Chapter 12

191 17 4
                                    

In Veer Lok, 
Baalveer's room

"Mujhe nahi pata mummy papa ka pyar kya hota hai mai anaat hun na" 
"nhi aaj se tu mera beta hai. kabhi mat boliyo ki tu anaat hai" 
.
.
"ballu beta jaldi aakar nashta karle aaj pehla din hai na school ka"
"ha ma aaya"
.
.
"chala aaja mai tujhe scooter dance sikhata hun"
"theek hai dadaji"
.
.
"e ballu tujhe apna naam badalke kuch aur karlena chahiye"
"kya? tu suggest kar "
"Dev, kyun mummy?"
"ek dum mere bete pe jajta hai"
"toh aaj se mere bete ka naam ballu nahi DEV MAHESH JOSHI hai"
"aur ballu mera matlab hai dev tu mujhse bada hai toh tu iss ghar ka bada beta"
"ee mai badi hun"
"are lekin tumhara bigday toh same din aata hai na"
"are dadi birthday"
"ha  same to same"
all laughed whole heartedly
.
.
.
"Agar mai kahu un sabke piche timnasa hi thi?"
.
.
While these thoughts hovered Dev's mind, someone keeps hand on his shoulder. 
"kaash ma hoti yaha share kar paata unse" dev sighed.
"Dev tujhe yeh uttradhikari wali baat pata hai na?" asked Meher
"hmmmm, pata nahi ab kya hoga" he said staring at the ground. 

In Shukra Graha,

Shukracharya: Murkh hum aadesh dete hai uss shivaay ko kahi se bhi ho dhundh kar mere paas lao. Usne asuri karawas se nikalne ka dussahas ki hai iski saza usko milni hi chahiye. 

Achal: Jo hukum Gurudev. 

He leaves with few other aliens. 

In Earth,
In Sidhwani House,

Bantu: lekin shivaay tu bhaag kar aaya hai iska matlab woh shukr tujhe dhundhne ki koshish karega
Zara: ha aur tumhe nuksaan pahochane ke bhi
Veer: lekin ab mai satark rahunga. wapas mai apne bhai ko khone nahi dunga. aane do uss shukra ko.
Ranjeet: Bilkul saath ladenge apne ghar ke ladke ke liye.
Shivaay: jaanta hun lekin iss baar shukr akela nahi hai uske saath timnasa bhi mili hui hai
Sweeti-Meeti: Kya masa ? Aisa bhi koi naam hota hai ?
Shivaay chuckled at their question. 
Shivaay: Yeh hai timnasa (while showing a 3-D projection of her). Jaise shukr Shukr Lok ka raja hai waise Timnasa Kaal Lok ki rani. Iske dil aur dimaag mein sirf kaali jadu hi milega. Iska ek hi motive hai acchai ka the end karna aur isiliye baalveer iska sabse bada dushman hai. 
Veer: ek min baalveer ? are ha bachpan mein suna tha ki ek superhero baalveer hai jo sabki raksha karta hai. Lekin ab toh uski existence ke baare mein koi news nahi milti
Shivaay: Ha kyunki agar woh dharti pe aata hai toh woh humari tarah aam insaan ke tarah rehta hai apni identity reveal nahi karta. 
Zara: aisa kyun?
Shivaay: Jab milenge tab puchlena. 
>>>TBC


What do you think ? Will together Baalveer and Veer be able to defeat Shukracharya and Timnasa ?
Guys, please do comment and let me know how is the story and what all changes you want? Please let me know so that I can work upon that. I need to know whether u like the story or not warna kya fayda likhne ka agar aapko pasand na aaye?


Baalveer Returns : The saviour of the universeWhere stories live. Discover now