Pareshaniyan

419 63 9
                                    

Let's Start....

Continue to previous part...

HM OFFICE

Haseena bahut hi pareshan aur gusse se apne kamre mein jata hai aur vahan Chita aur Santosh hota hai vah donon notice karte haseena ko..

Cc - kya hua bhai aap thode pareshan lag rahe hain!

Ss - are vah nalayak  dikh nahin Raha hai tujhe jiju pareshan nahin hai jiju gusse mein hai..

FIR donon Haseena ke mood ke upar jhagadane lagte Hain..

Cc - are Santu ji mujhe pata hai ki aap sab kuchh mein pyar romance gussa yah sab dhundhte hain lekin yah mere bhai hai main acche se jaanta hun yah bahut pareshan hai...

Ss (annoying look) - Maina tere se baat hi nahin karne wali main tujhe kitni bar kah rahi hun ki jiju gusse mein hai ki tujhe samajh mein nahin aata....

Cc - Santu ji ...aap kyon gussa kar rahi hai ..aap to gussa nahin karti hai hai na(cutely)

Ss - tu tu man kyon le leta mere jiju gusse mein hai...

Hm interrupt.

Hm (low voice) - are chup Ho Jao Tum donon kyon lad rahe ho..

Ss - jiju aap kuchh pareshan lag rahe hain...

Cc - Santu ji yahi to maine aapse kaha tha ki bhai pareshan hai lekin aap to kah rahe the Bhai gusse mein hai..

Ss - tu chup rah mujhe baat karne de...

Ss to hm - kuchh hua hai kya kya pareshan hai Karishma didi ke liye...

Hm - pareshan to Ham Hain Karishma ke liye lekin aapki pareshani kuchh aur hai Santu...

Cc - kya hai bhai bataiye na Shayad Ham kuchh madad kar de...

Ss - han jiju boliye na kya baat hai aapko pareshani mein dekhkar hamen achcha nahin lag raha hai...

Hm thodi gehri saanse leti hai...

Hm to cc - tujhe yad hai Karishma se shaadi karne se pahle Mummy ne meri shaadi kahin aur fix ki thi..

Cc - han Kiya To tha lekin kya hua.!

Hm - are tujhe To yad hi hoga maine kis vajah se use Mana kiya tha shaadi karne ke liye..

Ss to cc - kis vajah se cheeteh..

Cc - han vahi na bahut badtamiz hai bigadi Hui hai aur jo chij mangti hai use vahi chahie hota hai..

Hm - han isiliye Maine Ammi ko bhi bataya tha ki mujhe is ladki se shaadi nahin karni hai lekin vah log Ammi ko kya bataya pata nahin Amit to shaadi karne ke liye jabardasti kar raha tha use samay lekin jab Karishma se Maine shaadi karne ki jid ki to man man gai aur Karishma se meri shaadi karva Di...

Ss (concern) - to ismein kya hai jiju aapko pasand nahin aaya to aapane mana kar diya to ismein pareshani hone wali kya baat hai...

Hm - vahi to Santu pareshani to vahi hai vah jo ladki hai vah mujhe bahut pasand karti thi aur pasand Karti hai Shayad isiliye to..

Cc - isiliye kya..!

Hm - are vah hamare ghar mein aa gayi hai...

Cc / Ss - what....? Why ?

Hm - kal jab main Karishma Ji ko bata rahi thi Australia jaane ke liye uske theek pahle vah mujhe phone karti hai...

Flashback...

Hm - Hello !

pH - hamen bhul gaye hain kya!

Hm - Sorry hamne pahchana nehi ..

𝙿𝚢𝚊𝚛 𝙻𝚊𝚏𝚣𝚘𝚗 𝙼𝚎𝚒𝚗 𝙺𝚊𝚑𝚊𝚗Where stories live. Discover now