Garv

2.2K 119 29
                                    

Anubhav was standing infront of a desk, reading some sort of dairy. Some drops of tears fell on the pages of the same as he continued reading. He closed the dairy with shaking hands; he couldn't read it anymore. He removed his glasses and wiped his moist eyes. He had some flashbacks. He put the dairy back and remained at the same place for some more time.

Suddenly, there was a tap on his shoulder. He turned to find a girl in mid twenties staring at him with a smile on her face. She hugged him tightly. He hugged back.

"Happy Birthday Baba!", She squealed happily.

"Aap kab ayi?", He asked kissing her temple.

"Baas abhi...", She broke the hug and saw her father's eyes. "Aap ro rahe the kya baba?", She asked wiping the tears on his cheeks.

"Nahi toh..."

"Aap hi kehte hai na ki insaan aapni parchai se kabhi jhoot nahi bol sakta. Aur Ammi kehti hai ki hum aapki parchai hai. Toh aap humse jhoot nahi bol sakte Baba. Aapki ankhen aur avaaj spasth roop se keh rahi hai ki aap ro rahe the. Aab hum bhi ek negotiation specialist hai toh hamare upar aapni negotiation skills chalane se phele soch lijiye, aur sach batana.", She warned.

He chuckled but then turned serious.

"Bacha, aapko aaisa nahi karna chahiye", He said worriedly, placing his hand over her cheek. "Humne apki dainandini padhi, hume sab satya gyaat hai", he said faking sternness resulting in her eyes go wide.

"Baba aapko voh dairy nahi padni chahiye thi.", She said moving away.

"Kintu aapko yeh sab karne ki koi avashyakta nahi hai meri bacchi. Samajhne ki koshish kijiye. Yadi aapki yeh yojna asafal rahi toh aapke upar sadaiv ke liye ek deshdrohi ka daag lag jayega aur hum nahi chahte ki hamari bacchi kisi bhi musibat mein phase", he said making her understand holding her hand.

She didn't speak anything. There was pin drop silence in the room. New set of tears formed in his eyes.

"Hum nahi chahte ki aap bhi ussi dard se gujre his dard se kabhi hum gajre the. Desh ki seva karne ke baad bhi ek deshdrohi ka kalank lagna bohot asahniye pidha deti hai bacha..", he said cupping her face.

"Baba aapko hamare upar vishwas hai", She said instantly making his mind go blank.

"Baba, aapne jo Saha voh sehna bohot mushkil hai, par iss dar se hum piche nahi hatenge. Aapne desh ke liye hume kuch bhi manjoor hai Baba.", She said firmly. "Aapka hi khoon hun Baba. Jaise aapne kabhi aapne desh ke maan ko niche girne nahi diya vaise hum bhi aapni ankhri saas tak desh ki seva karenge. Aur vaise bhi uss dairy mein pura sach nahi hai. Aapne hi toh sikhaya hai aapni puri yojna kabhi khud se bhi nahi kehni chahiye.", she said smiling.

"Kehte the na hum Anubhav, aapki beti hi hai, kehte the na ki insaan aapne hi parchai se kabhi picha nahi chuda sakta", Hassena said entering the room.

"Sahi kaha aapne Hassena, aur aapne humse pucha na ki aapke upar bharosa karte hai ya nahi, toh iska Uttar ha hai. Humne kabhi bhi aapki pratibha ko kaam nahi anka hai. Hume bohot Garv hai aapke upar. Parantu hamare andar jo pita hai usse kaise samjhaye hum?", Anubhav said taking her into a hug. "Phir bhi hum aapse bohot prem karte hai", he continued.

"I love you too Baba."

"Ha ha aap apas mein hi I love you bolte rahiye, hume yaha akela khada rakha hai aap dono ne", Hassena frowned.

Both the Father-Daughter duo chuckled. Anubhav pulled Hassena into the hug.

Father and daughter relationship is considered very friendly and connected. Though I have read many FF related to it but it is something different. Uski beti uski parchai hai, Anubhav ke nakshe kadam par chal rahi hai. Desh ke seva kar rahi hai, desh ki seva ke liye khud ko Deshdrohi tak batane ko taiyar hai. Such things need lots of courage. Isiliye kehte hai ki Uniform ki ijjat karo par jo log bina uniform ke desh ki seva karte hai unhe maat bhulna.

Date:- 25th April 2022

Hey guys, this book contains such type of small OS. Its updates will be irregular because whenever I'll get the idea I wil be updating.

Do vote and comment. Suggestions and healthy criticism is welcomed. Sorry for any kind of mistakes.

Also Rate this chapter out of 10 🌟.


Wo Wakt, Wo Saath... - Collection Of OS' By JanescripterWhere stories live. Discover now