aakhir... 💥💥

128 36 32
                                    

NEXT MORNING :


(All are sitting in hall.... Soon mann and abhimanyun also came there)


Ms : (smile) aa gye tum dono.... Chalo aao aur baitho...

Anjali : (see them) aap log baithiye... Tb tk hum naashta lagaa dete hain... (Both nodded and ladies left)

Vir : (see mann) ab kaisa lag rha hai....

Mann : (smile) behatar hoon... (See abhimayun) dad jo aa gye hain... Aur mein jb bhi dad ke saath rehta hoon... Fit hi hota hoon... (See all) waise aap sabne packing to krli hai naa.... Hum sbko nikalna hai 2 bje tk... Delhi ke liye...

Yogi : (confuse) delhi kyun.... Tu delhi mein rehta hai ke....

Mann : (nodded in no) jii nahi.... Wo delhi isiliye... Kyunki wahaan se flight hai humaari....

Ms : (see abhimanyun) lekin hume jana kahaan hai....

Yogi : (nodded) haan ye to bataa do.... Taaki hum baaki sabko bataakr to jaaein ki kahaan jaa rhe hain....

Abhimanyun : (smile) iski zaroorat nahi padegi....(all looked him in confused way) mera matlb hai... Ki aapka baaki ka pariwar bhi wahaan pr aa jaaega ...

Vir : (confuse) baaki ka pariwar kaise.... Mtlb humne to abhi tk unhein kuch naa bataya...

Mann : (sigh) pr hume sabke baare mein pta hai.... Muktaar se kehkr aapki family ko bhi wahien bula liya hai mukhiji....

Vir : (see him) lekin kahaan...


Mann : (proudly) humaare ghar....jahaan humara pariwar hai... .aur hum bhi thodi der mein wahaan jaane waale hain... (meanwhule anjali call them for breakfast... .so they move on the table... they sit o. Their chairs at last gauri left and they chair beside abhimanyun left... )

Gauri : (nodded in no) rehne dijiye... .hum baad mein naashta kr lenge...

Abhimanyun : (see her) aap baith jaaiye... .mein baad mein khaa lunga... (he is about to get up... but gauri stop him)

Gauri : (see him) nahi... .ek kaam krte hqin hum apne kamre mein naashta le jaate hain wahien kr lenge...

Abhimanyun : (getup and take his plate) mein room mein jaa rha hoon... wahien naashta kr lunga... (see gauri) aap araam se khaiye... aapka hi ghar hai... .mehman... .(came close to her) aur ajnabi to mein hoon... chalta hoon... (he left from there... )

Mann : (calmly) aap baith jaaiye...... dad bas thoda gusse mein hain... aur wo gussa aase nahi... khud se hain..... aap naashta kijiye... unhein mein khila dunga... (he take his plate and left... .)

(After sometime all cameout from their room... with bags in their hands... .they gathered in hall... abhimanyun and mann also came there with their bags)

Mann : (happy) to hum sab chalein... .(see abhimanyun) dad mein sach mein bahut excited hoon... .itne time ke baad mein sabse milunga...

Abhimanyun : (nodded) hana chalte hain... .. (to vir) mukhiji aapki family bhi delhi pahunch gyi hai... .muktar sabko wahaan lekr pahunch gya hai... aur wo humaare hotel mein hi hain... .

Vir : (tensed) theek hain... .ebb chaliye sab chalte hain... (to yogi) yogi tu ek kaam kr ek gaadi mein anjali... mama sarkar aur gauri ke saath aa... .mein ek gaadi mein juhi , manas aur (see vir and mann) in dono ko lekr pahunchta hoon... .chl ajaa...

Abhimanyun : (stop them) ek min... .ek min... .aap aise kyun keh rhe hain... .gaadi bahar hain... .aur drivers bhi hain... .

Vir : (confused) lekin kl tk to aapki kewal ek hi gaadi thi yahaan... .


Abhimanyun : (smile) lekin aaj bahut si hain... sabhi araam se pahunch jaaenge... aaiye...

Vir : (to gopi and other servants) samaan bahar pahunchaa do...

(servants nodded and they move outside... .as they came they became shocked as they see 10 - 12 cars and bodyguards there) ye sab...

Abhimanyun : (normal) abki security ke liye....(to yogi, anjali, vaani and mamaji )aap chaaron (2 car) us car mein baithiye...(they nodded and move in that car....then abhimanyun to juhi manas) aap dono...miss gauri aur vansh ke saath (4 car) us car mein aaiye....(gauri look him...but he ignored...then they left towards the car...) mukhiji aaiye...hum (6 car) is gaadi mein jaenge...
.


Mann : (happy) kyunki ye meri favorite car hai....(vir and abhimanyun also smile then move towards the car)

(Journey is good all are happy... but in juhi manas car both are silent and in low voice talking to eachother... .)

Manas : (tensed) didi... ab kya hone wala hai... agar wo dono aamne saamne hue tb hum kya karenge... aur kya jawaab denge gharwaalon ko... .

Juhi : (same tone) yahi to mein soch rhi hoon manas... .jb gharwaale poochenge... ki humne kyun nahi bataya unhein... unke baare mein... aur sabse badi baat... baba ko kaise face krenge ...

Manas : (sigh) lekin didi hum bhi to majboor the... kasam se bandhe hue the hum...

Juhi : (see him) ye hum jaante hain manas... .family nahi jaanti... .(pray) ab to bas bhagwan hi aage kuch kr skte hain... .

(In other car... yogi... anjali and mamaji there... .they are also happy... but yogi sits lostly... he is thinking about something)

Mamaji : (see yogi) yogi... (he saw him) ke soch rha hai... kahaan khoya hua hai beta...

Yogi : (nodded in no) kuch nahi mamaji... .bas ye soch rha hoon .. ki jb mann ke paas itna kuch hai .. to usne humse chupaya kyun ... wo bata bhi to skta tha...

Vaani : (make face) koi chor hi hoga dil mein... tbhi to is tarah ... har baat ko raaz ki tarah rakhta hai...

Anjali : (see her) nahi... mujhe lagta hai .. ki use dikhawa krke nahi .. balki sbke saath ek hi tareeke se rehna pasand hai... .isiliye usne aisa kia... (glare vaani) warna har kisi ke dil mein chor ho ye zaroori nahi hai... .

Tujhse Naraz Nahi Zindagi...💞💞 (Two Broken Soul)..💔Where stories live. Discover now