Chapter 39

628 176 26
                                    

Aly as usual subah apne office jata hai.. he was excited about this job, everything is new... but yeah!! Work was boring...
Jaise hi vo apne 13th floor par aata hai.. toh he was shocked to see!!!
Poora floor decorated tha!!!

Vo apne paas wale cabin se poochta hai "yeh decoration kis liye??"
Vo bina Aly ko dekhe apna hath ek selective room ki or kar deta hai..
Which was Aisha's room.

Aly ko kuch smjh nahi aaya, jab tak HAPPY BIRTHDAY ka ek sign nahi aata!!
Aur vo sab ko dekh raha tha.. everyone was just like "we don't give a shit" Aly ko wierd laga, unki boss ka birthday hai.. aur sabko kaam pe busy hain!!!

Tabhi wahan Rahul aa jata hai.. aur Aly ko dekh kar wave karta hai!!!
"Kaise ho mere bhai???"

"Badhiya.. tum batao!!!"

"Han.. theek hain... tumahare wala floor zyada chamak raha hai" Rahul idhar-udhar dekh kar bolta hai...

"Acha toh mtlb 15 ke 15 floors sajj rahe hain kya??"

Rahul haste huye jawaab deta hai "han.. Mr. Mehra ki beti ka birthday hai.. yeh poori building Aisha ki hai... she is the boss!!!! Uske papa digital Marketing ki one of the best company  "The Tech" ke CEO hain... so... han!!!!

Aly was impressed!!! "Boss sahiba kahan hain???"

"Woh thoda late aayengi... 1st floor se cake kaatna start karengi!!! Toh time lagega!!!"

Aly haste huye "total kitne log kaam karte honge iss building mein???'

Rahul ekdum se jawaab deta hai "15 floor hain... 100 per floor!!!"
Aur tabhi ek aadmi usse file dene aata hai.. Rahul vo file lekar Aly ko bye bol deta hai!!!

Aly wapis apni seat par baith jata hai.. aur tabhi vo Mr.mehra search karta hai..
And it was true!!! He was really big man.. in this business world!!!
Aly ne pehle isko kahin dekha tha.. but can't remember.

Dopehar hote hi Aisha 13th floor par aa jati hai..
Aur sab clapping vgera karte hain... cake aata hai... aur mil kar sab kaat-te hain!!!
Aisha sabhi se ache se baat kar rahi thi.. uske chehre par badi si smile... and In that black dress she was looking genuinely beautiful and gracious.

Woh Aly ke paas bhi aati hai.. "Hi.. Aly!!"

"Hello Aisha.. Happy birthday, you are looking amazing "

"Thank you, how you doing??"

"Great.... aaj bhi kaam par aa gyi aap??"

Aisha smiled "han.. kaam toh karna hi hai, and relax.. main 3 din ke liye Germany jaa rahi hoon!!!"

Aly with big heart "woww that's amazing, really good country..."

'Ohhhh, tum bhi chlo phir... main group mein tumhe bhi add kar leti hoon!!!'

Aly ko samjh nahi aaya "group???"

'Han... team project ke liye Germany jaa rahe hain!!!! 3 din mein aa jayenge!!!"

"Ohh, main kya karoonga???"

"Kaam... jo yahan karte ho!!! Tum unko assurance dena.. financially..."

Aly ko boht zyada khushi ho rahi thi "seriously?????"

"100%"

"Wowww, thank you so much.. mam!!! Kab jana hai???"

"After 3 days...."

Aur yeh sunte hi Aly ka mooh utar jata hai."ohhh I am so sorry... I cannot.."

"Why???"

"Meri shadi hai.. 5 din baad... so!!!!!"

"Ohhh my God, congratulations!!!! Tumne bataya nahi???"

"Han.. socha tha ke wedding card ke sath bataoonga, holidays bhi mil jayengi... aur maybe advance bhi!!!!" Vo thoda jhijhak kar bolta hai!!

"Ohhhh, no problem..... tum sham ko mere office aana.. we'll discuss!!!"

Aly boht khush ho jata hai "thanks a lot mam!!! Ohhh I mean Aisha!!!!"

"Great..."
Aur vo aage badh jati hai!!!

Aly was feeling epic... itni achi boss!!!!👻👻

Shaam hote hi vo office mein chala aata hai.. aur Aisha apne laptop mein ghusi padi thi...
"Come... sit!!!!"

Aly baith jata hai aur baat shuru karta hai "you are invited... whenever you wanna come.....
Isse pehle vo baat poori karta, Aisha bolti hai.. "nahi... nahi...
I hate weddings...
I am so sorry... I cannot come. But I appreciate your willingness. "

Aly - why???

"Aise hi... "

"Koi toh wajah hogi??"

"Wahah koi nahi... main khud ko kisi se share nahi kar sakti!!! So...."

Iss par Aly kuch nahi kehta..

"Anyway... is it your love marriage???"

"Yeah..."

"Great..... shall we discuss.. your advance??"

"Sure..."
.....................
.....................
And problem solved....
Aisha advance kya... vo poore paise pay karne ko ready ho jati hai... she was kind of helping hand.. type girl.

Aly was happy 🍀

Rishtey (Jasly)Where stories live. Discover now