Promise 1

528 100 11
                                    

Suru karte hai ajka part

Hm (loudly) ...AMMIIIIIIIIII.......(with crying)...

Karishma yah dekhte hi Hasina ke pass aati hai aur use fir se hak kar lete hain Haseena bahut jor se Rone lagti hai...

Aise hi Haseena ki Ammi ko gujre hue do din ho chuke the aur sab log hansne ke ghar per the shivaay chite ko chhodkar kyunki vah padhne ke liye bahar Gaye Hain uske pass bhi yah news pahunch gaye the lekin padhaai ki vajah se vah a nahin Paya...

Zaheer hai uski Ammi nahi rahi to vah dukhi hogi isiliye vah kamre mein akele baithi rahti hai aur yahan per Pushpa ji aur Santu Karishma se baat kar rahi hoti hai... Dining hall mey..

PS - beta Ham jante Hain ki halat aise Hain ki kuchh kar bhi nahin sakte lekin tumhen Haseena ka khyal rakhna hoga..

Karishma bus Pushpa ji ki baten sun rahi thi...
Itne mein Shantu bolati hai..

SS - di ...! Di. .? Aap sun rahi hai?

Karishma ha me note karti hai..

PS - beta Tum Hi strong Rehna padega agar tum bhi Tut gai to haseena ko Kaun sambhalega.

Ks( teary eyes) - Amma hum Kya kare do din ho chuke hain abhi ke gaye hue abhi bhi Haseena humse baat nahin ki hai na hi kamre se bahar I hai Ab To janti hai ki Chita nahin hai yahan per pata nahin uska Kya  HAL ho raha hai vahan..

Ps - Ham jante Hain beta lekin kya kar sakte hain Ham bhi bahut dukhi hain lekin Ham bhi Tut jaenge to kaise chalega aur aapko Hi To sab sambhalna padega kyunki aap hi hai Hasina ke jivan mein aur koi nahin hai jise vah apna kah saken..

SS - Ha di.. jiju ka aapko Hi sambhalna padega Jaise papa ke jaane ke bad aapane hamen sambhala tha vaise unhen bhi sambhalna hoga aapko...

Ks ( teary eyes) - Ham samajh rahe hain Ammi agar vah humse baat hi nahin karenge To Ham Kya karenge do din se na theek se unhone khana khaya na kuchh hamen bhi dukh hai...

Ps (teary eyes)- Ham samajh rahe hain beta ab tum jao upar Hasina se baat karo jo bhi ho vah tumhare kuchh lagte Hain tumhen pata hai,... Abhi hamare jaane ka waqt Ho Gaya hamen Jana hoga Tum jao aur use sambhalo...

Teenon ek group hug karte hain aur Pushpa ji aur Santu chala jata hai Karishma khana lekar Haseena ke pass jaati hai...

Kamre mein jaate jaate Ho sochati hai..

Ks thought - he Bhagwan aapane hamen kyon chuna is dayitvon ki palan ke liye pahle papa ke jaane ke bad humne apne ghar ko sambhala ma Ko FIR bahan ko ab Ammi ke jaane ke bad hamen Haseena ko sambhalna pad raha hai Ham Kya Karen. Aap hi bataen Bhagwan Ji....

Karishma kamre ke andar jakar dekhti hai To Haseena drink kar rahi hoti hai aur uske aankhon ke Kone se aansu bahre hote Hain lekin fir bhi kamre mein ekadam silence faila hua tha...

Karishma khana lekar Haseena ke samne jaati hai aur khana vahan table per rakhti hai aur haseena se baten karne ki koshish karti hai.. usse pahle vah apna eyes shaf karti hai ..

Ks(slowly) - aap kyon khud ko taklif de rahe hain hamen pata hai aapane duniya ke Sabse pyari chij kho Di hai Lekin aap agar Tut jaenge to fir Ammi Shanti se nahin rah payenge....

Haseena bas chupchap uski baten sun rahi thi aur drink ka le ja rahi thi...

Ks - please Ham request kar rahe hain agar Ammi ko pata chalega to unke atma ko Shanti nahin milegi ki unke jaane ke bad unka beta aise chijon mein apne aap ko dhakel de....

Karishma ki baat sunkar Haseena drink karna band karti hai aur jor se Karishma ko hug karti hai.. Jor jor se Rone lagti hai.. Karishma se shant karne ki koshish Karti hai Lekin Haseena use aur jor se pakad ke Rone lagti hai...

𝙿𝚢𝚊𝚛 𝙻𝚊𝚏𝚣𝚘𝚗 𝙼𝚎𝚒𝚗 𝙺𝚊𝚑𝚊𝚗Where stories live. Discover now