devoleena slaps rashami

355 24 24
                                    

Asim - Rashami aap janti hai mehjabin kon hai aur bhai ne uske samne apke bareme asa kyu kaha , mehjabin wo hai jiske wajahse se bhai ka 5 saal ka relation toot gaya ( rashami looked towards even in shocked even others ) haa Mehjabin ek bht hi villain type lady hai uske wajahse umar Bhai ke bht se relations kharab huye hai , she manipulates like anything aur jaise taise apna kaam nikalwa leti hai aur umar Bhai ke kayi kareebi frnd specially ladki ko unse dur kardeti hai she is very cunning kyuki she wants to marry umar but umar Bhai unse shadi nahi karna chahte kyuki he knows her nature ,
(rashami realised what mistake she has done , she was thinking wrong about him till now she misunderstood him , he tried to clear but she didn't even allowed him to put his point ,her eyes filled with tears of guilt asim continue) aur usdin aplog jab phn pe baat karrahe the tab mehjabin ne phn kiya tha aur aplogo ki hi baat karrahi thi , umar Bhai jante the wo phirse kuch karna chahti hai per wo ye nhi chahte isiliye usne Jan bujhkar apke bareme jhuth bola apke relations ke bareme jhuth bola taki apdono ke relation mein koi prblm na aye , usne mujhe sab bataya tha per apko bura na Lage isiliye apko bhi batana chahta tha , aap janti ho Rashami unhe kitna bura laga tha ye kehte waqt he was more hurt than you it took alot of effort for me to make him understand that it was not from his heart it is just what the situation demanded and what he did was to save there relation

(Rashami stood up in jerk , she couldn't believe her ears how could she misunderstood a person who just to save there relation lied how hard it will be for him to say about her this things when he never believed in those things about her , he trusted her respected her had faith in her and what she gave in return was ,she didn't believed him , didn't even allowed him to keep his point nobody knew how helpless she is feeling now , she wanted to hug him and say I am sorry but she can't and people here are just blaming her instead of understanding her pov )

Rash - as...asim i .... know Mai...main layak to..nahi hu....but...i .....i am so ...sorry , mujhe....sun...sunna chahiye tha..um...umar ko (she finally spoke after gaining lot of courage still can't look into his eyes but asim stood silent)

Devo - ab sorry bolke kya faida rashami , ab kya umar ne to keh dia na wo tumhe kabhi uska chehra nahi dikhayega

Rash - ase kaise nahi dikhayega...ma...main khud...mil...milungi usse main

Sid - rashami tujhse ye umeed nahi thi , tu itna kaise badal sakti hai tune bina umar ki sune usko itna suna Diya uss bechare ne kuch Kiya bhi nahi tha

Rash - sid tu bhi tu to mujhe samajh maine Jaan bujhke

Sid - samjhne ka hi koshis karraha hu kyuki jis Rashami desai ko main janta tha wo kabhi aisi nahi thi bina pura sach jane wo koi faisla nahi leti thi khaskar wo to kisi anjan ko bhi dur nahi dhakelti aur apne dushman ke bhi paksh sunti hai to aaj ek dost ka paksh kyu nhi suna

Rash to herself : kyuki sayad ye unexpected tha ye feelings mere liye jyada hai itne dino baad mere dil ne kisi pe yakeen Kiya tha aur effected hua wo bhi itne kam waqt mein kyu umar se mera connection sa tha

Devo - ye kya bolegi Aur kya sunegi , abhi bhi apna hi raag gayegi ki main galat nahi hu (rashami came out of trance and looked in shocked towards devo ) aise kya dekhrahi ho rashami Maine dekha bechare umar ko uski ankhon mein tumhare liye pyar tum nhi dekhpayi

Himanshi - haa rashami tumhe pehle sach Janna chahiye tha

Vishal - ok guys ye sab baadme dekhenge pehle umar ko koi call lagai ki kaha hai wo

Asim - main tabse koshis karraha hu phn ring horaha hai per bhai utha nhi Raha

Rash - um...umar phn nhi utha raha per w to asa karta nhi kabhi

Devo - to aaj karraha hai , kitna hurt ha bechara I am really feeling sad for him ki he loved you rashami a person who didn't try to understand him

Rash - devoo (shouted )

Devo - shut up rashami mujhpe chillao mat chillake tum sahi nhi hojaogi tum galat ho

