CHAPTER 3

409 24 1
                                    


"Shaurya aakhir kaun hai woh jo humara naya dushman hai?" asked masti pari
"Maine uss shakti ki jaanch ki aur pata chala ki woh raaj karti hai kaal lok pe, waha ki bhayrani timnasa" shaurya speaks and simultaneously shows the 3D illusion of kaal lok.
"Shaurya lekin aaj tak mai jitni bhi buri shakti ka samna kiya hai un sabhi ka ek na ek shakti strot raha hai toh timnasa ka bhi hoga" guessed baalveer
"Hoga zaroor baalveer mai uska pata lagata hun lekin tab tak tumhara veerlok mein rehna hi accha hoga aur baalpari aur dooba dooba aap dono milke pari tara ko jagrit karne ki koshish kijiye jisse hum baalveer ke uttradhikari ka pata laga sake. Khush raho" Commanded shaurya.
All except shaurya: thik hai shaurya khush raho
All fairies, baalpari and dooba-dooba and shaurya went to their respective work but baalveer went to library.
Baalveer was searching a book in library and finally he found it after a lot of search. "mil gaya, yeh rahi woh satya kitab (truth book) jo mujhe kaal lok ke baare mein bata sakta hai, "kaal lok" yeh naam maine aaj tak nahi suna ab toh iske baare mein pata lagana bhi zaruri ban gya hai." Said baalveer while investigating the book.
Baalveer went to his room in veer lok. He changed into casual outfit, lied on the bed and opened the book to read it. He started reading it.
Baalveer – " Shwet Lok jaha ke Raja Aditya Pratap bahot hi pratapi aur nek (kind) dil the woh aaj kaal lok hai. Shwet Lok satya aur shanti ka nishani tha, woh lok itna khusurat tha ki ek bindi (dot) burai bhi waha nahi tik sakti thi. Shwet Lok ke raja ne vibhin (various) loko (planets) se santo aur rishiyo ko waha tap karneki anumati di thi. Unhi santo mein se ek Sarvkaal the. Sarvkaal sarvshaktishaali ewan sharvgyata the aur toh aur unhe kaala jaadu bhi aata tha lekin wah uska prayog sirf acche kaamo ke liye karte the. Shwet Lok ke Raaj Parivar (royal family) mein:
Maharaja Aditya Pratap
unki dharm patni Maharani Devki Pratap
Maharaj ki ek behen thi Karuna Pratap
Karuna Pratap ke pati Jaikaaz, ek bhot bare rasanyan shastri the
Maharaj aur maharani ke do santaan the aur Karuna Jaikaaz ke ek santaan. Maharaj ke dusre urf putra santaan hone ke theek do din baad Rajkumar ke naamkaran samaroh mein shwet lok mein akraman huya. Ek ladki jo ki Sarvkaal ki shishya thi aur kaal jadu unhi se sikha tha lekin woh apne barso purane badle ke liye pure shwet lok ko apna gulam banaya aur usko burai ka lok "Kaal Lok" bana diya. Har ek shwet lok ke niwasi ki yaadash banake usne unko apna aur burai ka gulam bana diya. Lekin burai ke wash mein aane se pehle ek shwet lok ke sadhu ne uss ladki ko shrap diya ki jis Rajkumar ke naam karan ka samaroh usne barbaad kiya hai wohi Rajkumar uska maut Banega. Yeh sunkar woh ladki dar gayi aur usne raj Parivar mein sabko apna bandi banane ka soch liya lekin Raja Aditya Pratap ne Karuna, Karuna ki putri (beti) aur Rajkumar ko surakshit dharti pe bhej diya tha aur khud timnasa ke bandi ho gaye. Timnasa ne ek do din ke bacche ko Rajkumar samjhke maar diya tha lekin use wah gyat nahi tha ki wah Rajkumar nahi ek sadharan shwet lok niwasi ka putra tha. Ha woh ladki Timnasa hi thi. Usne maharaja, maharani, Rajkumari aur jaikaz sab ko apna gulam banaliya lekin yeh ek raaz hi hai ki woh abhi kaha hai aur kis haalat mein hai. Karuna aur uski beti Khushi dharti pe surakshit hai aur ek aam insaan ki tarah sadharan Jeevan (life) bita rahe hai. Rajkumar ko apni asliyat ke baare mein malum nahi aur jisse ki woh surakshit rahe Karuna ne usko apna beta maankar usko buraiyo se koso door rakha hai."
[Dev was hell shocked after reading this book, then he decided to go to kaal lok once but hiding his identity. So he snapped his fingers and turned into whole black dress. Black jeans with black t-shirt and black jacket along with a black mask, in short Dev urf baalveer ne apna roop just like nakabposh wale avatar mein change karliya.

Please comment down ki kaisa lag raha hai story... aur aaj double update hai. 

Baalveer Returns : The saviour of the universeWhere stories live. Discover now