Accident

302 27 20
                                    

Umar is seen sitting on line chairs of hospital , with pale expressionless blank face in his hand was his mobile , he switched it on and what he saw was something he always adored , loved imagined and dreamt of , the smile he was always a fan of it was none other than rashami , her beautiful face and smile gives a different level of sukoon to umar everytime nomatter what she is going through she always plastered a smile on her face which force others also to smile .
He was continuosly staring at his wallpaper which is rashami photo with mixed emotions but pale face when someone kept a hand on his shoulder he turned to find asim , asim sat next to him and said .

Asim - kab tak aap aise rahenge bhai
(Umar didn't said anything) main janta hu ye bolna asaan hai karna mushkil infact mere liye bhi mushkil hai per
Umar - asim main theek hu , mujhe...mujhe abhi akela chorde
Asim - bro main janta hu AAP theek ho ki nahi aur plz akela chorne ki baat hi mat karo akela hi chora tha apko to ab ye hogaya
Umar - sahi kaha tune ,akela chora tha ye hogaya , kash kash asim kash main wahan zabardasti ruk ke rashami ko sab batata to aaj (he again looked down ) main theek hoon asim (saying this he started to leave )
Asim - (in mind) ye bhai keliye theek nhi jabse yahan aye hai ye sabke beech unhone ek ansu nahi bahaya hai main janta hu bhai kitne soft hearted hai aur wo strong rehna chahrahe hai isiliye wo chup nhi hai wo chup isiliye hai kyuki iss accident ne bht deep impact creAt kiya hai Bhai ke mann mein aur agar ye ansu nahi bahe to ye hamesha keliye boj bankar rahenge bhai ke mann mein ausse nikalna hoga per kaise ,
Bhai (asim said lightly  ) wo apse pyar karti thi (umar stopped in stunned turned) haa bhai wo apse pyar karti thi
Umar - pa..pya..pyar
Asim - haa bhai jabse aap gaye ho apko to pata bhi nahi mithu pe humpe kya kya guzri hai , devoleena ne sid ne mitthu per hath bhi uthaya (umar was shocked)
Umar - kyaa ... Devoleena aur sid ne rashami per hath uthaya per kyu , wo kaise karsakta hai ye sab rahsmai per hath kaise uthaya unhone (angry)
Asim - aur maine bhi unhe galat samjha (umar looked at him in astonishment , here asim told everything to umar from when he leave and what all happened till Rashami went missing from hospital .

************************************
Umar stood from there and went near the glass door of the ot he can't see anything except the doctor's when one of the doctor's gave a side he saw rashami's face , the emotional termoil he was hiding till now was unbearable for him when sid saw him like this he came near him following sid devo, Mahira,paras,Vishal himanshi too came there but asim was also not in a state to console him because his bestest friend is getting operated fighting between life and death and he knew how much stressed she is she doesn't have any wishes to live and she will give up easily because she has become fed up of her life and he to somewhere knew is also one of the reason for her being here .

Umar - ye sab mer...meri wajahse hua hai sab meri wajahse sid mujhe uski iss haalat mein chorke nahi jana chahiye tha usko zabardasti samjhana chaiye tha sach bolna chahiye tha

Paras - umar ...umar isme tumhari koi galati nahi hai tumne koshis ki thi na phir

Umar - nahi paras but mujhe itna bada faisla nahi lena chahiye tha na hi main waha se nikalta na jungle mein ata na wo jungle ke rastey pe ati na us.. uska.. accident hota (his voice choked while saying this )

Sid - to agar ase dekha jay to hum sav bhi uske gunehgar hai na umar , hum sabke sab usne bhi galati ki hai per usko samjhane aur samjhne ke jagah hum sabne usko galat bola aur maara

Devo - inhi hatho se maara tha maine rashami ko ( emotionless ly seeing her hand ) isi hath se maara tha maine usko jisne harr mod pe mera sath diya mujhpe bharosa ki per main na uska bharosa rakh payi na uspe bharosa karpayi

Mahira - hunhone bhi kam dhoke nahi khaye apne zindagi mein isiliye hare kadam phoonk ke rakhna chahti hai rashami

Asim - zindagi bhar dosti nibhane ka sath dene ka wada kiya tha kaha tha harr mod per sath dunga per ekbar ek andhi ne jar hi hila diya dosti ka asa kabhi nhi socha tha

getting love backWhere stories live. Discover now