Three Years Later

417 50 5
                                    

3 salon mein bahut sari changes aaya hai Karishma ka Dhyan Ho Gaya uske bad haseena ka kya hal hua hai vahi aage ki story hai ...

(Note - Karishma ka kaise maut hua vah flashback mein aap logon Ko pata chal jaega chaliye aage badhate hain)

Karishma ke jaane ke bad Haseena Apne kam ka chhodkar Ghar per rahata tha aur uska kam manager Samalta hai...

Haseena POV

Aaj bahut kuchh change hua hai uske jaane ke bad main bahut Badal chuka hun Akela Rahane Laga Hun lekin han ab main thoda Sambhal Gaya Hun..

Isiliye kuchh din pahle se ham log subah ke 5:00 baje ek dukaan per aate Hain Jahan per Ham sab log baithkar baten karte Hain main Mera aur do dost...

Ek hai Manish...
Aur ek hai Bani..

Everyday ki tarah Aaj bhi ham log vahi aaye Hain Jahan ham log baith kar baten karte hain aur..

Aur ek baat main fir se smoke karne Laga hun...

Kuchh der baten karne ke bad maine shopkeeper ko bola...

Hm - bhaiya ek cigarette Dena...

Bhaiya thoda muskura ke bola...

Shopkeeper - kaun sa wala do jo aap har roj lete hain ya FIR koi strong wala dua Aaj!

Bhaiya ke baad pe main surprise nahi hoon kyunki ham log har roj yahan per Aakar baithte hain aur bahut sari baten bhi karte Hain vah bhaiya ko pata hai...

Hm - nahin bhaiya everyday wala hi dijiye...

Piche se Manish bola...

Manish - kya yaar fir se strong wala le raha hai..!

Hm - nahin yaar roj ka jo leta Hun vahi....

Manish - achcha sunna ham log thoda bahar ja rahe Hain tu Jara yahan per baith Ham abhi aate Hain...

Maine han kah diya aur kuchh der bad ek aur cigarette liya use jalaya...

Thodi dur jakar Sara ke side per jakar baith Gaya aur... Kuchh soch Raha tha aankh band karke uske bad hi mujhe mahsus hua ek Sundar si perfume ka smell...
Turant hi Maine apna aankh khola aur dekha ki ek ladki mere samne se ja Raha hai....

Cigarette ko fenk ke Maine koshish Kiya ki use ladki ka chehra dekh pau...

Hairani ki baat yah thi ki tab tak vah bahut dur ja chuki thi bus yahi najar aaya Sundar ghane Bal aur kuchh samajh mein nahin a raha tha kyunki vah bahut dur ja chuki thi....

Daud ke uske pass jana chaha to piche se Manisha ke bola...

Manish - kidhar ja raha hai bhai..?
Aur tu yahan per kya kar raha hai Ham logon ne tujhe bola vah baithane ko aur tu yah sadak ke kinare kya karne aaya hai sach mein tera na kuchh nahin ho sakta..
Ek baat bhi tu sunta nahin hai..

(Thoda gusse mein bola.)

Hm - are nahin yaar Aisa kuchh nahin hai vahan per akele baithe baithe Bor ho raha tha...

Manish - vah to theek hai lekin Daud ke Kahan ja Raha tha!

Hm - are chhodana hai aisa kuchh nahin hai chal andar chal...

Maine vah sab ignore kiya aur thoda sa baten karke Apne Ghar pahunch gaya...

Agale din Rose ki tarah FIR se vahi jagah main Gaya lekin aaj main Akela aaya hun kyunki vah donon mere sath nahin aaye logon ka kam tha...

Lekin mere dimag mein ek hi baat chal raha tha ki vah ladki kaun tha main har ladki mein use dhundh raha tha (han pata hai ki meri Biwi ja chuki hai fir bhi Aisa Laga ki Jaise fir se vahi hai)
Aise hi ek mahine beet Gaya FIR se vahi jagah per main baith kar use ladki ke bare mein soch Raha tha...

