Chapter 77

649 129 6
                                    

Aly as usual time par ghar aa jata hai. Aaj woh boht khush aur excited tha..
Sabse pehle woh apna room saaf karta hai.. aur thodi boht candles laga deta hai.. to look romantic.
8:30 bjje tak Jasmin ghar aa gyi thi.. aur jaise hi woh room mein enter karti hai.. toh sab kuch itna saaf aur candles dekh kar hairaan ho jati hai.. Aly couch par baitha uska reaction dekh raha tha..
"Tumne yeh sab khud kiya???" Jasmin asked.

"Haan.. bilkul..." woh uth kar uske kareeb aa jata hai.

"Pehle mujhe fresh hone do.." aur woh sari candles bujha kar lights on kar deti hai..
Aly weirdly usse dekhta hai aur tabhi Jasmin bolti hai "Mujhe thodi garmi lag rahi hai.. Am sorry, I am doing this..." aur woh jaldi se washroom mein chali jati hai.
Aly bed par baith jata hai.. Nikki was right "she is a wife..."
Jasmin change ho rahi thi... she is no more her girlfriend or.. whatever.

Thodi der mein Jasmin bahar aa jati hai aur woh Aly ko peeche se hug karti hai.. "Are you upset with me???"

"No...." Aly simply replied.

Jasmin almost bites on his right ear.... and then she kissed on his cheek.
Aly pulls her into his lap.. Jasmin was wearing this sexy red dress.. which was flaunting her body.. very sharply.
He kissed between his breasts...
There was, between them, a weightless, seamless desire. She leaned in and kissed him, and Aly... kissed her wildly, and then he was pulling up her blouse, pushing down her bra cups to free her breasts. She remembered clearly the firmness of his embrace, and yet there was, also, a newness to their union; their bodies remembered and did not remember.  Now in these days.. they both had always thought the expression ‘making love’ a little maudlin; ‘having sex’ felt truer and ‘fucking’ was more arousing, but lying next to him afterwards, both of them smiling, sometimes laughing, her body suffused with peace, she thought how apt it was, that expression ‘making love.’ There was an awakening even in her nails, in those parts of her body that had always been numb.
They finally finished and Aly just holds her into his arms... "I love you."

"I felt alive... after so many days.." Jasmin hugs him more tightly.
They were enjoying this moment.

Tabhi neeche se awaz aati hai ke dinner ready ho gya tha.. toh khaane ke liye aa jao!
Un dono ka hi uthne ka mann nahi kar raha tha. Par ab Mummy papa ke sath rehna hai toh uthna hi padega!!!
Jasmin starts wearing her pyjama and all.
Aly was just watching her "agar hum akele rehte, I will never allows you to wear those.."

"Kyu?? Inmein kya kharaabi hai??"

"You look good without them.." he flirts.
Jasmin smile kar deti hai...

Woh chup-chap neehe aa gye the. aur khana start kar dete hain.
They were secretly smiling at each-other. 💟

Jasmin ka office mein sahi jaa raha tha as always. Abhinav aur woh ab kaafi ache dost ban gye the.. Abhinav told her everything about him.. He was heartbroken that's why woh itna weird behave karta tha..aur usse ab pyar pe zyada vishwaas nahi tha.. par Jasmin ko dekh kar usse khushi hoti thi ke At least koi toh khush hai!!! Pyar mein.
Abhinav starts to feel something for Jasmin. He knew that.. She's married but still yeh dil hai ke maanta nahi... type situation ho gyi thi.. he was not sure about this.. par Jasmin se baatein karna.. usse sunna... uski help karna, Abhinav ko acha lagne laga tha. Jasmin ko iske bare mein koi idea nahi tha.

