PART 5......EMOTIONAL OUTBURST 😭

604 39 7
                                    

Afer listen I HATE U BARRISTER BABU, Anirudh is fully numb and then bondita hand over her gun in anirudh's hand

Bondita :- Ab yeh chij mere kisi kaam ki nahi hai aur ha chalti hu barrister babu alvida!!!

Bondita starts moving from there in small steps and tears falls from her eyes continously and anirudh falls on his legs and start crying hardly.

Music...

PAAS AAYI.....
DORRIYAAN FIR BHI KAAM NA HUYII....
EK ADHURI SI HAMARI KAHANI RAHII...
AASMAAN KU JAMI YEH JARURI NAHI......
JA MILE.. JA MILE..
ISHQ SACHA VAHI...
JISKO MILTI NAHI..
MANZILE.. MANZILE...

RANG THE NOOR THA...
JAB KARIB TU THA...
EK JANAT SA THA...
YEH JAHAAA..

WAQT KI RET PE..
KUCH MERE NAAM SA..
LIKHKE CHOD GAYA...
TU KAHAAN...

HAMARI ADHURI KAHANI...
HAMARI ADHURI KAHANI... ×2

MUSIC ENDS....

Bondita goes near the bullcart and sits inside and goes from there.

Bondita :- Krishnanagar chaliye bhaiya jaldi.

Bullcart driver :- Ji malkin.

On the otherhand,

All are still numbed and cry silently included villagers also. All are in extreme guilt and shock what they had do these 8 years. Anirudh is crying on the floor and batuk and somnath goes near him and tries to calm him.

Mohit in mind :- Mujhe lagta hai bondita jarur krishnanagar gayi hogi mujhe bhi nikalna chahiye. He left

Anirudh while crying :- Yeh... yeh meri hi wajah se hua hai meri ek galati ne mujhse mera sab kuch chin liya meri bondita..... meri bondita ku bhi...

Somnath :- Dada shant ho jayiye aur hai isme aapki kuyi galati nahi galati tu hamari hai ham sab agar dushmani ki ur kadam na bana kar yeh dekhte ki kisne is dushmani ki mishal ku dushmani ki aag me badal diya tu aaj bondita ku yeh sab na jhelna padta

Batuk :- Ha Dada som dada sahi kahe rahe hai.

Someone from behind puts a hand on anirudh's shoulder to console him. This makes everyone shocked she was none of other our thakuma. Yes she is thakuma. This was first she shows her motherly figure to any one. Batuk and somnath gets up from here and start sees this scenario. Everyone got numb after see thakuma's this side.

Thakuma while softly :- Chinta mat karu anirudh dekhna jald sab thik hu jayega mujhe pura vishwas hai ki bondita ham sabhi ku bahut jalad maaf kardegi.

Anirudh :- Thakuma aap tu uski thakuma haina aa.... aap tu usku samjha sakte haina.

Thakuma :- Lekin is baar ham me se kuyi kuch nahi kar sakta anirudh kyuki uska vishwas uska ham sab ke liye pyaar sab tuta hai. Ju ladki dushmani ku hamare man se nikalkar hamre dil me ek dusre ke liye pyaar bharna chahti thi ussi ke saath ham sabhne aanayaye kiya hai kiya aur ussi ki saza ham sabhi ku mil rahi.

This makes everyone more cry.

Thakuma :- Par tum chinta mat karu anirudh dekhna samay rahte Bondita tumhe jarur maaf kardegi

Anirudh :- Thakuma bondita se pahale aap mujhe maaf kar dijiye ( while joining his hand ) me yeh us wakat samajh hi nahi paya ki kya sahi hai aur Kya galat bas dushmani ku nibhane ke liye itna adha hu gaya ki yeh dekh hi nahi ki aage ja kar bondita jab vapas aayegi tu kaise samna karunga me uske parshanu ka bas bina soche samajhe is dushmani ki shuruvat kardi. Pata nahi me bondita se nazare mila payunga.

Ksj :- Nahi anirudh isme teri kuyi galati nahi hai galati tu hamari hamne hi tujhe itna bharka diya ki tujhe is dushmani ku shurru balki tu to is chitti ke khilaaf bhi tha.