Kuchh der bad mere samne ek ladki ayi.. mere kuchh kahane se pahle hi usne mere gal per thappad mara...

Main kuchh kah pata fir se usne mere dusre gal per ek jordar thappad mara...

( Readers be like - yaar Haseena tu pahle din se hi thappad kha rahi hai)

Dusre sab per khane ke bad mujhe kuchh bolane ka to vah gusse mein jaane lagti hai..

Hm - hey hello...? yeh kya hua aur aapane mujhe aise mara kyon..? aur maar ke Jahan kah rahe ho.!

But kuchh second mein mujhe najar aaya ki vah vahi ladki thi....
Vahi Ghani Bal vahi sweet sa smell..

Tab aur kuchh nahin kah Paya kyunki kahin na kahin vah ekadam uski Jaisi thi...

Uske jaane ke bad fatafat Maine Manish ko call kiya....

Manish - han Haseena bol kya khabar hai aur itni सुबह-सुबह kya baat hai..?

Hm - actually mujhe tujhe kuchh baat batani hai...

Manish - han bolna bhai kya hua koi pasand a gaya kya...

Hm - Tera sui vahin per atka hua hai kya.! meri baat sunega ya nahin

Manish - han bhai bol...

Hm - tujhe pata hai ham log ek mahine pahle mile the to main raste mein khada tha to tune mujhe poochha ki kya hua..

Manish - to tune mujhe kaha tha ki kuchh nahin hua...

Hm - actually use din maine ek ladki Ko dekha tha uska face Maine nahin dekha tha to use laga ki Jaise Karishma hai main jab Daud ke dekhne wala tha to tune Aakar mujhe pakad liya aur Maine socha ki theek hai kaise ho sakta hai..

Manish - aur tu yah baat mujhe abhi bata raha hai (annoying)

Hm -  okay I am sorry but baat hi kuchh Aisa hua hai ki kya hai batao...

Manish - jyada mat soch aur bol...

Hm - bhai Aaj vah mere samne aaya aur mujhe do thappad maar ke Chali gai...

Manish - yah kaisa bakwas kar raha hai yaar..!

Hm - main sach Kah Raha Hun yaar vah dekhne mein Hun Bahu nahin hoga vah nahin Lekin Karishma ke jaisa lag rahi thi....

Manish - Karishma kaise ho sakti hai tu kya bhul gai kya hua tha 3 sal pahle tune sab kuchh kho Diya hai aapane business ko bhi tune chhod diya hai tere manager business sambhalta hai...

Hm - han mujhe pata hai lekin..

Manish - achcha vah sab chor aur Bata tune kya Kiya hai ki vah ladki tujhe thappad maara...

Hm - kuchh nahin yaar main to road ki ek side per Khade hokar cigaret Pi rahi thi Achanak vah I Maine dekha thappad mara aur Chali gai...

Manish - vah da Haseena Malik Ho koi thappad maar kar Chali gai aur tu khada hokar kya Tamasha dekh Raha tha...

Hm - dekh maza urana band kar aur bata kya karun main...

Manish - achcha theek hai cal mil vahan per cal dekhte hain kya hota hai...

Hm - han theek hai chal rakhte Hain Ham bye....

Call cut kar dene ke baad main ghar per chala Gaya raat bhar vah ladki meri bahan se nahin gai...

Questions.....

Kaun hai woh ladki?

Aur Haseena ko kyon thappad mara?

(I know story to a change ho gaya hai lekin aap logon Ko pata chalega ki teen sal pahle kya hua tha Chita ka kya hua Santosh ka kya hua Pushpa ji ka kya hua aur main Riya ka kya hua sab kuchh pata chalega thoda wait kijiye)

.

.

.

.

.

.

.

That's it....

To be continued....

𝙿𝚢𝚊𝚛 𝙻𝚊𝚏𝚣𝚘𝚗 𝙼𝚎𝚒𝚗 𝙺𝚊𝚑𝚊𝚗Where stories live. Discover now