Chapter 24....❣️❣️❣️

167 39 31
                                    

Here is the new chapter enjoy everyone

(both are looking eachother then the family members as vir saw mamaji and pd both nodded in yes while others are looking purvi with questioning glances meanwhile they heared a voice)

Voice : (cheerfull) agar tum meri wajah se inkaar kar rhi ho purvi to mujhe koi dikkat nahi hai ye tunhaari marzi hogi ki tu apni life kiske saath guzaarana chahti ho (all look towards the direction and find vidhit and alice there they came inside)

Abhi : (see him) vidhit tum yahaan

Vidhit : (smile) kyaa karoon uncle anaa padaa ab meri dost ki life ka itna badaa decision liye jaa rha hai to mera aanaa to banta hai (see purvi) purvi tun jiske saath bhi zindagi bitana chahti ho use chuno

Arjun : (confuse) tumhein koi problem nahi hai vidhit mtlb tum bhi to

Vidhit : (see him) yahi naa uncle ki mein to purvi ko pasand karta hoon tb bhi (he nodded) wo isiliye uncle kyunki mujhe samajh aa gya hai .. ki ye zaroori nahi ki jise hum pasand karein wo bhi hume hi pasand kare .. (see purvi) aur mujhe wo mil gyi hai jo mujhe pasand krti hai (see alice) alice

Tara : (see him) tumhein alice pasand hai

Vidhit : (smile) abhi kuch keh nahi skta aunty bas ye bata sakta hoon .. ki ek mauka dena chahta hoon alice ko kisi ke kehne pr kya ptaa zindagi ne kuch aur chun rakkha ho mere liye

Purvi : (nodded) theek kahaa tumne vidhit (see family) aur isiliye hum bhi zindagi ke faisle pr bharosa krke ek faisla lete hain .. (see vir) hume ye rishta manzoor hai

Abhi : (happy) sach bacche (purvi nodded and left in the room then he turn to vir) aur aapko

Vir : (smile) manne bhi rishta manzoor hai lekin aap log mere baare mein zyada kuch nahi jaante ek baar baat krna theek hai

Arjun : ( nodded in no) uski koi zaroorat nahi hai . abhimanyun ne aapke baare mein sab kuch dekh lia hai .aur aapke mamaji aur maa se hum pehle hi baat kr chuke hain

Tara : (smile) ab agar aapko theek lage to hum jld se jld sagaai aur uske baad shaadi ka muhurat nikalwaa lein

Vir : (nodded then see them) aur mann kya usse manzoor hai

Mann : (entered inside) jiske liye meri maa raazi uske liye meri manzoori lene ki zaroorat nahi hoti mukkhiji (came near him) mujhe ye rishta manzoor hai mukkhiji .(narrow his eyes) pr kya aapke bacchon ko

Juhi : (came inside) hum bhi iss rishte ke liye bahut khush hain .

Manas : (happy) aakhir jb hume humaari maa mil rahi hain to bhala kya dikkat hogi

Mann : (smile and signal vir to came on his level) zaraa aaiye (vir bent) aap poore dil se mere papa banna chahte ho (vir smiles and nodded) soch lijiye mein bahut khatarnaak hoon .agar meri maa ko zaraa bhi takleef hui to

Vir : (smile) jaan se zyada khyaal rakhunga teri maa kaa aur khud se zyada pyaar karunga tujhe (forward his hand) bol manzoor hai yo rishta dil se

Mann : (hold his hand) poore dil se manzoor hai shiddat se nibhaunga ye rishta (both smiles and hugs vir hugs him and close his eyes to feel his son then juhi manas also joins them then they separate and mann came in mid) ab main baat aap sab please aaj raat available rahiyega zaroori kaa hai

Abhi : (confuse) kyaa kaam beta

Mann : (smile) surprise hai naanu (all nodded( chaliye dinner krte hain .. phir thodi der araam aur raat ko yahaan (all nodded and move to take dinner) maa kahaan hain .

Abhimanyun : (normal) doo apne room mein hain .. wo bahar khana khaa kr aayein thien .. isiliye nahien aayien (all nodded then vir took his plate and about to move) aap kahaa. Jaa rhe hain mukhiji

Tujhse Naraz Nahi Zindagi...💞💞 (Two Broken Soul)..💔Where stories live. Discover now