Rash - ha ha ha hu main galat kardi hai maine galati kya ab uski saza do mujhe do na media mein bolo jake , troll karwao ye sab to hota hai mere sath yehi to karte ho (she started huffing ) main ek kam karti hu marr hi jaati hu haa yehi sahi hai sabke liye

Devo -. Rashamiii

(Thudd .......... Rashami was holding her red cheeks , everyone there were stunned and froze at there place they can't digest what they saw just now , devoleena slapped rashami )

Rash - d....de...devo...tum....tumne mu...mujhe thap....thappad maara (holding her cheeks but her tears dried long ago )

Devo - haa maara kyuki mujhe yehi sahi laga tumne socha bhi hai kya bole jarahi ho Dimag bahar chorkar ayi ho

Rash - ha ha pagal hogayi hu main (nearly shouting ) pagal hogayi hu pata hi nahi kya karrahi hu kya horaha hai mujhe kuch samajh nahi arha dil kuch kehta hai dimag kuch kehta hai per kismat mein hota kuch aur hai (held her head ) (others were looking at her emotionally and devo felt a guilt for slapping her best friend ) aaah kyu horaha hai mere sath aisa kyuuuu aree kyu nahi suna Maine uss waqt mere dimag mein kuch nahi tha maine jab wo batein sun...suni mera dimag jaise blank out hogaya saari cheezein mere dimag mein ghoom rahi thi ki kya sachme wo asa sochskata hai per phir laga kyu nhi soch sakta jab log sikke ke dopahulu ko na janke ek hisse ko judge karte rehte hai wo bhi to sayad asa hi hoga kyuki....kyuki asa hi hota hai mere sath harr barr asa hi hota hai na koi mera yakeen karta...hai na.... na mera sath det...deta hai , aur Sid tumne sahi kaha jiss rashami desai ko tum jante the wo rashami usi din badal gayi jisdin wo solid women banne ki raah pe chali jiss din usne dsdt ka set pehli baar chorke gayi , usdin maari jisdin usne apne sabse kareebin dost ke muh se "aisi ladki suni " (sidharth face fell) jisdin national television pe meri personal baat chidi (himanshi face fell) jisdin mere dosto ne mujhe sare aam dhoka diya (paras and Mahira face fell ) jis din sabke samne mujhe taanao ka shikar bnana para jis din mere ansu pochne keliye koi nahi aya .... Usi din wo rashami desai marr gayi thi aur ye jo tumlogo ke sath hai na ye bass ek aisi body hai jisme na koi emotion hai na kuch , aur ek baat i promise you asim i will search for your brother and bring him back

(Saying this she ran from there , others stood there in shocked they don't have a courage to utter a single word, they realised what pain she was going through these days she never shared anything with them or they always fails to understand her or read her eyes , everyone was guilty for not understanding her and hurting her so much they knew in some core of their heart that they are the reason of her emotional termoil )

Vishal - humne phir se mitthu ko galat samjha

Asim - hum kyu nahi dekhpate unke khubsurat muskan ke peeche ka dard

Sid - kyuki aisi hai wo apni khushi sabse bategi taaki sabko khushi ho per apne gam akele mein sehtu rahegi taaki kisiko takleef na ho

Devo - sayad hummse koi usko abhi tak theek se samajh hi nhi paya (blankly others looked at her ) main....main bhi use theek se jaan hu nahi payi aur aaj...aaj to use thapp... thappad maar daala (started crying) ye kya kardiya Maine ye kitni badi galati hogayi mujhse rashami ko thappad maar diya maine (sat down on floor others came to console her )

Sid - it's ok devo it's not your fault it was situation demand aur tum kya hum sabse usko samajhna mein galati hui hai

Vishal - ( hugged her ) it's ok devo , humsabe galati hui hai , aur hum sab hi usko theek karenge agar tum hi aise toot jaogi to mitthu ko kon sambhalega (devo looked at him )

Asim - devo aab apko hi rashami ko sambhalna hoga pta nahi main kaise uske samne jaau

Devo - mJn kaise jau uske samne asim Maine inn hathon se usko thap... thappad maara aur to aur wo mujhe apna sabse accha dost manti hai aur main hi usko nahi samjh payi

Himanshi - devo aap apne aap ko dosh mat do apne jo kiya wo apke halat mein kiya aur rashami apko galat nhi samjhegi dekhna aap ekbar unhe daat denge aur gale laga lengi unki saara gussa behjayega dekhna wo asii hai na

(Devo nodded and she went to rashami and others followed her )

____________________________________________________________________________

Precap- emotional breakdown and searching for umar

getting love backWhere stories live. Discover now