Batuk :- Galati sirf kisi ek ki nahi hai kaka galati ham sabki hai ham agar sahi samay rahte isku sambhal lete tu yeh nubat hi nahi aati aur na hi bondita boudi ku yeh sab na jhelna padta isliye please ek dusre ku dosh Dena band kijiye aur yeh sochiye ki boudi ku kaise manana kyuki unke apno ke karn hi unhe itna kuch sahena pada hai aur ab ham logon ku hi isko sudharna bhi hai.

Thakuma :- Batuk tum bilkul sahi kahe rahe hu aur ab mene bhi ek faisla liya hai ki ab hame milkar is dushmani ku khatam kar Dena chahiye jis tarha is dushmani ku shuru kiya tha usi tarha ab isse khatam kar dena chahiye aur isliye kal hame dono gao ki panchayat lagaani chahiye jaha yeh faisla hu sake ki dushmani mitane ki baad ham sabhi ku ek dusre ke liye Kya Kya karna hai.

Kaka :- Aap bilkul thik kahe rahi hai shayad issi se ham sabhi ke bure karmo ka prayshtit hu.

Thakuma :- Acha ab ham chalte hai kal panchayat me milenge bondita ke saath.

All start moving from there.

On the otherhand,

Bondita reached home and goes to her room and started packing her stuff in her luggage. On the same time mohit enters her home because he knew's her house address. He sees bondita leaving.

Mohit :- Bondita yeh kya kar rahi hai tu ghar chodkar ja rahi hai kyu

Bondita :- Mohit tum ache se jante hu ki me Kyu jaa rahi hu.

Mohit :- Ha me janta hu ki tu kyu ja rahi hai lekin bondita dimaag se soch ki tune hi tu is dushmani ku khatam kiya hai aur tu hi chali jayegi to kaise chalega tu hi bata.

Meanwhile das family arrived home and goes to bondita's room and start heard there conversation.

Bondita :- Woh mujhe nahi pata aur waise bhi mera ju kaam tha woh pura hu gaya hai mene dugga ma se Wada kiya tha ki me is dushmani ku khatam karungi aur woh mene kiya lekin ab me yaha aur nahi rahe payungi isliye mene london ki ticket bhi nikalvali hai aur aaj ki hi hai me jaa rahi.

All gets shocked after listen bondita left india forever they all was about to go in her room but mohit intrupped.

Mohit :- Apni Maa ke liye bhi nahi ruk sakti tu.

Bondita stopped and tears falls from her eyes and everhone start listen the conversation while crying.

Mohit continued :- Tu us ma ke liye nahi ruk sakti jis ma ne tujhe no mahine apni kukh me palkar tujhe janam diya us ma ke liye nahi ruk sakti jisne tujhe sabse bachane ke liye uske liye ruk sakti jisne aath saal tera intezaar kiya uske liye nahi jisne apne samane tujhe sanyasini bante huye dekha aur til til kar tera intezaar kiya. Us ma ke liye mat ja.

Bondita :- Ha mohit shayad tum sahi kahe rahe hu in sabme ma ki kuyi galati nahi thik hai nahi jayungi london lekin me apne faisle khud lungi kuyi kuch nahi kahe sakta hai mujhe kya karna chahiye aur Kya nahi

Someone from behind :- Thik hai bondita tujhe kuyi kuch nahi kahega.

She is thakuma.

Sumati while hugging bondita :- Bondita meri bachi kaisi hai tu thik tu haina.

She kisses her forehead and cheeks.

Sumati continues while looking mohit :- Beta tumhara bahut bahut shukariya agar tum na hote tu aaj meri bondita mere pass na hoti.

Mohit :- Aunty iski kuyi jarurat nahi hai bondita meri bachpan ki dost hai uske liye yeh tu kuch bhi nahi.

All gives him a bright smile.

Thakuma :- Bondita kal panchayat hai aur usme ham log dushmani ku khatam karne ka faisla lene wale hai to usme tujhe bhi...

Bondita :- Aayungi thakuma jarur aayungi kyuki kal mujhe bhi ek faisla lena hai

All gets confused.

To be continued....

Precap :- Faisla!!!

DID U LIKE THIS PART ?

HOW MUCH RATE U GIVE TO MY THIS STORY AND STORYLINE ?

WHAT DOES BONDITA DECIDE IN PANCHAYAT ?

DO COMMENT

STAY TUNED.
BYE

TWO BROKEN HEARTS ( EMONTIONAL TALE OF ANIDITA)♡◇Where stories live. Discover now