mein alag hoon galat nahi

1.4K 97 16
                                    

She started walking fast Neil following her
N- aaroh meri baat suntho lo  ek baar
She didn't stop but increased her speed
Neil overtook her and stopped her standing in front of her

A- Neil rasta chodo  ab tumhe kuch bhi kehne ki jaroorat nahi hain

N- baat sunto lo ekbaar

A- mujhe nahi sunna vese bhi sunke  kuch badlega tho nahi so better leave me

N- tumhari yehi  problem logon ki baat kabhi nahi sunti agar sunleti tho aaj tumhare saath poora parivaar hota

A-tumne apna decision leliya tho ab mujhe lecture Dene ki jaroorat nahi hein

N- tum samjhti kyun nahi aarohi

A- mein nahi samajti tum logon ko jo decision Lena tha leliya ab  use justify karke ya mujhe galat prove karne se fact nahi badlega so ab sab kuch khatam ho chuka hein hato mere raste se aur jao bhaiya aur bhabhi ke bhakt,  jao pooja Karo jao yaha se

N- kis baat ki itna attitude mein pehle se bol raha tha family ko abhi nahu batate family ko manana imp hein par nahi tumhe tho apni manmani karni thi

A- mene kaha tha tumhara jo bhi decision hoga mein respect karungi abhi bhi mein tumhe confront nahin kar rahi mein nahi janti vaha tumhara aur tumhara family ka kya baat hui thi par tum agar apne family ko choose kar rahe ho it's fine no worries
Par yaad rakhna  tumhe us ghar mein kabhi bhi woh respect aur pyaar nahi milega joh tum deserve karte ho

N- bas aarohi inhi baaton  me aakar mein apne parivaar ko bahut dukh di hein ab aur nahi tum agar mafi maang leti tho tumhe tumhare family accept karleti par tumhara temper tumhara dushman ban gaya  jab galti ki hein tho manne mein konsi badi baat hein

A- Haan ho gayi galti mujhse  aur mein hi galat hoon mere alava is poore duniya mein saare log sahi hein

N- tum..

A- tum mujhe reject kar rahe ho na thik hein ab tho aadat si hogayi  mein chali jaungi par ek sawal ka jawab do kya tumhe lagta hein ki aaj ho hua wahi agar akshara karti tho Bade papa esa hi react karte

N- fir, tumhari Sui ghumfirke akshara bhabhi pe hi kyu rukh jaati hein

A- kyuki humesha se yehi dekha hein mene jab mere shaadi mein Mera dulha aur meri behen bhaag  Gaye the tab bhi logon ne ek pal keliye bhi nahi socha ki aaru par kya bitegi meri jhoot ko aage  rakh ke decide kardiya ki jo akshu aur abhimanyu ne kiya sahi hein socho agar mein jhoot nahi bolti phir bhi yaheen hona tha

N- tum galat samaj rahi ho

A- humesha mein hi galat samaj thi hoon logon ko Mera perspective samjaneme  itna taklif kyu hoti hein mein alag hoon par galat nahi yeh baat kyu samajh mein nahi aati she cried  waise bhi is sawaal ka tum kya hi jawab doge  tumne tho khud inti saari mehnat ki thi ki tum apne bhai ko mujse bacha sako

N- stayed silent 

A-  jao yaha se Neil ab baat karke koi fayda nahi jao bye
She turned n started leaving suddenly she stop turned n faced him congratulations Neil finally tumhe tumhare bhai aur bhabhi ne bacha liya.. mujhse....   with tears rolling down her eyes... kya mein sachme inti buri hoon  koi bhi insaan Bina majboori ke mere saath rishtha nahi jod sakta shaadi karli tumne par ek pal bhi nahi nibha paye tumhare family ne mujhe  itna insult kiya par ek shabd nahi Bola tumne par mein esi jagah par nahi reh sakti jagah meri Pati ki insult ho mein yeh bardaash nahi karungi Maine Pata nahi kyun aur kaise  itne saal us ghar mein bita diya jaha meri mumma ki value hi nahi karte the

Neil ran to her n hugged her tightly both  crying  their heart out unable to process how upside down their life had turned into  within few hours
Aarohi broke the hug n ran to goenka house crying at gate for how impulsive she had been  then she saw a broken frame of her and understood what might have happened she took the photo n started leaving

Neil came back with her luggage saw her leaving  tripping n crying

N- aarohi kya Hua mein baat karta hoon tum ese kaha jaogi chalo ghar chalo

A-  sab kuch khatam hogaya  meine sab kuch apne hatho barbaad kardi
N- aarohi...

A- Neil jao yaha se mein ab tum logonki life mein kabhi interfere nahi karungi   jao Neil

N- aarohi is time pe

A- agar kabhi  tumne  mujse pyaar kiya hoga tho yeh ek baat manlo aaj ke baat kabhi contact mat karna kabhi bhi nahi aur ab mere piche mat ana..... meri kasam
Jao tumhare bhai aur  bhabhi wait kar rahe honge.. wiping tears and tq luggage laake di tumne tq so much .....
N she left
Is this the end of neirohi
Neil returned back to his home

I'm not tagging anyone as correct or wrong it's a readers choice n perception about the character based on their words n actions.

Dr.Aarohi Where stories live. Discover now