Chapter 34.... ❣️❣️❣️

237 43 17
                                    

Here is the new chapter…..enjoy everyone………

(purvi came in room… she found that vir is not there… then heared sound of water from bathroom… )

Purvi : (nodded in disappointment) ye nahaane gye hain… aur kapde nikaale nahi hain… abhi bahar aate hi.. chillanaa shuru kr denge bacchon ki tarah… ye kahaan hai… wo kahaan hai… bawari mere kapde kahaan hain…

Vir : (loud) bawari… .bawari…

Purvi : (sigh) chal purvi… apne is bacche ko sambhal… (came near bathroom) kyaa hua… kyun chilla rahe hain…

Vir : (peep out from bathroom) bawari… zaraa tauliyaa dede… mein bahar bhool gyaa…

Purvi : (narrow her eyes) aap bhi naa mukhiji… .kabhi kabhi to aisa lagta hai… ki bacche bade ho gye… pr aap nahi… .aap bacchon se bhi zyada chhote ho jaate hain kabhi kabhi… .(give him towel… he take it) aapke kapde nikaal diye hain… jldi se neeche aaiye… (vir cameout from bathroom… he wrapped towel on his waist… and rub his wet hairs by his hand… )

Vir : (came near purvi) accha sun… (purvi turn and water drops sprinkle on her face)

Purvi : (make face) kyaa kr rhe hain aap…

Vir : (move closer to her) ke kar rha hoon mein… aree baccha hoon… .to bas ab sambhaal is bacche ko… (lock her… by holding her waist)

Purvi : (low tone) mukhiji darwaza khula hai… koi aa jaaega… chhodiye hume please…

Vir : (nodded in no) naa… .itne dino ke baad to mauka mila hai bawari… apni patni ke saath waqt guzaarne kaa… .aur tu keh rhi hai jaane doon… .(smile) naa… (kiss on her neck)

Purvi : (hold his shoulder tightly) accha… bas ye darwaza to band krne dijiye… abhi koi aa jaaega warna…

Vir : (see her face… then move to close the door) tujh pr bharosa naa kr skte… bhaag gyi to… dekh ebb meine darwaza lagaa diya hai… (purvi about to ran but he hold her by wrist and pull… she fall on his chest… both shares a beautiful eye lock… vir tuck her hairs behind her ears) itne saal ho gye… humaari shaadi ko agar kuch naa badla to tere baalon ka tere chehre pr anaa aur mera inhein hatana…

Purvi : (see in his eyes) aur bhi bahut kuch nahi badla… jaise aapka ye kahien bhi kabhi bhi romantic mood mein aa jana…

Vir : (smile) accha… (purvi nodded) bawari tujhse ek baat poochna chahta hoon…

Purvi : (see nervousness in his eyes) kyaa… poochiye…

Vir : (cupped her face) bawari… tune 10 saalon mein apnaa naam aur shuharat bnaai thi mumbai mein… aur ebb mere kaaran tujhe yahaan gaanv mein wapas ana pada .. tera kaam tujhe yahien se sambhalna padta hai… ghar ko bhi tu akele sambhaalti hai… .(see in her eyes) tu thakti naa hai ke bawari…

Purvi : (smile and kiss on his forehead) aap itna kyun sochate hain… (cupped his face) aap aur bacche… duniyaan hain humaari… hum bas apni duniyaan mein wapas aaye hain… aur dekhiye naa… hum kitne khush hain apni duniyaan mein… apne bacchon ke paas… (hold his arms and lock herself in his arms and keep her head on his chest) aapki baahon mein… .aapke dil ki dhadkan sunkar… jo sirf humara naam lekar dhadakta hai… .(kiss on his cheek) aur waise bhi… (rub his lips corner with her thumb) aur waise bhi… hum bahut khush hain .. ek aise insaan ke dil pr raaj krke .. jo 40 gaanv ke naa jaane kitne hi hazaaron logon ke dilon pr raaj krta hai… .log jise bhagwaan maante hain… (smile) us insaan pr sirf humara haq hai… .wo sirf humaare hain… .(and she give him a quick peck)

Vir : (touch his forehead with her) kyaa baat hai… aaj apne iss bechaare pati pr badaa pyaar aa rha hai…

Purvi : (squeeze his nose) ab kyaa karein… humaare pati hain hi itne pyaare…

Tujhse Naraz Nahi Zindagi...💞💞 (Two Broken Soul)..💔Onde histórias criam vida. Descubra agora