Chapter 36

670 179 34
                                    

Bakiyon ka toh pta nahi.. par Jasmin was so happy about her Marriage.
Usse boht khushi thi wk nyi life shuru karne ki.. sab kuch nya-nya.. nya ghar, nyi family,.... it's exciting..
Aur specially jab shadi pasand ke ladke se ho... toh aur bhi zyada khushi badh jati hai..
Vo apne ghar sabko shadi ki date fix karne ko keh deti hai..
Jab yeh baat Aly ki family ko pta chalti hai.. toh vo bhi boht khush ho jate hain..
Aly ki mom toh pehle din se hi shadi ke liye excited thi, tabhi toh Aly ko zabardasti ladki dikhane ke liye lekar gyi thi..
In this... condition we can say...
"Chatt mangni... pattt viahhh" punjabi phrase.

Aly apne parents ko dekh kar khush tha.. par uski andar se apni band baji padi thi...
Usne koi khas savings bhi nahi ki thi... aur ab achanak se shadi...
Papa se paise kaise lega???
Aur abhi job ka bhi koi idea nahi hai ke baat banegi bhi yaa nahi!!!
Itni sari problems ke beech usse bas issi baat ki happiness thi ke atleast usse ladki pasand hai!!!

Mtlb har insaan ko yahi toh chahiye hota hai.. ek acha sa life partner.  Jiske sath poori life spend ki jaa sake araam se.. kabhi rishtey bojhil naa ho!!!
Just peace. 😊
Aly was happy to have Jasmin in her life.

Agle hi din Aly ek-do aur Digital companies mein interview ke liye apply karne chala jata hai...
....................
....................

Shaam ko vo jaise hi ghar aata hai toh uske parents good news sunaate hain!!!
His marriage is fixed..
Theek 21 din ke baad ka shubh mahoorat nikla tha... everyone was happy.
Tabhi Jasmin unko video call karti hai.. Aly ka reaction dekhne ke liye...
He was looking happy... but not excited.

This is normal.. kyon ke Aly is always do this.. uske mann mein kya chalta hai... nobody knows!!!!
But jo ek smile thi.. that was enough... so Jasmin bhi zyada insist nahi karti.

Aly ko thodi tension ho rahi thi... atleast 30 din toh dekh hi lete!!!!
21 is... tooo soon!!!!
Par ab kuch nahi ho sakta... aur naa hoga!!!
Everyone is happy.

Agle hi din Shopping start ho jati hai...
Jasmin ki family aur Aly ki family... Mumbai mein milte hain... aur sab kuch decide karte hain...
Everything!!!!
Dahej vgera toh unko chahiye hi nahi tha.. aur Jasmin after marriage job continue karna chahti thi... yeh permission usko 100% thi...
So everything was quite sorted.
Shadi ke cards... banwane de diye the...
Halwayi..... palace..... mithayi..... jewellery... kapde..... in sab ki arrangements shuru ho gyi thi!!!

Arjit was really very happy for Jasmin... finally Jasmin ki jo shadi wali bachpan ki fairy tale.. thi!!!
Vo poori hone jaa rahi thi!!!
Ab toh vo bhi usse tameez se baat karta tha!!!!
Vo dono roz shaam ko shopping ke liye nikal padte the... thoda-thoda karke sab khareed rahe the!!!!
Jasmin apne liye sarees,kurtas,make up vgera buy karna shuru kar diya tha!!!

Shadi mein jabke thode hi din reh gye the... so un Jasmin aur Aly ko milne se mana kar diya tha!!!
Aly ki mom iss cheez ko shubh nahi maanti thi!!!
Thanks to Mobile phones!!!!
Yeh naa hote toh... pta nahi kya hota!!!
Jasmin aur Aly phone ke madheyam se baat kar lete the!!!
Woh dono Sangeet, Mehndi aur haldi ke liye matching clothes buy karte hain... I mean Jasmin purchase karti hai...

It's been 19 days.....
Tabhi Jasmin ko idea aata hai... ke kyon naa destination wedding ki jaye????

This was huge!!!!!!!!!!
Arjit toh maan jata hai.. ke Jasmin ki bas yahi ek shadi honi hai.. toh jaisa vo chahti hai.... vaise hi ki jaye!!!!

Aly ki family at first thoda confuse the... par ab jab unko sirf payment hi karni thi.. aur baki sara kaam... wedding planners karenge... so it's kinda cool!!!

Everyone was laughing..  ke pehle idea kyu nahi aaya???😂
Jasmin ne dimaag jo nahi lagaya tha!!!!

Goa ki or... route karte hi... Arjit khud jaakar ek acha sa fort book karwata hai... planners arrange karta hai......
Aur iss kaam mein hi 3 din nikal jate hain!!!
Aur finally sab ho jata hai...

🌼Destination Wedding in Goa🌼

Rishtey (Jasly)Where stories live. Discover now