RC Haveli
[Everyone got busy in their respective works just then Anirudh with Manorama entered in hall...]

Anirudh: Kaka mujhe aapko aur sabhi ko kuch batana hai

Ksj: Kya batana hai???? [Still engrossed in his file]

Anirudh: Yahi ki meri aur Manorama ki shaadi sirf ek natak tha
[ Everyone got shocked after hearing Anirudh's words..]

Ksj: Kya???????

Anirudh: Haa kaka yeh sach hai ki meri aur Manorama ki shaadi kabhi hui hi nahi thi yeh sab bas ek natak tha bas natakk....

Manorama: ji kaka Anirudh sach keh raha hai humhari shaadi nahi hui hai

Ksj: Phir itna bada jhoot kyu Anirudhhh...[he shouted] kyu tumne Bondita ka dil toda kyu,kyu tumne uska sabke samne apman kiya,kyu tumne bahu ko London bheja kyu Anirudh kyu bolo kuch ab kyu chup ho itne din se dekh rahe the hum tumne jab dekho tab bahu ko daatna chahe uski galti ho ya nahi par phir bhi daatna.... bolo kuch Anirudh [he shouted....]

Anirudh: Yeh sab maine Bondita ki bhalai ke liye kaka

Ksj: Isme kya bhalai thi uski haa..

Anirudh: Bhalai thi kakaaa...[he shouted] aapne aur aapke samaj ne ek choti bacchi ko jiski abhi padhne likhne ki umar hai usko ek acchi patni banne ka gyan diya..kya yeh sahi tha??

Ksj: Thik hai hum mante hai ki humne galti ki par jo tumne kiya woh thik tha..haa bolo kya jo tumne kiya woh thik tha bahu ke liye...
[ Hearing this Anirudh downed his head..] batao kya jo tumne kiya woh sahi tha arre usse tum pyaar se samajha sakte the woh toh baachi hai usse nahi pata tha kuch bhi par tum toh jante the sab kuch phir bhi tumne ek baar bhi usse acche se samjhaya woh jab bhi tumse kuch puchne aati tum usse daatkar wahan se bhaga dete aur ab bhi tumhari hi wajah se humari laxmi aaj akeli hai wahan pardesh main aur tum keh rahe ho ki dosh humhara hai hum yeh nahi keh rahe hai ki hum sahi the par phir bhi tumhe bahu ko pyaar se samjhna chahiye tha na ki uska vishwas todna chahiye tha tumhe pata tha Manorama yahan se chali jayegi par Bondita bahu ko tumne khud dur kiya hai kudse hamesha ke liye[ Anirudh was shocked after hearing kaka's words..]
Saying this he left from their.

[ Anirudh was feeling guilty just then Monarama said]

Manorama: Haa Anirudh tumhare kaka bilkul sahi keh rahe hai aur maine bhi tumse kitni baar kaha ki yeh sab galat hai par tum nahi maane khair yeh sab chodo aur socho ki kaise tum Bondita ko manoge aur Anirudh meri muhim bhi aaj hi khatam ho jayegi toh main chalti hu apna aur Bondita ka khayal rakhna[ and she left for forever..]

Anirudh: [ in his mind] Manorama aur kaka sahi keh rahe hai maine bahut badi galti ki hai aur ab mujhe yeh galti sudharni hogi mujhe Bondita se maafi mangni chahiye kahi sach main der na hojaye[ he too left from their in hurry...]

In Evening [in study]

[Anirudh was dialing in Bondita's hostel]

Anirudh: Hello

A lady [from London]: Yes Sir, How can I help you???

Anirudh: I'm from India Mr.Anirudh Roy chaudhary...Can I talk to Bondita?

Lady: Ofcourse Sir... Let me call her
[ That lady called Bondita and inform her that Anirudh wants to talk with her]

Bondita: Miss. Please inform him that I don't want to talk with him..please
[ Saying this she left for room]

Lady: Sorry Sir but she doesn't want to talk with you
[ Anirudh was shocked hearing that now his Bondita doesn't want to talk with him...]

Lady: Hello,sir Are you there??

Anirudh: Yes, it's ok Miss.
[They ended the call.On the other hand Anirudh was feeling very guilty because of him his Bondita was suffered a lot.. He want to meet Bondita and ask her for forgiveness but.......]
Sorry readers! For delay update and yes this is a last chapter of Manorama's track.

Your writer..
Patralekha.....

Anidita: A precious Bond Where stories live. Discover now