Chapter 2

572 24 0
                                    

In evening, Baalveer was introduced to the fairies who lived in Veer Lok itself because of Rani pari's order. Remember these fairies were the nanhi paris who grew up in Veer Lok and they are younger than baalveer . The main faires were :-
(i) Jwala Pari
(ii) Pani Pari
(iii) Dhwani Pari
(iv) Vayu Pari
(v) Masti Pari
(vi) Netra Pari
(vii) Saral Pari
"Khush raho pariyo" said Baalveer greeting them "Khush raho baalveer, aakhir humara naya dushman kaun hai ?"

In the unknown lok,
"Baalveer yeh toh bas shuruat hai, taiyaar ho jao jald tum apna sab kuch gawaoge" evil laugh

Side by side, "Woh jo koi bhi hai mujhse bach nahi paayega aur uska khatam hokar rahega theek jaise har burai ka huya hai aajtak kyunki burai mere jeete ji kabhi nahi jeet paayegi bhale hi koi bhi chaal challe." Said Baalveer with determination in eyes.
"Lekin baalveer sabse pehle tumko apne uttradhikari dhundhna hoga." Said shaurya calmly
Baalpari: Uttradhikari matlab ? Shaurya aakhir kya baat hai
"Baalveer ki shaktiyan kam ho rahi hai baalpari, har beet te pal ke saath baalveer kamzor ho raha hai aur agar aisa hi chalta raha toh baalveer ki jaan bhi ja sakti hai" said shaurya.
Baalpari fell down on her knees and pleaded shaurya "Nahi shaurya mera beta nahi mar sakta, yeh duniya apne baalveer ko nahi kho sakti"
"Kaun hoga naya baalveer" whispered baalveer
"Jaise baalpari tumne kabhi iss baalveer ki ki thi ab uske uttradhikari ki karni padegi"
In Mumbai, Earth
"Ganpati Bappa Maurya" cheered everyone. Yes, it is Ganesh Chaturthi and in front of ganesh idol on red carpet a boy walks to bappa with full of swag 🤘🏻. He has his sunglass on the back of his neck hanged.
"Sun be lallu party bappa ke samne dance karne ke liye bhatkna bhi mat, aaj toh competition mein sirf chintu Mishra hi perform karega" said Chintu while threatening vivaan's paltan
"vivaaaaaaaaaaan" shouted gopu and ran with rinku to vivaan
"woh jo issi ki tarah apna rasta khud banayega" continues shaurya side by side
"vivaan tune kaha tha ki tu dance karega" said gopu desparately "ha lekin dance karne chintu waha aa raha hai" added rinku
"woh jo girre huye ko sahara dega" – shaurya
"ek baar jo vivan ne commitment kardi toh fir woh kisi ki nahi sunta, dance toh aaj sirf mai hi karunga" said that boy urf vivaan with full style and confidence.
"woh jo dusre ki musibat apne sar lelega" – shaurya
In bharatnagar, back side of stage chintu is preparing for his performance when suddenly a bucket full of mud fell on him making him full wet with mud (kichar).
"woh jo kamzor aur zarurat mando ki aawaz banega"- shaurya
"ab dekhta hun ki yeh dance kaise karega" said vivaan while chukling with gopu and rinku
"use accha koi aur nahi hoga, jo iss burai ke ladai mein tumhara sath de sake, woh aayega to hi tumhari bhi jaan bach paayegi, ab iss baalveer ki kismet uss baalveer ke haathon mein hai aur uss baalveer ko dhudhna iss baalveer ke"
Baalveer became tensed after listening this.

To be continued.........

Baalveer Returns : The saviour of the universeWhere stories live. Discover now