chapter 12... ✨😌❣️

125 31 32
                                    

Here is the new chapter... . enjoy everyone...


Next morning :

(Vir is sleeping in his room.....but his sleep disturbed by the melodious voice of his lady.....yes purvi is singing aarti....he wake up with a sweet smile on his face....he get up from his bed and came outside....see purvi is doing aarti with others so he hurriedly move in the room and ran towards bathroom.....aftersometime he came downstairs and find purvi distribute prashaad to all as he forward his hand for prashaad....purvi see him but give prasaad....)

Vir : (see everywhere) waise mann (purvi glares) mera matlb hai baaki sab bacche kahaan hain....koi dikhaai nahi de rha....(meanwhile vansh ran inside the house.....and stop near vir) ke hua...

Vansh : (breathing heavily) tauji....taauji wo...

Vir : (tensed) ke hua....

Abhi : (see him) kya hua beta....beta aisa kya dekh lia jo itna haanf rahe ho...

Vansh : (see vir) tauji bahar chlkar dekhiye....mann bhaiya aur baaki sab kya kar rhe hain....(all look eachother and left outside...)

Vir : (came out) kahaan hain....(vansh indicates towards the direction....everyone look towards that side and singh family got another shock....but purvi and others are smilling) yo sab...

Yogi : (shocked) ab ye kya hai....ye bacha hai yaa...

Shaurya : (keep his hand on vir's shoulder) hain to ye bacche hi.....lekin thode se alag....

Anjali : (widen eyes) par is umar mein latthabaazi....(yes....mann and other boys are playing with the sticks all are doing it like it is normal for them....) rokiye inhein chot bhi lag sakti hai...

Garv : (nodded in no) nahi inhein kuch nahi hoga....aap chinta mat kijiye....wo hai naa inka guru...(indicates towards abhimayun who is guiding them) bachpan se wo hi inhein train kr rha hai.... ( they look towards abhimayun)

Abhimanyun : (loud) aman....dhyaan kahaan hai tumhara....(hold his hand) agar isi tarah se karoge....to 2 min. nahi lagenge kisi ko tumhein maarne mein...theek se karo....(aman nodded and start doing his work)

Abhi : (smile) laathi chalaane mein sabse acche hain...karan aur mann...aur ye dono humesha ek doosre se competition krte hain...(meanwhile they see both are fighting with eachother but karan hit mann with his elbow and he falls...vir about to ran towards him but)

Purvi : (serious) abhimanyun yaa inme se kisi ko bhi pasand nahi hai...ki koi bhi unki training ke beech mein aaye....(so vir stop at his place)

Abhimayun : (see mann) mein humesha madad ke liye tumhaare saath nahi rahunga mann....maanta hoon tum accha kar rhe ho...lekin is waqt best karan hai...usse muqaabala karke dikhaao....(mann see abhimanyun and nodded...then get up and take his stick actively...all see this and impressed) good...

Karan : (smile) waah chote....

Mann : (cunning) to shuru karein bhai....(both nodded eachother and start fighting...for sometime they fight like a play...but at a time mann move and keep stick on karan's back...all see this and smile....karan also smile) maante hain naa bhai...(karan nodded...)

Abhimanyun : (serious) chalo aaj ke liye bas itna hi....(all stop and gathered near him..) ab tum sbko running ke liye jana hai....(all nodded....) run...(all ran from there...he saw them and came towards all)


Mamaji : (see them running) yo sab ke hai...itne itne se bacche aur itna mehnat....bhai thoda to reham krle in pr....

Abhimanyun : (smile) sone ko aakaar dene ke liye...tapaanaa zaroori hai...aur ye sab karna inki zidd thi...ab jab ye is aag mein kood chuke hai...to inhein kharaa sona banana meri zidd hai....(to tara and anika) badi maa....maa....aap zaraa inke liye bana shake, sprouts aur dryfruits ka naashta lagaa dijiye...aate hi de dijiyega...mein zaraa...

Tara : (nodded) araam se jaao...hum dekh lenge...(abhimanyun nodded and left....he does not came in home but move towards backyard...)

Vir : (confuse) ye wahaan kahaan gye hain....ghar mein kyun naa aaye...

Anika : (smile) bacchon ki training ke baad....sir ab apni training krenge....


Anjali : (see her) kaisi training....


Abhi : (normal) aapko dekhna hai.....(Anjali nodded) to aaiye...

Anika : (nodded in no) bhaiya aap inhein lekar jaaiye...bacchon ke aane se pehle mein aur didi unka breakfast bnaa dete hain....(abhi nodded and left with others as they reach backyard, find abhimanyun is doing sword practice....all became shocked)

Mamaji : (widen eyes) wahaan latthabaazi sikhaa rha tha...yahaan talwarbaazi kr rha hai....yo kaisa insaan hai....(abhi see him) mera matlab hai...inse kaunsa kisi jung pr jana hai...jo itni taiyaari kr rha hai....

Shaurya : (casual) jung pr nahi jana....lekin wo ek sipaahi hi hai....(singh family look him and gauri saw abhimanyun) jii haan...ye jo aapke saamne itna badaa businessman banker rehta hai naa....wo sipaahi hai desh kaa....senior inspector abhimayun Khanna tha ye...

Tujhse Naraz Nahi Zindagi...💞💞 (Two Broken Soul)..💔Where stories live. Discover now