chapter 4

614 35 8
                                    

As sonu and Raj left, ahaan and ishqi sat near the icu . Ahaan's frazzled eyes met ishqi's comforting ones, she softly held his hand trying to impart strength
A hospital staff came and gave them key to room alotted for bystanders
They walked to the room in complete silence
Ahaan on pretense of using the washroom went inside , tears involuntarily made it's way to his eyes.he looked at his reflection in the mirror his shirt had dried patches of kartik's blood
He was so close to loosing his brother. He was not only his brother he was his personal cheerleader, crimepartner and buddy all combined in one. The very thought of his absence from his life created a hollow feeling in his heart .
He repeatedly splashed water all across his face as if trying to erase the nagging thoughts
Ishqi knew her nam teen banda mean too well,he always had a habit of hiding his feelings,keeping hurt to himself and plastering it with a smile but who was he kidding
So she started calling ahaan
Ishqi - avm! Bahar avo, mujhe aapse zaroori kam he
Ahaan - ha ishqi bas aayi, he quickly wiped his tears, washed his face again and opened the door
Ishqi -avm aap teekh ho?
Ahaan - haan ishqi, mujhe kya huva hein, mein teekh hu
Ishqi came near him and hugged him tightly, the days happening's were finally taking a toll on him ,he was tired of putting up a brave facade, so he too hugged her and broke down in her arms.
Ahaan - ishqi, kartik ...teekh...teekh nhi he, usse bahut chot ayi he, woh bahut weak lag raha tha, mein humesha usse shut up ..shutup bolta rehta hu na . Aaj jab woh chup chap leta he, mujhse bardaash nhi ho raha
Ishqi - mein samaj sakti hu, aap pe kya beet rha he, uske masti mazaak ke itne aadat hogyi he humme ki, uske bina kuch acha nhi lagta
Ahaan - pata he ishqi, bachpan mein jab bhi mera ya sonu ka mood kharab hota tha, woh kuch na kuch karke humme hasate the. He always made sure ki hum teekh he
Ishqi - abh kya kare mera buddy he itna special, sabka khayal rakhte he, woh jo bhi karta humesha dil se karta he
Ahaan - ha ishqi, kartik ne finally mujhe bhi aapne dil ki sunna aur samjhna sikha hi diya. Jab bhi woh ishqwala love gaata phirta tha usne mujhse itne daant ...itne daant khaya he ki pucho mat. Par he was right mein D for denial mode mein chala gaya tha. Aur pata he jab tum singapore ja rehi thi tab woh pagal ne kya kiya, woh seedha airport security ko jhoot bolke ke convince kiya ki, koyi smuggler uss flight pe jaane wale he aur iss wajahse tumhari flight delay hogyi thi.
Ishqi (chuckled hearing him )
- woh sach mein humare Godfather he
ahaan smiled faintly
Ishqi - humme ghar pe sabko batana hoga na kartik ke baare mein
Ahaan - ishqi! kya bolunga mein chachi ko,unhe kya mooh dikhayega
Ishqi - humme batana toh padega na, kartik ho ek baar hosh aajaye phir hum sabko batadenge, warna sabh khama ka tension lenge
Ahaan merely nodded
Ishqi - avm, raat bahut hogyi he, hum thodi der sojate he, phir humme subah jaldi bhi utna he
They lied down, ishqi caressed ahaan's hair , she closed her eyes slowly
Ahaan's eyelids felt heavy but his mind played haunting thoughts which were heavier . Ishqi gazed back at him and indicated him to close his eyes
He sighed, sleep indeed was a temporary attempt to escape reality
Meanwhile Raj was trying to console sonu.
Sonu - raj aaj dopeher ko hi hum dono ke baath huyi thi, woh shyaam ko humare saath movie dekhne ka plan banane wala tha. Aur mujhe pata nhi kya hogyi thi, meine usspe apna gussa nikal di
Raj - usne bhi tumhari tang keecha hoga na,
Raj questioned, trying to ease her tension
he was well aware of the dynamics these two shared
Sonu - nahi... Raj, ussne aaj retort nhi ki,mujhse behes bhi nhi kiya seedha phone kat diya, isiliye mujhe aur tension ho rhi he ,kuch toh gadbad he, Woh kissi baat se upset zaroor the, woh teekh.. Teekh ho jayenge na raaj, usse kuch... ho gya toh...
Raj - sonu sambhalo apne aap ko ,usse kuch nhi hoga
Sonu-Kartik hum teeno mein se sabse kam beemar padte the , shaanti se ek jagah bettha hi nhi,humesha uchal khood karte rehte he, aur aaj itna bada accident huva uske saath,
Sonu tried hard to suppress her sobs but failed miserably
Raj came near her and gently wiped her tears, she rested her head on his shoulder, he gave a soft reassuring look and intertwined her hands in his and urged her to continue

Sonu - bhaiyya bhi aaj bahut tensed lag rhe the. Woh batate nhi par mujhe pata he, unke aankh mein dard aur pareshaani saaf nazar aaraha tha
Raj - haa sonu mein bhi shocked hogyi jab bhaiyya ne kartik ke accident ke baare mein bataya, sonu mujhe pata he ki tum uske liye worried ho, aur woh jayaz bhi he, lekin yeh socho ki bhaiyya aur bhabhi sahi time pe kartik ke pass pahunch gaye warna anarth hojata
Sonu - tum sahi keh rhe ho raaj, mein bas itna chahti hu ki cheapad jald se jald teekh hojaye
Raaj - haa sonu, woh jaldi teekh hojayenge hum kal subah hi hospital jaayenge,tumhe abh aaram ki zarurat hai, tum plz so javo
Sonu was exhausted due to all the crying and exertion so she drifted off to sleep

To be continued
___________________________________________ let me know if you are liking the story , if yes them hit the ⭐and show some love

Pagle Tu Mera Bhai HeTahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon