Lakh Lakh Vadhaiyan

1.8K 96 15
                                    


A week passed. Shaurya had recovered and also the shine and happiness in their life seems to be back. Anokhi was to be discharged and when Devi and Tej came...everyone was quite...when tej spoke "delho jo hona tha woh ho chuka...ab saab nayi shuru vaat karte hai... gahr ke badi bahu ko hum ghar ke jane aaye hai...

Shaan said getting bit angry and disappointed, "Shaurya, kaan khol kar sun lo... tum donon kahin nahin jaaoge...tum dono mere flat mein shift hoge.... meri har cheej par mere saare bachchon ka barabar ka haq hai ....toh maine haq diya hai apne bete bahu ko yahaan rehne ka... aur mein nahin bardasht karunga ki koi bhi meri beti ko takleef pahunchaye... apne bachchon ko badon ki wajah se dukh jhelte dekha hai maine par ab aur nahin.." he stood in front of her saying strictly, ... aisa na ho ki mein bhool jaaun ki hamara rishta kya hai..."

"Papa mein aur Anokhi Flat mein shift hojaye abhi..."

Before Shaurya moved Tej firmly hold his hand firmly, "kahin nahin jaaoge tum aur Anokhi... aur yeh mera aakhiri faisla hai... yeh ghar mera hai aur mere bete bahu ko iss ghar se koi nahin jaygaye..."

Shaan shouted back on her losing all his tempers, "bas... aap kabhi nahin samjhengi rishto . jitna maan samman mera Shaurya app dono ko deta hai na utna toh Astha aur mujhe bhi nahi bhi nahin karta, par yeh sab samajhne aur mehsoos karne ke liye ek saaf dil chahiye hota hai jo aapke paas toh bilkul nahin hai... kLooking at he said caressing Anokhi's head, "aaj aapki wajah se mere bachchon ko takleef huyi hai jise mein aakhiri baar maaf kar raha hun... ab aap yahaan se jaaiye isase pehle ki mein bhool jaaun hamara rishta kya hai..

Anokhi said, "par Papa, aapne unhein yun ghar se jaane ke liye na kaha unhein kitna bura laga hoga... voh ghar ki badi hai..."

Shaan said giving him assurance, "jab tak mein zinda hun, mere bachchon ko darrne ki koi jarurat nahin... ab koi tumhein dukh takleef nahin de sakta, yeh mera vaada hai... aur dhyaan rahe aaj ke baad kabhi mujhse dur jaane ki baat sochna bhi mat... itni mushkil se ek pyaar bhara pariwaar mila hai, mein ab kisi ko nahin kho sakta..." he pulled Shakhi in his embrace blessing them both...

Anokhi still feeling bad for Devi and Tej , tried to convince him, "Papa, mujhe maloom hai aap Badi maa se naraaz ho par aise unhein iss umra mein akele chhod dena bhi theek nahin hai... mein jaanti hun unhone iss pariwar mein sabko dukh diya hai par isase hamari jimmedari toh khatam nahin ho jaati... hum apna farz kaise bhool sakte hai..."

Shaan caressing her head lovingly, "tumhari yahi baatein toh tumhein sabse alag aur khaas banati hai... jis insaan ne tumhein itna dukh diya, tumne itna dukh saha tum usake baare mein bhi itna sochti ho... aaj bhi unki jara si galti se tumhein kitni chot lag sakti thi... par tumhein unki hi chinta hai..." she looked at him with pleading eyes, "mein chati hoon ke humara bacha ke bhare pure parivaar mein baad ho...usse sabka pyaar mile...mein chati hoon ke yeh bacha apne Papa ke ghar mein baad ho......" after everyone's finished talked they came up with Anokhi and Shaurya along with Astha and Shaan will be moving back to the mansion

Anokhi got comfortable in Sahurya's room when Astha came with a bowl of khichdi

"Maa nahi khichdi nahi...mujhe chat khani hai...Anokhi said

exclaimed Astha caressing her cheeks. Abhi yeh Khao baad mein chaat khana Anokhi smiled and ate 

"Maa wo mujhe Kuch baat Karni thi aapse" said Anokhi nervously.

"Haan bolo na beta" asked Astha softly.

"Maa mujhe Lagta hai mujhe apne gharwalon ko maaf kar dena Chahiye kamse Kam mummyji aur papaji ko toh zaroor. Parso Aaye the maafi maang rahe the, mujhe bilkul Acha Nahi laga maa. Koi bada Apne bacchon ke aage haath jode, ye kisse Dekha jaa Sakta hai. Us waqt toh main gusse mein bhi thi ya shayad Mera ego Jo us waqt unhe maaf Nahi Kar saka par main khud unse Itne time tak door aur naraz Nahi reh sakti. Meri wajah se Babli Di bhi itna Kuch suffer Kar rahi Hain. Wo bhi un sab se door ho gayi Hain."

Tum Dena Saath MeraWhere stories live. Discover now