After waiting for like 7 days.. finally woh din aa gya tha ke Rubina office mein apne darshan de.. in dino mein Aly ne Shardul ko completely change kar diya tha.. his dress up was improved. His way of talking and all.
Aly aur Nikki ne boht mehnat ki thi.. aur Aly ko yakeen nahi tha ke Nikki uski itni help karegi.. she was the real and true friend. Aisha ko iske bare mein kuch nahi pta tha, no idea at all.
Rubina aa gyi thi..
Aur as scheduled meeting mein sabhi departments ke head the.. Aisha, Rubina se milti hai.. aur usse poore office ka tour deti hai.. woh aaj pehli baar aayi thi.. apne dad ke office mein toh uska aana-jaana tha.
Meeting room mein sab Rubina ka welcome karte hain.. including Aly.
Woh Aly se aankh bhi nahi milaati. Par Shardul usse achi tarah se dekh raha tha.. woh itni Gori thi.. aur kahan Shardul. Par still usse hope thi. Sabhi Rubina se apne-apne department ke bare mein baat karte hain.. Aly ko woh bolne ka mauka nahi deti..
Jab Shardul ki baari aati hai toh woh as prepared sab kuch bolta hai. Even Aisha was shocked ke Shardul itna professional kab se ho gya!!!!
Rubina likes his attitude.
Aly ko kuch khaas problem nahi thi, he was happy that ke woh usse ignore kar rahi hai.

2 ghante baad sab wapis apne kaam mein lag jate hain.. Rubina ko ideas ache lage the.. woh Aisha se discuss kar rahi thi ke aage kya kiya jaye. Aisha was kind of mentor of her, toh technically dekhna sab usko hi tha.. par naam Rubina ka lagega!!
Ab jab har maamle par baat ho rahi thi toh Aisha lage hath Aly ke bare mein bhi baat karti hai "I know tum aur Aly ka past juda hai..
Par Ruby.. this is office and work so please don't get personal this time.. apna badla vgera apne paas hi rakhna.. he is really good at his job... so I don't want to lose him just because of your stupid revenge and all."

"I can understand, maine pehle hi boht time waste kar liya hai Aisha.. not this time. I won't bother anyone I promise."

Yeh sun kar Aisha ko khushi toh hoti hai.. par tassalli nahi.. kyon ke Rubina par trust karna is impossible.
Woh yeh news seedha jaakar Aly ko deti hai.. and Aly was surprised!!!
Aisa kaise ho sakta hai,? She was obsessed with him.. par just in case agar aisa tha bhi.. toh Aly ko koi problem nahi thi.
Well kaam start ho jata hai.. Rubina, Aisha aur as per day.. alag alag department ke head ke sath roz kaam karte the.. Rubina ko kaam samjh aa raha tha.
Jab Shardul ki baari aati hai toh woh boht excited tha..Nikki aur Aly ne usko ache se samjhaya tha.
Woh Rubina ke office mein jata hai aur baith jata hai.. starting mein woh business ke bare mein baat karte hain..
Rubina ko uska confidence acha lag raha tha, ek positive vibe thi.. toh woh idhar-udhar ki baatein start kar deti hai..
Aly sahi tha.. Shardul thinks..
"So, Ma'am aap USA se kyu aa gyi?? That was nice country" Shardul asked.

"Please don't call me Ma'am.. it's Rubina..
Well, India se behtar aur kuch nahi.. wahan par mann nahi laga toh wapis aana hi pda!!!"

"Kyu?? Aapka yahan kuch reh gya tha??"

"Matalb???"

"Well, meri maa kehti hai ke aksar unke mann nahi tik paate jinka kuch peeche reh jata hai.."

Rubina smile karti hai "tumahari maa toh philosopher hain.. anyway,  tum yahan kitne time se ho??"
And just like that.. unki conversation 1 ghante tak chalti hai.. Aly aur Nikki tensed the..
Jaise hi Shardul bahar aata hai toh sabse pehle Aly ke paas hi jata hai.. Nikki already wahan thi.
Aur woh khushi se Aly ko gale laga leta hai "you were Right..."

Nikki yeh sun kar khush ho jaati hai...
Aly, Shardul se sab kuch sunta hai.. literally everything.  Aur unka plan work kar raha tha.. Rubina ne Shardul se ache se baat ki.. aur woh usse impressed bhi thi.. ke Shardul was co-host..
Rubina gave him, this extra work.. jismein Shardul hafte mein ek din nahi.. balke hafte mein 5 din uske sath kaam karega!!!
This was fabulous.
Par Aly ko acha nahi laga..  he wasn't happy as he should be.

Rishtey (Jasly)Where stories live. Discover now