Naya Safar

535 105 10
                                    

Let's Start...



Tooh avi ks or Hm sirf ho chuke the ks ki purani khandar wali house pe ... Waha jayegi hm ki dam ghutne lagti hai lekin oh kuch nehi kahti ..

Ks ko pata lagraha tha ki Haseena ko pare Sani ho rahi hai ..toh oh bolti hai ....

Ks - agar aap ko paresani ho rahi hai to aap eh shart manne ki jarurat nehi hai ..

Hm ks ko dekhti hai or smile karke bolti hai ...

Hm - agar ham yeh shart nehi manenge toh mera pyaar har jayega .... Or mya mere pyaar ko har ne nehi de sakta ...(direct look ks eyes)

Ks - aha peh rahte rahte apka yeh pyaar ka but utar jayega ..

Hm (smile) -

Yeh Ishq nahi hai asha Aag ka dariya hai aur dubte jana hai..

aap bas eh kahiye karna kya hoga ...

Ks - karna kya hai Jake nokri dhundiye...

Hm - nokri? But why... Mere pas Mera khudka business hai toh mya kiu nokri dhundu??

Ks (annoying look) - sayad aap vul gaye ho myane kya shart rakhkhi thi....

Hm oh sharat Bali baat yad karti hai...

Ks - kyaa? Yaad aya?

Hm - han a Gaya lekin aap kya karenge agar main naukari dhundhne jaaungi to...

Ks - main yah pura Ghar Saaf Safai karungi aur kya..

Hm - aur aapka college?

Ks - college ki chhutti hai aur mujhe nahin lagta ki main aur padhaai kar sakungi..

Hm - kyon padhaai mein kya hua hai ab meri galti Kiya main manati hun lekin padhaai nahin kiya galti kiya hai jo aap use bhi chhod rahi hai!

Ks - aap bekar ki baten Na kariye aur jaaiye naukari dhundh liye bahut kam waqt hai aapke pass..

Hm jaate jaate Karishma ko bol kar jaati hai..

Hm - theek hai Ham jaate Hain naukari dhundh Lekin ab apna Dhyan rakhiega chalte Hain...

Haseena Chali jati hai aur yahan per Karishma साफ-सफाई karne lagti hai...

Haseena bahar jaate hi direct Apne office Cheeta ke pass chala jata hai....

Cc - are Aap yahan kya kar rahi hai aapko to Karishma bhabhi ke sath hona chahie!

Hm - are Kya bataun yaar main is Empire ke Malik hun lekin fir bhi hamen naukari dhundhna hai Ham kaise naukari dhundh sakte hain!

Cc - aapko naukari dhundhna chahie agar aap unse pyar Karti hai To..

Hm - han mujhe pata hai lekin Kya Karun yaar kuchh samajh mein nahin a raha hai..

Cc - dekhiae abhi to naukari Milana bahut mushkil hai ya aap bhi jante Hain kyunki aap is Empire ke Malik Hain isiliye mere pass ek idea hai agar aapke ijaajat Ho To main bataun?

Hm ko aur kuchh najar nahin a raha tha to usne han kar Diya...

Cc - vah Mera ek dost hai uska papa grocery shop mein kam karta hai bada hai grocery shop to vahan per ek jagah khali hai kya aap kam karenge vahan per!

Haseena shock ho jata hai kyunki vah ek Empire ki Malik hai fir bhi use ek aisi jagah naukari karni pad Rahi hai Jahan per uski naukar bhi Kam nahin kar sakta FIR vah sochati hai ki koi option nahin hai...

Hm - theek hai tu baat karke dekh by the way salary kitni milegi ?..

ek Do lakh To mil jaega na......

𝙿𝚢𝚊𝚛 𝙻𝚊𝚏𝚣𝚘𝚗 𝙼𝚎𝚒𝚗 𝙺𝚊𝚑𝚊𝚗Where stories live. Discover now